fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?
    Forum fellows market ma aksar term use hoti hai fake breakout ya false move yeh keun hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

    Je han. Forex trading ma asi bhot si terms daily use hoti hai. But agr trader ko en terms ka pata ni ho ga to wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni hon gy. Forex trading ma bhot sary trader asy hoty hain jo break out par trade karty hain. Yani jb market breakout hoti hai to wo trade ko es direction ma open kar lety hai. But trader ko kuch dair bad pata lagta hai k ye to false breakout tha. Ab yaha ye question rise hota hai k break out or false break out ma kiya farak hai. Es topic ma ham break out or false break out he discuss karyn gy.

    Breakout vs false breakout. Forex market ma market jb resistance ya support ko breakout karti hai to ham us par achi trades open kar sakty hain. But agr ye breakout false ho ga to hamy es ma loss b ho sakta hai. False break out ko samajny ka best way ye hai k trader ko pehle support or resistance level ko find karna chahe or phr break out ka wait karna chahe. Breakout jb occur kary to esko pehle confirm karna chahe. Breakout ki confirmation k lae hamy breakout ki direction ma ik candle k banany ka wait karna chahe. Agr ye candle stick support ya resistance level k bhar complete ho gi to trader ko es side pae trade open karni chahe.

    Useful points. Agr ye breakout fake ho ga to market dobara sy support or resistance ma wapas ah jae gi or es sy trader ye confirm kar sakyn gy k ye false breakout tha. So trader ko breakout k bad tora wait karna chahe or eski confirmation k bad he trade ma in hona chahe. Jo trader asi strategy ko use karty hain wo he kamyab hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

      Assalamu Alaikum, g dear Forex me jab market unexpected move krti hy to Hamen is me aik fake breakout dakhny ko milta hy jis Kay baad marekt correction leti Hy is me ham trade open kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum agar trade open karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial karna chahey or hamy market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum kise be jaga py bath kar forex mai live or sada urdu mai trading kar sakty hain trading karni hoti hai jis main aik fact breakout bhi hai jis main apko market achnak se apna trend chaenge karti hai jis se apki trading main kafi effect parhta hai q k aghr ap apni trade main buy kar rahy hain tu break outs se ap ki trade main changing a jati hai or apki trade profit main jaty jaty loss main chli jati hai es liye achi trha se break outs ki confermitipon k bad trading karni chahye or mera khyal hai k tab tak market main enter na hun jub tak es point ko achi trha smjh na saken q k esi se apko loss hony k chances zyda hoty hain or apko profit milty milty rah jta hai tu hmain ayes points k bary main full knowledge rkhn achahye kamyb hony k liye break out per lagata hay lakin market reverse ho jati hay. market jab bhi move kerti hay to chart per hamen structure nazar atay hain jo kay market nay mukammal kernay hotay hain aur ager aik mukammal ho jata hay to us say ari degree ka structure market mukammal kerti hay. structure ko analysis kernay kay liye baray chart say chotay chart ki traf analysis kiye jatay hain. jab trader ko structure ki samag a a jaye gi to wo break out per asani say trading ker sakay ga.
      • #4 Collapse

        Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

        dear Forex me market ki wrong ya unstable movement Kabhi Kabhi Hoti hy Jo without proper formation Hoti hy Jo up trend market mein price wapas down movement start kar dy lekin apnay initial/starting point se neechay na jaye, to is ko correction kehtay hain. Agar initial point se bhi nechay chali jaye to phir ye correction nahi, reversal hota ha. Correction ki waja se traders ki psychology par bohot effect parta ha is liye kay traders ye samajhna start kar dety hain kay ab market reverse hogai, trend change ho gya jab kay aisa nahi hota. Correction profit earn karnay ka acha moqa hota ha because correction kay baad market wapas original movement start kar deti ha. Correction ki bari waja ha, jab buyers ya sellers profit take karna start kartay hain, to usually market mein correction hoti ha. Is kay ilawa koi news ya event bhi correction ki waja ho sakta ha Support Aur Resistance Ko Sahee Identify Karin Breakout Strategy kay ly sab sy pehla kaam support aur resistance ka pata lagana hota hay. Aur jab koi trend ya ranging market chal rahi hoti hay to us main sahe support aur resistance aapko clear honi chahey kay kidr hain Breakout ka wait karin aur phir us kay baad us din market main enter na hon. Aur market ko us din us breakout kay ooper close hony dain. Kun kay aksar market dobara wapis aa kar close ho jaati hay. Jab market breakout kay ooper close ho jaati hay to us kay baad aap us candle ke aakhri jagha par order lagain aur wahan sy buy ua sell karin. Aur SL aapne breakout sy thora sa neechy lagana hay. Es tarha aap secure trading kar sakty hain breakouts kay lehaaz sy. Aur secure trading he kamyabi ke zamanat hay
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

          dear friend, forex market ma false breakout us waqt hota ha jb prices certain support and resistance levels ya trend lines wagera ko cross kar k above ya below move karain lakin us direction ma apni moment ko continue na karain aur short spike bna kar apni moment trading range sa backward karay, is tarah ki breakout ma entry sa pehlay hmain real break out level par price ki retrace honay ka wait karna chaiay, hmain break out ki strength ko confirm karnay k liay candle k complete honay ka wait karna chaiay ta k confirmation hasil ki ja sakay, hm is tarah k break outs ko 'deception' b kehtay hain, jis ma prices breakout karti nazar ati hain lakin ye reverse ho k apni real direction ko continue follow karti hain, price action trading pattern ma false break outs ki learning bht important hoti hain, in sa hmain market ma pairs ki price ki directions change honay ka aik acha indication milta ha,

          False breakouts tamam market conditions ma zahir hotay hain chahay wo trending hon ya consolidating ya counter trend, lakin in ma trade k liay best way ye hi ha k hm daily chart trend ko observe karain, new traders running up ya down trend k bilkul end par market ma entry ki koshish kartay hain jis waqt false break outs zahir ho jati hain aur unhain loss pohncha daiti hain, mostly false breakouts hmain current trend k khtam honay ka aur new trend k start honay ki b indication daitay hain, lihaza hmain reversals ya false breakouts k liay apni learning ko use karna chaiay aur confirmation k baad trade open karain
          • #6 Collapse

            Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

            Asalam o Alekum Umeed karta hun forex ke sab members kheriyat se hon ge
            market breakout hotti hee or log usii side trsding karna starrtt ho jatty hen jis kee nateejy me unhen loss ka samna karna parhta he kun ke kuch deer badd unheen pta chlta he ke ye fall breakout tha. fake breakout tab hotaa he forex me jabb resisitance kam hoo jatti he jis ke natejyy me breakoutt hotaa he.. is ke naatejy me achhi trade ki jaa saktii he short term ke lie.. lekn is me loss ke chances b zayada hoty hrn agar ye false breakpout hua to loss hony ke chances zayada hoty henn
            flase breakout ko pehchanny ke lie hamy kuch chezon ka knowledge hona zarrrui hotaa he..
            1) resistance level
            2) candleistic pattern
            • #7 Collapse

              Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

              Breakout tb hoata hy forex m jb resistance or support kaam ho jati hy usy breakout kehty hn . ish time hm achi trade kr skty hn. laikin ho skta hy k yeah false breakout ho r hmy nuqsaan uthana par jai so false breakout ko peachanany k liye kuj cheezain zaruri hn
              1: resistance level.
              2: Candleafter breakout
              agar candle after breakout break out ki traf bnany toh yeah breakout hoata hy r wahan hmm trade lga dyni chaye. fake breakout ko peechanany k liye candle after breakout k bnany ka wait krna chaye agar wo breakout k opposite bnti hy toh wo fake breakout hoata hy. 2sre fake breakout ki nishani yeah hy k wo dobara resistance or support level m chali jati hy.


              • #8 Collapse

                Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

                yah members kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge jaisa ki yad Jyoti randhawa bahut jyada informative hai aur iske bare mein janne ke liye hamen chahie ki aap apne seniors ko follow Karen aur unse guideline Le kyon ke mujhe is bare mein kuchh jyada nahin pata lekin jis tarah ki trade hai is tarah se padh Kar Gai maloom hota hai ki fek jo trading mein fek chij hoti hai unse istemal karne se hamen bachana chahie aur fake chijon ke bare mein hamen tabhi pata chal sakte hain jab Ham market ko bahut acche se jaan lete hain aur ko Ham bahut acche se samajh mein aur janne ke liye jaruri hota hai ki Ham market se Judith mum season ke bare mein bahut acche se analyse karne aur FIR uske bad hi Ham market mein kisi bhi chij ko apni trading ke liye open Karen agar Ham is tarah se karenge to hamen bahut jyada benefit hasil hogaaur agar hamen is tarah se nahin karte market ko bahut acche channelize nahin karte aur apni trading co open kar lete hain to is tarah se main nuksan hoga isliye market ko market mein mein mujhe tumne Jo fake or original hai uske bare mein jaane ke liye bahut jyada jaruri yah chij hoti hai ki Ham market se Judi tumhen chijon ke bare mein bahut acche se analyse karne aur Jin Jin ke bare mein hamen nahin pata munh se apne seene se guideline nahin aur unko Fallon carrington ke hamen UN cheezon ke bare mein bhi maloomat hasil Ho jaaye jinke bare mein Ham nahin jante Ho apni trading co successful bana sake aur ek successful trader Ban sakte hain jiske liye hamen bahut jyada hardworking aur mehnat ki jarurat hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

                  Dear forex member jahan tak mere pass information hai to us ky according ye market Mein temporary price ka break out hota hai jis mein price temporary up ya down support aur resistance level se move krti Hai aur phir wapas usi position per wapas a jati hain aur again move krna start kr dyti hai aur ye case bohat rare hota hai aur is Mein bohat sare traders foran se trade open krny ki galti kr dyty hain
                  Market Mein jo bhi situation ho humein Soch samajh kr kaam krna chaheye kyun KY forex trading market aik risky market hai is mein hmari choti sari galti bhi humein bohat zayada loss dy kr ja sakti Hai agar humein fake breakout mein trading krni Hai to Soch samajh kr Karni chahie ta ky hum apny account ko Har tarha se loss se bacha saken aur acha kaam kr KY acha benefit hasil kr saken
                  Agar humein ache trading krni Hai to humein daily basis per market ko na siraf time dyna ho GA balky is ky saath saath is ki history per bhi focus krny ki koshish krni ho ge ta ky ache results ko possible bnaya ja sake aur Har Tarah Se apny account ko secure rakha ja sake
                  • #10 Collapse

                    Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

                    dear forex members yah donon terms members ko trading mein bahut acchi tarah Se help leti hai aur is tarah Se members ko trading mein yah idea hota hai ki market ki movement kis tarah Se Ho Rahi hai aur is tarah Se members ko pairs ke bare mein bhi acchi tarah Se idea ho jata hai agar kisi bhi member ko kisi bhi pair ki moment ke bahut acchi tarah Se idea Ho jaega to members koi bhi trade bahut acchi tarah Se open kar lene mein successful Ho jaenge aur is tarah Se open ki jaane wali trades members ko maximum profit de jaenge members ko yah term bahut hi acchi tarah Se apni trading mein istemal karni hoti hai aur jab members apni trading mein is tarah Se achcha experience hasil kar lenge to members apne trading mein bahut hi acchi tarah Se successful Ho jaenge aur members ko is baat per focus karna hai ki members ko apne trading ko acchi tarah Se karna hai agar members apne trading mein bahut hi acchi tarah Se focus karenge to members ko kabhi trading mein koi problem nahin hogi aur is tarah Se Hi members ko har tarah ka experience hasil ho jane ke bad members expert Ho jaenge aur expert ho jane ke bad members ko koi bhi trade aasani se open kar lene mein acchi helpmate jaati hai aur members ko agar trading se related koi bhi help mil rahi hoti hai to yah members ke liye bahut hi acchi fayde wali baat hai aur members ko kabhi bhi acchi tarah Se help lekar apni trading ko continue karna hota hai aur members ko kabhi apni trading mein itna risk nahin Le Lena hota ki maximum risk lene ki vajah se members ko nuksan Ho jaaye
                    • #11 Collapse

                      Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

                      Je han. foreign exchange trading ma asi bhot si terms daily use hoti hai. however agr dealer ko en phrases ka pata ni ho ga to wo kbi acha income hasil karny ma kamyab ni hon gy. foreign exchange buying and selling ma bhot sary trader asy hoty hain jo escape par exchange karty hain. Yani jb marketplace breakout hoti hai to wo trade ko es route ma open kar lety hai. but dealer ko kuch dair horrific pata lagta hai k ye to false breakout tha. Ab yaha ye query upward push hota hai k break out or fake escape ma kiya farak hai. Es topic ma ham break out or false break out he talk karyn gy.
                      Breakout vs fake breakout. forex marketplace ma market jb resistance ya support ko breakout karti hai to ham us par achi trades open kar sakty hain. but agr ye breakout false ho ga to hamy es ma loss b ho sakta hai. fake get away ko samajny ka first-class way ye hai ok trader ko pehle help or resistance stage ko find karna chahe or phr escape ka wait karna chahe. Breakout jb occur kary to esko pehle confirm karna chahe. Breakout ki confirmation k lae hamy breakout ki course ma ik candle okay banany ka wait karna chahe. Agr ye candle stick support ya resistance degree k bhar entire ho gi to dealer ko es aspect pae exchange open karni chahe.
                      • #12 Collapse

