Robot trading aik aisa tarika hay trading ka jis main trading kernay kay liye trader ko khud order nahi laganay pertay. is ko EA trading bhi kehtay hain. EA ya robot aik aisa tool ya software hota hay jo kuch indicators ko mila ker banaya jata hay. is main trader ka khayal hota hay kay robot trading best hoti hay aur is main loss nahi hota. hala kay ye bilkul ghalat hay. jesay trader loss kertay hain wesay hi robot ya EA bhi loss kertay hain. Is liye ager dekha jaye to robot ya EA trading ki koe khas value nahi hay.
Robot Trading kay nuksanat :
Chonaky aksar log robot ya EA trading ko pasand kertay hain lakin wo is kay nuksanat say wakaif nahi hotay. Robot kay logics jab fail ho jatay hain to robot aisay trader ki trah trading kerta hay jesay aik new trader boht say loss ko dekh ker be tuki trading kerta hay.
Loss to robot trading aur manual trading donn say hotay hain lakin manual trading say trader ko loss kay sath fida ho raha hota hay wo apni ghaltion ko dekh ker seekh raha hota hay jab kay robot trading main trader ko sirf loss mila hay kuch seekhnay ko nahi milta

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим