what are the categories of financial markets ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what are the categories of financial markets ??
    Assalam o Alaikum dear friends mera apne seniors member and experts se question hai k financial markets ki kitni categories hai our kon kon c hai our hamare liye his tarah faide madn and nuksan de ho sakti hai ??
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what are the categories of financial markets ??

    dear forex main financial markets main sirf Forex involve Nahin Hota is mein kafi saree market involved Hain Jo financially Kisi bhi country Mein operational hoti hai aur smooth functioning of economy ke liye yah market Mulki sata py economy me bahut positive impact dalti hai Jin me top financial markets ye wali hen

    -Stock market.
    -Bond market
    -Commodities market
    -Derivatives market

    Financial market ka apas me bahot hi zeyda difference hota hay, stock market ki apni aik ehmeyat hay aur Forex market ki apni aik pehchan hay stock market me ham difference companies key share buy karty hey aur profit hony key bad ham es ko sell kar dety hey, Forex market currency market hoti hay jes me buying opportunities key sath selling opportunities be hoti hay, stock exchange me to ham buying key bad hi selling kar sakty hey jab key Forex market key kesi currency ko without be selling kar sakty hey, agar bat stock exchange aur Forex market me profit ratio ki ho to same profit hi dono markets me earn ho sakta hay Forex OTC (Over the Counter) market ha jab kay stock trading aik physical platform par ki jati ha. Stocks usually long term kay liye hotay hain aur stocks ko har waqt buy nahi kiya ja sakta, is ka koi specific time hota ha. Stocks mein khud se shares buy nahi kiya jatay, darmeyan mein middleman hota ha, jis ko broker kehtay hain. Forex trading mein trader khud saray kam sar anjam deta ha. Trader khud trades ki analysis kar kay trade open karta ha, trade har waqt open aur close ki ja sakti ha aur koi middleman bhi nahi hota financial markets market har country ke alag hai aur iss ke timing b iss hisab say he hoti hia. aur apny apny country kay hisab say open aur close hoti hai aur har Courtney ke stock market iss kay din kay hisab say open aur close hoti hain. Forex market internal level per aik he market ha jab kay stock market har country ke apni apni hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: what are the categories of financial markets ??

      Dear Forex me finnacial markets me kafi types Hoti hen aik wo Jin me ham stock market kehty hen dosra bonds aur shares ki marekt lekin in me sab ki sab Kisi bhi country ke apne local market hote he jes mein us country ke companies big financial institution banks aur jo bhe big registered us country ke companies hote hien un ke share stock market mein pesh kie jate hein aur traders in local apne mulk ke companies ke share buy krte hien aur jb trader ko apne shares se acha profit mil rha hota he to trader apne shares ko bech kr apna profit hasil krta he misal ke toor pr jaisa ke hmare mulk Pakistan mein aik bank ko dekh lo Habib Bank LTD to yeh bank apne shares stock market mein pesh krta he aur us ke price stock market mein jare krta he aur agr Habib Bank LTD ke 1 share ke price Rs.100 he aur trader es ko buy kr leta he aur kuch wqt ke bad ya kuch dinon ke bad is share ke price Rs.150 ho jate he to trader ko profit hasil ho jata he yeh he stock market.

      FOREX MARKET

      Forex market all world level ke market hote he aur forex market mein all world ke countries ke currencies hote hein aur in ko sell buy kia jata he aur es trah se trader ko profit hasil hota he aur forex market mein currencies ke sath boht sare aur bhe trading pair shamil kr die gae hien jasa keh oil gold silver aur dosre boht sare famous world ke stocks ke indexes bhe forex market mein shamil hein to in mein trader daily sell buy krta he aur trader ko boht ache income forex market se hasil hote he. stock exchange business investors kesi be company key shares buy kar sakty hey aur jab shares key price increase ho jaty hey to investors ye shares sale kar dety hey, Forex market me ham pairs me trading karty hey forex business me currencies ki khareed o farokhat ki jati hay.

      Difference Between Forex and other financial markets

      Financial market me Forex Kay ilawa business aur forex business me difference ye hay key stock market me ham share lety hey aur sale karty hey jab key forex market me 1 currency key badly ham other koi be currency khareed sakty hey, forex ki market me trading time ki koi limit nahi jab key stock market limited time key ley open hoti hay
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: what are the categories of financial markets ??

        1) Capital Market
        capital market jis me orr b iksaam shamiil henn is ki pehlii kism he
        .) Stock Market
        .) Bond Market
        2) Comodity Market
        Comodity market comodity traders ke istimals ke lie hotii he
        3) Money Market
        4) Derivatives Market
        5) Future Market
        6) Foreign Exchange Market
        7) Cryptocurrency Market
        8) InterBank Lending Market
        • #5 Collapse

          Re: what are the categories of financial markets ??

          Financial market ki categories
          1: sock market: stock market m public k shares pr trade ki jati hy like unhy buy or sell kiya jata hy
          2: Bond market: jb stock market high py hoti hy toh bond market low py hoti hy . bond market big capital loan provide krti hy.
          3: Commodities market: ish market m companies apny future ko offset krny k buy or sell krti hn public k sath.
          4: Forex financial market: ish m log currencies pr trade krty hn unky exchange rate k according. yahan eik currency k liye qeemat di jati hy ta k 2sre sy exchange kr skain
          • #6 Collapse

            Re: what are the categories of financial markets ??

            hamy learning gain kar ky ak time tbale bana kar kam kara ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky g hm is mai posts kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar b kam kar sakty hai hm is ai agar greedy ban ky kam karty hain to hamra loss an hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hm earning gain kar saky gy hm is mai lve chat kar sakty hain hm is mai pasa be invest kar sakty hain hamy is mai analysis ko or indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hm s mai apny boss kud ap he hoty hai hamy is mai mrket ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga hm is mai aik din mai aik limit ky mitbak kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hm isy apna lfe time career be bana sakty hain hum is mai agar tuka systme sy kam karty hai to harma loss hai hamy is mai market ke movement ko samj kar is mai kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hamy market mai har ak rule ko follow kar ky kam kara ho ga pher e hu agy bar saky gy yai aik acha business han hum is mai agar kam karty howe ak be galt kar dety an to harma he loss hain yai aik amm bsiness jasa nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: what are the categories of financial markets ??

              Walekum assalam dear jab aap financial market ko different categories me categorise karna chahte hain to usmein aapke pass different important platforms or important fields a Jaati Hai jinki basis per of Financial Market ko different categories may categorise kar sakte hain aur inmein se easily in ko differentiate aur divide kar sakte hain iski Kuchh important reason aur kuchh important types main aapse share kar deta hun jo aapke liye meaningful ho sakti hai aur aapke knowledge mein increment kar sakti hain.

              Stock markit :

              Stock market financial market ka ek bahut hi important platform hota hai jismein aapko different companies ke share se related perfect analysis aur information provide ki ja rahi hoti hai no doubt stock market main aapko bahut hi important learning Hasil ho rahi hoti hai aur iski basis per aap apni income ko bahut jyada increase kar sakte hain.

              Commodity Market :

              Dear jab aap commodity market se related apni information learn kar rahe hote hain to yah Bhi Ek bahut hi important financial market Hoti Hai Jiski basis per aap important decision making kar sakte hain aur ismein isko easily divide kar sakte hain.

              Money market :

              Money market Bhi Ek bahut hi important financial market hoti hai jismein aapko different important money transactions related different important platform provide ki Ja Rahe hote hain jismein aapki stock exchange aur different currency exchange se related different important platform mil sakte hain.

              Bond market :

              Dear jab aap security se related Kuchh discussion karte hain to ismein aapko bond market se related per effect analysis mil sakte hain yah Bhi Ek bahut hi important financial market hoti hai jismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apni different financial transactions is platform ki base per complete kar sakte hain.

              Digital marketing :

              Dear current situation main aapko cryptocurrency aur ISI related maximum important platform provide ki Ja Rahe Hain Jiski Vishesh per aap digital financial market ki establishment kar sakte hain aur apni different important transactions digital currency uski basis for complete kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: what are the categories of financial markets ??

                Dear friends Assalam o alaikum
                Financial markets Forex me sirf Forex me nahenbhoti balkeh deger markets me bhibuse Hoti hai yeh markets bhutt zyda ehmiyatt ki Hamil hai
                • #9 Collapse

                  Re: what are the categories of financial markets ??

                  Financial markets bahut jyada kisham ki hoti hai aur yaar her country mein different hoti hain all over the world sirf aur sirf Forex trading ke financially taur per nahin chalti iske alava bhi bahut sari companies hain Jo Forex trading ke mukabale mein kam kar rahi hoti hai jaise ke stock exchange ISI tarah aur bhi bahut sari hai aur har country ki different hoti hain financially taur per support karne ke liye har country apni apni trading ko bharpur tarike se saranjam de rahe hote hain abhi stock exchange aur Forex trading ke andar hi Ham baat karen to iske andar hamen pata chalta hai ki stock exchange mein broker ke bagair aap Kam nahin kar sakte jab ke Forex trading ke andar har trader apni marji se trade bhi kar sakta hai aur benefit bhi hasil kar sakta hai aur ine donon ke darmiyaan third-person Koi nahin hota tu ISI tarah se financial market ke andar bahut sari company hoti hai jo apni apni tyre kar ke andar behtarin kism ki trading karke ek achcha benefit hasil kar rahi hoti hai financial markets mein kam karne ke liye an market ke rules ko follow karna sabse jyada jaruri hota hai Taki market ko samajh Kar kam karne mein aasani paida hua aur yah sirf usi waqt ho sakta hai jab Ham kisi bhi form ke sath bache hote hain form ke sath hone ke liye jyada jaruri hai ki Ham uske rules and regulations ko usi tarah follow Karen jis tarah hamen vah batati hai aur jo log follow nahin karte unhen EWS form se delete kar diya jata hai aur kisi kishan ka koi bonus aasan nahin hota aur aise mein vah log apna time bhej kar rahe
                  • #10 Collapse

                    Re: what are the categories of financial markets ??

                    financial markets different types ki hain aur yah maximum categories ki hai aur yah sab market members ko acchi tarah Se trading karne mein help de rahi hoti hain aur members ko and se related apne experience ko bahut acchi tarah Se improve karna hota hai aur jab members apne experience ko improve kar lete hain to members ko trading karne mein koi problem nahin aati aur members maximum apni trading ko bahut hi acchi tarah Se Kar Rahe hote hain aur trading ko acchi tarah Se continue karne ke liye members ko bahut hi acchi tarah Se focus karna hota hai aur apni trading ko acchi tarah Se importance Dena hoti hai aur members ko apne trading mein risk nahin Lena hota hai jab members apne trading mein risk lete Hain to is tarah Se Hi members ko bahut problems create Ho jaati Hain aur is tarah Se Hi members ko maximum nuksan ho jata hai members ko apne trading bahut careful hokar karna chahie aur jab members apne trading ko kar follow kar nahin karenge tu is tarah Se mambas for trading mein Koi bhi help nahin milegi aur is tarah Se members ko bar bar nuksan Ho Raha hoga members ko apne trading ko acchi tarah Se main karne ke liye bahut hi acchi tarah Se interest lekar aur Dil lagakar apne kam ko karna chahie aur agar trading main entrance nahin liya jaega tu is tarah Se main members apni trading se related acche decision se nahin Le payenge aur acche decisions na lene ki vajah Se Hi members apne trading mein nuksan le rahe honge members ko apne trading ko bahut acchi tarah Se importance de kar usko continue karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: what are the categories of financial markets ??

                      AOA dear friends , dear friends trading aik bahut badi field hai jis mein bahut sari chizon ki trading ki jaati hai aur har asset ki market different hoti hai Jis tarah ke forex market, stock exchange market,
                      STOCK MARKET :
                      Dear stock market kse aik country ke apne local market hote he jes mein us country ke companies big financial institution banks aur jo bhe big registered us country ke companies hote hien un ke share stock market mein pesh kie jate hein aur traders in local apne mulk ke companies ke share buy krte hien aur jb trader ko apne shares se acha profit mil rha hota he to trader apne shares ko bech kr apna profit hasil krta he
                      FOREX MARKET :
                      Forex market all world level ke market hote he aur forex market mein all world ke countries ke currencies hote hein aur in ko sell buy kia jata he aur es trah se trader ko profit hasil hota he aur forex market mein currencies ke sath boht sare aur bhe trading pair shamil kr die gae hien jasa keh oil gold silver aur dosre boht sare famous world ke stocks ke indexes bhe forex market mein shamil hein to in mein trader daily sell buy krta he aur trader ko boht ache income forex market se hasil hote he
                      Commodity training market
                      Commodity trading other market ki trading ki tarha hi hoti hay magar some inexperienced traders ko commodity ki market bahot zeyda hard aur highly technical field lagta hay magar me samjta hon agar commodity pairs ka deeply tajzia kia jaye to Forex ki market ki tarha ya other market ki tarha commodity pairs me be trading karna bahot asaan hay, Commodity market ka basic principle future trading be ho sakta hay, future trading 1 alag topic hay, jaha tak commodity market ko understand karny ki bat ki jaye to bahot se master traders commodity trading ka acha expernice es ley rakty hey kinu key other market ki tarha us ne commodity market ka acha tajzia be kia hota hay aur achi study be ki hoti hay
                      • #12 Collapse

                        Re: what are the categories of financial markets ??

                        AOA my dear all Forex member Stock market financial market ka ek bahut hi important platform hota hai jismein aapko different companies ke share se related perfect analysis aur information provide ki ja rahi hoti hai no doubt stock market main aapko bahut hi important learning Hasil ho rahi hoti hai aur iski basis per aap apni income ko bahut jyada increase kar sakte hain
                        Dear jab aap commodity market se related apni information learn kar rahe hote hain to yah Bhi Ek bahut hi important financial market Hoti Hai Jiski basis per aap important decision making kar sakte hain aur ismein isko easily divide kar sakte hain
                        Money market Bhi Ek bahut hi important financial market hoti hai jismein aapko different important money transactions related different important platform provide ki Ja Rahe hote hain jismein aapki stock exchange aur different currency exchange se related different important platform mil sakte hain
                        Dear jab aap security se related Kuchh discussion karte hain to ismein aapko bond market se related per effect analysis mil sakte hain yah Bhi Ek bahut hi important financial market hoti hai jismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apni different financial transactions is platform ki base per complete kar sakte hain
                        Dear current situation main aapko cryptocurrency aur ISI related maximum important platform provide ki Ja Rahe Hain Jiski Vishesh per aap digital financial market ki establishment kar sakte hain aur apni different important transactions digital currency uski basis for complete kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: what are the categories of financial markets ??

                          Mere khayal sae tou dunya mein dou hi financial markets hai jin mein sae aik stock exchange market hai jahan per hum shares ka karobaar kertay hain jis mein hum mukhtalof companies kay shares khreedatay aur beechtay hain aur yeh kaam hum stock exchange market mein ja ker kertay hain yeh markets aap ko mulk kay mukhtalif shehroun mein milti hain jo kay choti choti markets hoti hain aur aik bari market kisi aik baray shaher mein ho gi jis ko stock exchange kehtay hainhum iss mein account bana kar bhi kaam kar saktay hain hum iss mein agar greedy ban kay kaam kertay hain tou humara loss humain iss mein analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hm earning gain kar saky gy hm is mai lve chat kar sakty hain hm is mai pasa be invest kar saktay hain humain iss mein analysis ko aur indicators ko use kar kay kaam kerna ho ga phir hi hum agay barh sakain gaye hum iss mein apnay boss khud aap he hotay hain humain iss mein market ki movement ko samajh ker iss mein kaam kerna ho ga hum iss mein aik din mein aik limit kay mutabik kaam ker saktay hain
                          Doosri financial market forex market hai jis mein hum currencies aur commodities ki khareed o farukht kertay hain aur yeh aik online market hai jis mein aap kahin sae bhi kaam ker saktay hain jis kay lye aap kay pas aik mobile ya PC aur aik internet hona chahyea forex aik bahut acha karobaar hai jis mein aap ko bahut zayada income ghar bethay ho jati hai aur aap ki iss mein koi investment bhi nahin hoti iss lye tou log iss market mein zayada kaam kertay hain aur iss ko pasand bhi kertay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: what are the categories of financial markets ??