                        Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

                        AOA dear friends , Forex trading bhi bahut dilchasp aur aur ajeeb trading hea
                        Is mein aap ko market ki movement ka ideal gana bahut mushkil hai kabhi kabhi aap ki trade profile mein ja rahi hoti hai lekin market achanak reversal Le leti hai Aur after sometime wapas apni position per aa jaati hai aur is mein aisa hota hai ky market esi condition me ajati hay key strong support level ya strong resistance level ko market trend break kar leta hay aur esy lagta hay key strong bullish ya strong bearish trend start hay magar ye fake be ho sakta hay aur market me achanak esi changing a jati hay key market trend U turn le leti hay aur back apni position ki taraf move karny lagti hey esi hi situation ko fake breakout kehty hey, esy jo traders technical analysis par zeyda depend karty hey esy traders key ley esi condition bahot hi zeyda khatarnak hoti hay Fake break out jub market temporary tor py key resistance ya key support sy uper ya nechy move kr jay aor kch time duration ky bad dobara apny trend py wapis ajay to isko hm false breakiut kahen gay aur dear friends aap ko is main market main is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur market main is k bary main analyse kar k hi trade karni ho gi aur ye ak boht hi best buisness hai aur secure hai is main kam karny k liiye learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main enter hony say pahhly is k bary main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main knowldge ho ga tab hi hum market main kam kar k boht hi acha experience hasil kar k bonus hasil kar sakty hain aur hamain market k rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur forex market say ache profit nikaltay hain ye aik boht bare market hai to us main humesha app ko samjheaya jata hai k stop loss ka istimaal usi leay karien ta k app ko forex main acha profit hasil hoo our us main app kamayab ho sakain gay our ap ko phir ache earning ho ge
                        • #13 Collapse

                          Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

                          Kabhi Kabhi Hoti hy Jo without proper formation Hoti hy dear Forex me market ki wrong ya unstable movement Kabhi Kabhi Hoti hy Jo without proper formation Hoti hy Jo up trend m up trend market mein price wapas down movement start kar dy lekin apnay initial/starting point se neechay na jaye, to is ko correction kehtay
                          • #14 Collapse

                            Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

                            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan press market Mein fast railway counter Utsav kab Hota Hai Jab price support and resistance level yaar trendlines vagaira Karke Karti Hai Lekin usse direction Mein Apni moment ko continues na Karen Banakar apni moment Is Tarah aur mein se pahle Hamen out level ki Hone Ka vate Karna chahie aur Hamen karne ke liye kya karna chahie Pyare bhai jaan Agar Hamen acchi trading karni hai To Hamen daily bhej per maarpeet conakry time Dena Hoga balke kiske sath sath kiski history per bhi fokat karne ki koshish karni ho ki Taake Achcha result ko possible Banaya Ja sake aur Hath taraf se apne account ko Sach aur Rakha Ja sake Agar can after Breakout Breakout ki taraf banae to yah Breakout hota hai aur Har vahan Ham train Laga Deni chahie aur Pak Breakout Cops Piche ki line can be after break out ke banane ki vate karna chahie Agar vah Breakout kpop star banaa Dun Ki Hai To vah fake Breakout hota hai aur dusra fake Breakout Ki Nishani yahi hai ki vah Dobara resistance or support level Mein Chali Jaati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: fake break ya fake breakout kya hota hai forex market ma?

                              Fake breakout yah hota hai agar market support per Panch Ker ham samjhe ayenge ke ab iski wapasi hogi yani bullish movement hogi lekin vah support ko cross Karke bearish movement Karen thodi der ke liye log samajhte Hain ki ab support cross ho Gaya aur aur neck support tak bearish movement hogi lekin fake breakout ki vajah se a vah toda sa bearish movement karne ke bad wapas apni jagah pahunch jata hai Tu Jo log aag support ko cross karne ke bad self car trade lagate Hain on logon ko loss Hona shuru ho jata hai jab ke Jo log intezar karte Hain ke clear ho jaaye ke Kiya ya fake breakout hai hai ya real vah log intezar Kar ke jab clear ho jaaye tab trade lagate Hain lekin jo log Nahin jante Hain vah intezar kiye bagair trade laga dete Hain.
                              ISI Tarah resistance per market pahunch kar kar maximum chances hote Hain ke yahan se market ki moment wapas hokar bearish movement shuru hogi gi lekin market resistance ko cross Karke a thoda sa movement karta hai hi Tu Na samajh log yah samajhte Hain ki iski bullish movement shuru ho gai aur vah log by car trade laga dete Hain lekin fake breakout ki vajah se a market jyada bole moment nahin karti e bal ke wapas aakar bare is moment shuru kar dete Hain tu jo log vahan per Jani resistance cross karne ke bad intezar kiye bagair bike CarTrade lagate Hain unka Los shuru ho jata hai ISI ko kahate Hain fake breakout.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X