Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

    Asalamo alaikom.
    Mery kheyal sy loos sy bachna nhi chahiy.👍👍👍.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

      G han bilkul loss sy bchna bilkul zrori ha ha q is k sath ap ka bons hota ha agr ap loss krain gy to ap k bonus km hoga or aik baat loss ko Dobra recover krna asan ni is liye markit k motabiq analysis kr k trade krain take loss k chances kam sy kam ho
      • #33 Collapse

        Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

        assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun pahle se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge aap sabhi bhaiyon ki ek baat share karna chahta hun ki hamen lost se bachana chahie hamare liye bahut ilaaj mein garam lo se nahin bhai se bhi dukhi trading karte Hain to is hamara kaun bhi watch ho sakta hai aur hamara lost bhi jyada ho sakta hai to hamen apne account ko maintain rakhna chahie soch samajhkar trading karni chahie lo se bachana chahie
        • #34 Collapse

          Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

          Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab bhai khairiyat se unke bhai aapane bilkul theek Sawal kiya hai kya lost Saima Mein bajana chahie aur Kyon Bachana chahie Hamen law says liye Bachana chahie kya Agar Hamen loss Ho Jaega To Hamara account wash ho sakta hai agar Mara account was Ho Gaya To Ham time nahin Laga Sakte aur profit Asim nahin kar sakte tere mein posting Karni hogi uske bad FIR bonus Ke Intezar Karna Hoga Tera usse trade lagakar profit Asar kar sakte isliye Hamen chahie kya 9 se bacche
          • #35 Collapse

            Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

            Asslam o alekum all members trading ek aisa business hai jis mein hum logo ko profit ke sath sath loss ka hona bhi laazmi hojata hai par baat ye hai ke aisa kia kara jaye ke jis se iss loss se bacha jaye ya loss ki percentage ko kam se kam kia jaye hum log jab bhi trading karte hain to humare pas trading skills ka hona bohat laazmi hai and trading ka experience bhi aur ye sab tab hi hum logo ko haasil hota hai jab hum log trading ki knowledge hasil karte hain us ko practical as well as theoretical both form ko achi grip rakhen loss se bachne ke liye hum jab bhi trade lagate hain to hum us trade lagane se pehle kuch cheezon pe diyan dete jo neeche bayan ki gayi hain:
            Market movement and market analysis:
            Market movement and analysis mein hum log ye dekhte hain ke konsi currency jis ki value aj market main up hai ya low to hum us ke according us currency ko use karte hain and dekhte hain kis waqt konsi value high hai to us waqt hi trade lagayi jaye.

            Lot Size and money management to avoid additional loss:
            Lot size aur money manage karna bohat laazmi hota hai kisi bhi trader ke liye kyun bina iski management ke hum agr trade mein loss kar bethte hain to humare pas backup kuch amount hona laazmi hai ke jis se hum pehle wo loss ko recover kar saken and then aagey hum next trade ki profit hasil kar paayege to hum logo ko trade lagane se pehle ye sochna hota hai and decision lena hota hai ke kitna amount of money hum log trade mein use karege
            • #36 Collapse

              Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

              Aslam.0.Alikum Members,
              Umeed Krti ho ap sub khariyat se ho ga
              G Han apne bilkul theek Kaha Forex mein Loss se bachna lazmi hai.
              Kuen keh humary mehnat hai Jo hum khbi nae chaiye gain humary mehnat waste ho our jb hum post krty hai kafi sary tb ja Kar humain bouns milta hai our ye bouns humary mehnat hoti hai is he bouns se hum trade lagaty hai takay humain forex mein humary business ko success hasil ho agr hum juldibazi mein Market ko movement ko janay bagir trade lagain to humain loss he hona hai is liya Market ko Analysis krna lazmi hota hai takay hum loss se bach sakein
              Jazak Allah
              • #37 Collapse

                Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                Loss sa bachna Bhoat laazmi hai jaab ap market main Acha profit earn karna Chaty hain to is ska ye matlab nahi hota hai ka aap ko acha profit mily aap ager loss nahi karty hain to be aap profit main he hoty hain is lea ap ko mahnat or lagan sa kam ko karna Ho ga is lea ap ko mahnat or lagan sa kam karny ke Zrort hoti hai or kam ko karny ka lea ap ko sabr sa analysis karna or loss sa bachana bhoat laznmi hota hai is jka bad he aap ak perfect profit able trader banty hain or kamyabe hasil kar sakty hain.
                💕​Romeo&Julliet💕
                • #38 Collapse

