Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?
    Asalam o alikum dear dosto Jesa Kay ham janty hen Kay Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12470014duniya main tijarat jab bi do countries k darmiayan ho ya tijarat ka koi mohayda ho to us pe currency rate pe both faraq parta ha in k muqabily main dosri currencies jo hoti han wo stronge hoti ha ya week hoti han koi pata ni chalta ha is ley jab asa mohayda ho both ahtaiayat sy trading karny ta k ap ko loss na ho q k bazdafa in mohaydun ki waja sy market both fast movement karti ha or itni ziada k hum log soch bi sakty han is ley hum log itna loss bardast ni Kar sakty han to proper money management or risk management k sath trading karny
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

    dear forex members market mein enter hokar hi kisi member ko acchi tarah Se decide kar lene ke bad apni trading ko continue karna hota hai aur ek economic integration ke ki help lekar members ko prices ke bare mein aur market keyconditions ke bare mein acchi tarah Se idea ho jata hai aur is tarah Se members ko market ki economy ke liye situations ko acchi tarah Se samajhne mein helpmate jaati hai aur members apni trades ko acchi tarah Se market mein open kar paate Hain aur ek taraf Se agar dekha jaaye to members ko yah idea bhi ho jata hai ki market ko analyse kis tarah Se karna hai aur uske bad members ko analyse karne se related koi problem nahin aati aur members ko market ko analyse karne per bahut acchi tarah Se focus karna hota hai aur members ke liye yah baat bahut important hai ki agar vah market ko acchi tarah Se analyse nahin kar payenge to members apni trading ko bhi successfully nahin kar payenge isliye members ke liye yah baat bahut important hai ki agar vah koi bhi trade plan kar lete hain to market ko acchi tarah Se analyse kar lene ke bad hi plan Karen lekin agar members ki planning acchi nahin hogi aur vah rough trading kar rahe honge tu is tarah Se members ko apni trading ki vajah se koi bhi acchi earning hasil nahin hogi aur is tarah Se ki jaane wali trading ki vajah se members ko maximum nuksan hoga aur maximum nuksan Ho jaane ki vajah se maximum members ka account bhi zero ho sakta hai aur account ke Wash Ho jaane ki vajah members ki carelessness hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

      Economic Integration
      Jab bhi do ya do se ziada reyasaten alaqaye tejarat ko barhane k leye jo mansobe karti hai jis se tejarat k leye maojood rukawaton ko kam karti hai to us ko economic integration kaha jata hai. Economic integration k leye aam tawar par do mumalik apas me beth kar aik dosre k masle masayel aur tejarat ko increase karne k leye mansoba pesh karte hen. Wo in mansobo me tax aur costoms duteyan kam karti hai aur dosri sahuleyat jo tajeron ko chaheye hota hai us me izafa karti hai. Economic integration me regional mumalik ziada mouasar hote hen aur ye kisi aik bare mulk k andar states k darmeyan bhi ho sakta hai. Is me koshash ki jati ahi k apas me neighboring countries apni markets ko aik dosre ko bela rukawat k rasaye den aur market me kuch zarori ashia pe duty free sahuleyat bhi hoti hai jis ka aik to traders ko bhi faida hota hai aur dosre us country k citizens ko bhi bohut faida hasil hota hai. Traders pe tax kam hone se aur costoms duty na hone se wo behatr aur kam qeemat par mal market me lata hai jsi se us ko bara faida tax relief aur ziada ashya k bek jame ki sorat me hota hai. Aur clients ya market buyes ko is ka faida kam qeemat ashia k khareedne se melta hai. Economic integration ki mesal Pakistan China ka bhi le sakte hen jin ki bohut sari ashya hamare market me kam qeemat hamare leye dasteyab hen jis ko hum apni sahulat k leye asani se istemal karte hen, q k Pakistan china ka bohut sari cheezen pe kam tax ya tax free agreement hen. To ye sahuleyat hamen direct melti hai jo k bohut bari advantages hen hamare leye. Click image for larger version

Name:	images (26).jpeg
Views:	1
Size:	69.0 کلوبائٹ
ID:	12334748
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

        Economic integration yah ek strategi hai aur is per bahut sare logon ka focus hai yah market ko analyse karti hai aur ISI ki bhej per log trading karte Hain economic integration ke abhav hone aur down hone ki vajah se market ko analyse karne mein asani Ho jaati hai market ki trading jab upar jaati hai aur jab niche aati hai to ismein candlesticks bahut important role play karti Hain ISI tarah economic integration bhi is tarah ka ek trend hai jo ke Forex trading ke andar bahut important factor haiis per bahut sare log kam kar rahe hain aur ek achcha benefit hasil kar rahe hain economic integration strategy per Jin logon ne trading ki hai unhen kachha bolo shasan hua hai Jin logon ne newly join kiya hai Forex trading co unhen chahie ki nomic integration strategy ke upar bahut jyada focus Karen acchi learning Karen jyada se jyada knowledge increase Karen aur dam account ke upar ek acchi practice Karen Taki aapke kshetra Ban jaaye Jo log aisa nahin karte unhen sarasar nuksan hota hai aur vah apne overconfidence ki vajah se apna loss karva baithe Hain aur Forex trading aise logon ko kuchh nahin deta uski vajah yah hai ki Forex trading skillful percent ke sath hai aur online business main sirf nahin logon ko apne sath lekar chalta hai jo usko achcha time dete Hain aur apni skills for studying ke sath share karte hain iske alava aur kisi bhi bande ko Forex trading aur Forex trader kuchh nahin deta Jo log acchi post nahin karte hue unki post ko bhi delete kar deta hai aur unhen ka koi fayda nahin hota
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

          Kisi bhi country ki economical condition ki read kerny ky liay hamain different options ko read kerna hota hai ky jo jo factors kisi bhi country ki economical growth ya weakness ka sabab banty hain woh tamam mil ker economical integration ko develop ker rehy hoty hai jin main sab sy pehly kisi bhi country ki apni resources hai ky jis country ky apny resources apni requirement ky zyada hon jin ko export Kia ja sakta hai tou same expert kisi bhi country ki economy ko strong kerti hai then country ki apni industry hoto hai ky agar industry main production more than requirement ho rehi hai tou same production ko bhi export Kia jata hai jis sy economy more strong hoti hai jabky agar industry bhi week hai jis ki production apni country ki requirement ko hi pura nehi ker rehi hoti tou us ky liay apny resources ko use kerty huey hamain apny requirements ko purs kerny ky liay import kerna zaruri ho jata hai jo economy ki strength ko decrease kerta hai tou aesy bahot sary factors hain jo mil ker kisi bhi country ki strength ko increase ya decrease kerty hain tou yeh tamam factors economy integrator hoty hain hamain inko positive side per Lana hota hai ky agar resourced increase hongy tou economy automatically grow kerna shoru ker deti hai aur yeh kisi bhi country ki political situation aur political governament per depend kerta hai ky woh country ki economy ko strengthen kerny main kis terha ky decisions lety hain agar political minds country ki economical condition ko positive thoughts ky sath strong kerna chahain tou aesa ho sakta hai ky political governament bhi same country ka aik economical integrator hoti hai ky government ki policies specially foreign policy country ki economy ko bahot zyada effect kerti hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

            Assalamu Alaikum then requirement ho rahi hoti hai to same production ko bhi expert Kiya jata hai jisse aap Kitna makmore satrong hoti hai aur jab ke Agar industry bhi theek Hai Jiski production apni country ki requirements ko hi pura nahin kar rahi hoti to uske liye Apne Ahankar ko use karte hain aur Hamen Apne requirements ko pura karne ke liye important karna Jaruri ho jata hai jo ke economic ki tarike kar code iska se Karta Hai To Aise bahut Sare factor Hote Hain Jo ke Milkar Kisi bhi country ke tarike kar going crax yah Vikram Karte Hain To Yatin impact on economic Hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

              Economic integration:-
              Economic integration yeh aek strategy hai aur is pr bohat sary logon ka focus hai yeh market ko analyze karti hai aur Issi ki bsse per log trading karty Hain economic integration ky up hony aur down hony ki wajah se market ko analyze karny mein assaani Ho jaati hai market ki trading jab upar jaati hai aur jab neechy aati hai tou iss mein candlesticks bohat important role play karti Hain Issi tarhan economic integration bhi is tarhan ka aek trend hai jo ky Forex trading ky andar bohat important factor hai is pe bohat sary log kam kar rahy hoty hain aur aek acha benefit hasil kar rahy hain .
              Jab bhi 2 ya 2 se ziada emirates ilaaqai trades ko barhany k liye jo planning karti hai jis se trade k liye moujood rukawaton ko km karti hai tou us ko economic integration kaha jata hai. Economic integration k liye aam toouar par do mumalik apas mein beth kar aek dusry k masly masayeil aur trades ko increase karny k liye planning points samny rkhty hain . Wo un plannings mein tax aur coustoms jobs km kartin hain aur dusri opportunities jo traders ko chahiye hota hai us mein increase karti hai. Economic integration mein regional mumalik ziada includes hoty hain aur ye kisi aek bary mulk k andar states k darmeyan bhi ho sakta hai. Is mein koshish ki jati hai k apas mein neighboring countries apni markets ko aek dusry ko billa rukawat k sources dein aur market mein kuch zarori cheezein ya products pe duty free sahuliyaat bhi hoti hain jis ka aek to traders ko bhi faida hota hai aur dusra us country k citizens ko bhi bohat faida hasil hota hai. Traders pe tax kam hony se aur coustoms duty na hony se wo behatar aur kam qeemat par products market mein leita hai jiss se us ko bara faida tax relief aur ziada products k foori jama ki surat mein hota hai. Aur clients ya market buyes ko is ka faida kam qeemat products k khareedny se milta hai. Economic integration ki misaal Pakistan China ki bhi le sakty hain jin ki bohat sari products hamari market mein kam qeemat hamary liye dasteyaab hain jis ko hum apni sahulat k liye asaani se istemal karty hain, q k Pakistan china ko bohat sari cheezon pe kam tax ya tax free agreement hain. To ye sahuliyaat hamein direct milti hai jo k bohat bary advantages hain hamary liye.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

                economical factor aik bahut he important factor hota hae is main hum agar sahe tarah se kam karte hain or yeh pore market ko bahut he zayada effect karte hae to bas hamen bhe cahiye ke hum is ke news ke bare main up to date raha karen q ke yehe to hote hain fudamental news or is ke madadc se he to fundamental analysis kiya jata hae to bas hamen cahiye ke hum is main mazeed ache tarah se mehnat kiya karen take hum yahan se success hasil kar sakne hum jitna zayada is main ache tarah se kam karte he hain to hum is main utna he kamyab ho he jaya karte hain bas hamen cahiye ke hum is main mehnat ke sath ache tarah se kam kar lena cahiye jitna ache tarah se hum is main globally market ko analyze karte hain market ke movement bhe wese he hote hae or is main big fishes bahut he important role play kar jate hain to bas hamen bhe esa he kar lena cahiye or is main ache tarah se mazeed mehnat ke sath is main kam kar lena ho ga take hum yahan se success hasil kar saken hum jitna zayada mehnat ke sath is main apne kam ko behtar karte hain to hum bahut kuch hasil karte rehte hain lakin hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe himmat na haren balke sahe tarah se ache tarah se is main kam karte rahen q ke apko kamyabe is main tab he milte hae jab ap is main sahe tarah se ache tarah se kam kar jate he hain to bas sahe tarah se is main mehnat karte rahen ache se take ap is main kuch hasil bhe kar saken or ap is main kamyab ho saken
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

                  forex aik best business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hai hum is mai raat mai be kam kar sakty hai hm is mai di mai be kam kar sakty hain hm gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi be boss nai nahi hai yai ak world wide or kabe be band na hny wala acha bsiness hain hum is ma night mai be kam kar sakty hai hm is ai day mai be kam kar saty hain hm is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain is mai duya ky bary bary mumlik sahmil hain forex pakistan mai legal or famous business ban cka hain hm is mai agar lalach ban ky kam karty hain to harma loss hain hum s mai mahnet karty hain to hmay kmaybe hasial ho jy ge hm is mai aagr tka system sy kam karty hain to harma loss hain hum s mai apny boss kud ap he hoty hai hamy analysis ko or indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy hm is mai agar greedy ban ky kam karty ain to hamara loss hain hum is mai apne marze s time table bana kar kam kar sakty hain m is mai bager balance accout bana kar be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal or famous business ban cuka hain hm is ai agar greedy ko katem kar ky mahnet sy or lagan sy kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

                    Yes. Dear hamy pata hai k kio b country ab alone survive ni kar sakti. Us ko apni needs or demand k lae different countries par depend karna hota hai. So wo goods ko exchange karty hain or esko ham trading k name sy janty hain. Trade karny ma ik bari rokawat currency rates ki hoti hai. Different countries k currency rates different hoty hain so unko pehle ye decide karna hota hai k wo kis currency ma trade karyn. Bhot sary countries trade k lae usd dollar ka intakhab karty hain. Trade k lae countries different steps par amal karty hain jis ko ham economic integration kehty hain. Es topic ma ham economic integration ko further discuss karyn gy.