                            Aaj aapane bahut hi acche question ko select Kiya Iske jariya se aaj Ham Apna experience ke sath Karenge ki market name categories of financial markets kya hoti hai aur yah market mein kitne Jyada importance rahti Hain sahi se kitne Jyada advantage Hasil Kiye Ja sakte hain financial markets refers to a Marketplace market Mein creation aur financial Kesariya se debentures bonds derivatives aur currencies ke bare mein bahut hi acchi aur complete information Hasil ki Ja sakte hain yah in Tamam information ko bahut hi acche tarike se show karta hai

                            Aur Is Tarah istemal market Mein different types ki countries ki economy ki allocated limited resources acchi Tarah Se confirm kiya jata hai yah intermediary between the savers Investor MuraliSing funds between them financial market provide a sellers or buyers platform trading easiest determined demand and supply purchase ko acchi Tarah Se show karta hai market Mein Ja financial categories traders ki bahut jyada help Karti Hain aur Market Masjid different types AK option job opportunities ko Samajh Mein Nahin bahut jyada profitable sabit Hoti Hai inke jahiya se Anna opportunities ko samajhna bahut jyada easy ho jata hai Iske jariye se reading mein bahut jyada help milati hai isliye Tradus ko market Mein Kabhi Bhi in hi nahin karna chahie bol ke market Mein Jo Bhi different type ki opportunities vajud Hoti Hai unhen acche tarike se learn karna chahie market ki learning ko kabhi bhi nahin chhodana chahie balke learning ko Jari Rakhna chahie tha ki aap market Mein maujudTamam chijon ko acchi Tarah Se samajh Nahin aur unko apni trading Mein istemal Karke Unse acche advantage cancel kar sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what are the categories of financial markets ??

                              Han je. Financial market ki bhot sari types hai kuch types ko ham es topic ma discuss karyn gy. Bond market, stock market or forex market. Har financial market k kuch advantages hoty hain or kuch disadvantages hoty hain. Trade ma jany sy pehle trader ko en markets ki complete information honi chahe. Jo trader bena sochy samjy es ma trade karny ponch jaty hain wo hamesa apni investment ko zaya kar dety hain. Forex trading or baki financial market ma kiya difference hai usko ham es topic ma cover karny ki khosis karyn gy.

                              Forex market vs other financial market. Forex market ko ham ik broker k zaryae operate karty hain. Ye broker middleman ka kirdar ada karta hai. En middle service k against trader ko service charges pay karna hoti hai. Forex trading k lae pehle achy broker ko choose karna bhot zaruri hai. Eska intakhab trader ko senior k sath discussion sy or internet searching sy select kiya ja sakta hai. Other financial market like bond markets ma trader ko just bonds ko khareedna parta hai or us k bad trader ko en bonds numbers ko har qurandazi ma observe karna hota hai k uska kio price laga hai k ni. Member jis time chahe wo en bonds ko sell kar sakta hai.

                              Other markets. Ese tarha stock market hai jis ma trader ko kisi company ya institute k shares ko buy or sell karna hota hai or trader es sy profit or loss ko hasil kar sakta hai. Jo trader forex trading ko use karta hai usko pehle market ki achi knowledge hona chahe. Warna uska account wash ho jata hai. Serf learning sy he ham forex ko sekh sakty hain. Learning ko chor deyn gy to earning b hamesa k lae dor ho jae gi so trader ko hamesa learning ko he prefer karna chahe tb he trader profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai. Har financial market k kuch steps hain jin ko follow karna bhot zaruri hai.
                              Last edited by ; 25-10-2020, 11:48 AM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X