                  Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                  Aslamoalikum dear forex members and friends loss ki bat ki ja rai hai to kon chahta hai khumen loss ho or loss ki waja sy humen prshani uthani pary hum ny boht mehnat kr k forex par bonas hasil kiya hota hai to humen loss sy bchna lazmi hota hai or aapny pocha k kyon to yeh koi pochny wali bat to nai hai k q bchna lazmi hota hai aap khud samjdar hain loss ka matlab hota hai nuqsan nuqsan kya hota humari tenshion ka sabab
                  • #39 Collapse

                    Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                    Assalam o walekum ji jnab loss sy buchna lazmi hotta hy q keh age ap loos at nhy buch sktyy to phr ap ko bhut loos hotta hy jis sy apko Forex mb Kam krny Ka koi bhi fayda nhy hy
                     
                    • #40 Collapse

                      Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                      Ji Hamen species Mein acchi kamyabi Hasil karne ke loss Se Bachana bahut jyada important hota hai Hamen se business Mein Apne kam ko acche tarike se karte hue loss Se bachne Ki Koshish Karni chahie Hamen se Vishesh Mein Hamesha Apne kam ko acche tarike se karna chahie tha ki Ham mis Business mein loss Ka Shikar Na Ho Hamen is Vishesh Mein Hamesha Apne kam ko Activa kar karna chahie aur election ke karna chahie
                      • #41 Collapse

                        Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                        trading mein try karne ke loss se bachne ki koshish karen kyunki loss ki vajah se hamara Sara account balance khatam ho jata hai aksar aisa hota hai kya ghar mein loss hamare balon se zyada hone lagta hai market ki vah mein deposit direction mein chali jaati hai to hamara account wash ho jata hai jiska matlab yah hai ki hamare account mein koi bhi balance Baki nahin rahata isiliye loss se bachne ki koshish karen aur apni galti HO ko sudharne ki koshish karen
                        • #42 Collapse

                          Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                          1 kisan jab zameen main ****L dalta ha to is ko tayar hony main kafi time lag jata ha lakin jab ye apny marahil main hotii ha to woh is ki bahut zeyada care karta ha ka ye kharab na ho mujhy nuksan na ho jaye to bahi ap log kasy trading main jan bojh kar loss kar sakty han zeyada tar log to yehe karty han or pher jo galrti in sa hoti ha is ko bhe nhe cover kiya jata jha to sab sa phely ap na ye demag nbana ha ka market main ham na loss nhe karna ha is sa bachna ha taky hamarai earning ho
                          Last edited by ; 13-02-2021, 05:55 PM.
                          • #43 Collapse

                            Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                            Ji han loss Se Bachana bahut hi jaruri hai Kyunki yah Hamara mehnat Se kamaya Hua bonus hota hai jo ki loss Ki Surat Mein Hamara Account Ko wash kar Jata Hai To Hamen Ihtiyat se kam karna Hota Hai
                            • #44 Collapse

                              Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                              Hn g dear friend loss se bachna zrori ha hamy apny loss ko recover kar lena chaye or agy klye bhe loss se bachna chaye qka loss hoty hoty phr hamara account bhe wash ho jata ha is lye osko control karna chaye or jaldi se osy cover kar lena chaye jb loss ho phr ya dekhna chaye hamari kis ghlti ki waja se loss hua hy phr agy wo ghlti nhi karni cahye learn karna chaye is trah phr hm.achy trader ban sakty hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Kya loss Se Bachana laazmi hai aur kyon

                                Assalam o walekum ji jnab agr ap Pakistan forex form mn work krty howy Acha profit Hasil krna chahtyy hn to os kylyee ap ko Forex trading mn loss sy lazmi buchna hotta hy q keh agr ap ko Forex trading mn loss hotta hy to ap kbhi bhi profit Hasil nhy kr sktty hn is lyee ap ko save trading krty howy Acha profit Hasil krna chahyee
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X