Depend on yourself
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Depend on yourself
    Assalam.o. Alaikum dear members Hope Yahan Sab log khairiyat se Honge Jab Ek Insan forex business ko join karta hai aur Apna business forex forum ke andar start Karta Hai To wo Apne Paon per Khara Hona Sikh jata hai Iske andar business karne se Hamen Apne andar maujud talent Ka Pata Chalta Hai Aur apni hardworking ka Accha profit Hamen Milta Hai isiliye Hamesha Apne Upar depend karna chahie Apne Hoslon Ko apni hardworking ko Jari Rakhna chahie Chhoti Chhoti galtiyo Se ghabrana nahin chahie apne aap ko Har Mor per majzbut Rakhna chahie aur Har time fully trusted Hona chahie Apne faisalo pr aur apne Paon per Insan ko Khara Hona chahie aur yah Tamam cheezain Hamen Forex forum K andr business karne se Aati Hain because forex forum is a great business and bright business for everyone to achieve success to make your life successfull
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Depend on yourself

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jo log her waqt dusaron pe depend kartay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir khud pe depend karen aur pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur khud pe self confidence ko improve karen aur phir regular trading start karen aur soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Depend on yourself

      Assalamualaikum brother.. aap ny bahut achi bat ki hai. Hamain apny uper depend krna ho ga, apni abilities pr kam krna hoga aur apni salahiyaton per bharosa krna hoga tbhi hum Forex trading ki field mein kamyab ho saken gy. Jo traders doosron ki strategies aur signals ko follow krta hai aur un k kehny per trading krta hai wo kabhi bhi aagy nahin barh sakta. Wo hamesha doosron ka mohtaj rehta hai. Apni skills develope karen aur apni learning per bharosa krna seekhen. Double minded aur confused person losses e krta hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Depend on yourself

        Assalamu Alaikum dear member bilkul Hamen Apne Upar trust Hona chahie ki Ham Kuchh karne Ke Kabil hi Jab Tak Ham apne aap per yakin Nahin Rakhenge Ham ismein Kamyab Nahin Honge dear members sara kam Sara focus Tumhara sirf achi learning per hota hai agar Ham acchi learning karte hain Iske bare mein knowledge Aasan Karte Hain Ham Kamyab Hain Hamen Kisi Ke Bhi Jyada help Ki Zaroorat Nahin Hogi jab tak Ham isko Ford focus Nahin Karenge na usko samjhaun Ge Ek Kamyab Insan wahi hota hai jo use kam ko samajhta hai aur use per focus karta hai usko sikhane ki koshish karta hai ismein jo Insan Kamyab hua hai apne a trust per hi hua hai usko Khud per trust tha to vah ismein Kamyab hua hai jo Insan mehnat Karta Hai Kamyab Hota Hai mehnat Mein Hamesha kamyabi hai jo log mehnat Nahin Karte vah Kabhi Kamyab Nahin Hote yah to Ek duniya ki baat bhi hai ke mehnat karne wala hi Aage Kamyab Hota Hai tu dear member Sab Ko chahie ke mehnat Karen Apne kaam par focus Karen ismein Hamara future hai lekin uske liye thoda Hamen Sabar karna hoga Kyunki ekdum se Insan Kamyab Nahin Hota usko Kamyab hone ke liye time lagta hai aur jab Hamara time Achcha Hoga Ham is Kabil Ban Jaenge ki ham Sab Kuchh Apne taraf se kar lenge trading bhi aur form per bhi kam karna To Ham Kamyab Honge uske liye Hamen learning aur Achcha knowledge Hasil Karte Rahana chahie Chahe Jo Mazi Ho Jaaye chaiy jitna time Marzi Lag Jaaye Hamen Apna Kam Karte Rahana hai aur use kahan ko Kabhi Nahin Pasand karna yah sara kam Hamare Apne Upar depend karta hai aur Hamari soch ke upar depend karta hai ki Ham kis Soch per kam karte hain aur kaise kam karte hain aur Hamen kam karne ke liye Bhi Ek Achcha time table banana Hoga Hamara time table Achcha hoga Ham use planning ke sath kam Karenge To Ham ismein Kamyab Honge

        اب آن لائن

        Working...
        X