                    Economic Integration. Economic integration 2 countries ma bech ma trade barrier ko khatam karny k mohaidy ko kehty hain or 2 countries ki fiscal policies k agreement ko b economic integration kaha jata hai. Jo nationalist hoty hai wo economic integration ko oppose karty hain kiu k wo ye sochty hain k es sy unki sovereighty loose ho jati hai.

                    Advantages of economic integration. Economic integration k bhot sary benefits hain ik to ye employment ki waja banty hain or en sy bhot sari jobs increase hoti hain. Secondly country ko trade ka benefit ho jata hai yani usko apni items ka buyer mel jata hai or other countries sy wo apni demand ko pora kar sakta hai. Economic integration ma countries ka political relation barh jata hai. So countries trade agreements sy ik dosray k kareeb ah jaty hain. Or enk apas ma relation increase ho jaty hain. En sb advantages sy countries ko bhot benefit hota hai or eski over all state increase ho jati hai. Jo country kisi dosri country k sath relation ko ni rakhhna chahti wo kbi alone survive ni kar sakti. So countries ko ik dosray par depend karna parh he jata hai.
                    Last edited by ; 24-10-2020, 10:16 AM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

                      Walekum assalam dear aapane economic integration see related bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain aur Hamare knowledge mein increment kiya hai no doubt Jab aap international business kah Rahe hote hain to usmein Aap Ko Itna make integration se related complete learning Karni chahie aur apni trading per reply karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem Ban sakte hain aur aap successful trader Nahin Ban Sakte economic integration see related complete study aapki trading co profitable banaa sakti hai Jab different countries main aap Koi kam Karte Hain Jab aap international level par koi business Karte Hain To usmein Ek Naam integration se related aapko perfect knowledge Hona chahie.

                      No doubt Jab aap International basis per Kuchh transactions kar rahe hote hain aur kisi country ke sath apni trading kah Rahe hote hain to usmein aapke liye bahut important factor aur tools hote hain jinko aapane completely Prakash karna hota hai agar aap in important tools aur practice ko completely focus Nahin Karte to ismein aapko bahut jyada disadvantages of sakte hain aur aapke liye bahut jyada problems create ho sakte hain otherwise aap kabhi bhi Forex trading Main Aur Kisi bhi Businessman success per Nahin ho sakte jab tak aapko is related complete learning na Hasil Ho.

                      Dear jab aap economically Kisi bhi commodities aur currency pairs related apni information learn kah Rahe hote hain to usmein bahut jyada important tools aapki help karte hain jo aapko proper decision making karne ke liye useful ho sakte hain specially Jab aap economic field Mein Aate Hain To usmein aapko different commodities ki demand and supply se related perfect analysis Mil Rahe hote hain jo aapki prices Mein increment aur decline mein bahut hi important role play kar rahe hote hain isliye Jab aap economically different commodities related apni letting complete karte hain to aapko best results produce karne mein bahut jyada help mil sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

                        hamy economic integration ke bare mein full information hasal kar leni chahie Hamen Kisi bhi economic integration ke bare mein information Hasil karne ke liye Muktalif option ka use karna hota hai aur ham ko option ko is Waqt hi samj kar sakte hain Jab hamare pass knowledge or experience Hoga Ham knowledge or experience ki base per market Mein Har Ek chij Ko Samajh Kar kam karne Ke Kabil ba jaty Hain Agar Hamara kam karne ka experience Kam Hai To Hamen practice kar leni chahie Hamen practice ke liye demo account ko choose kar lyna chahie Forex Ek Vase karobar hai isliye Main Har Tarah Ke log kam kar sakte hain Hamen market ko acche se Samajh Kar kam karna hoga Agar Hamen market mein kisi Bhi chij ki samaj na a Rahi Ho To Hamen Apne expert trader ki tips ko follow kar dena chahie Kyunki Hamare expert Humse zyada experience rakhte hain aur Market ko acche se samajhte Hain hamen bhi market ko acche se samajhna Hoga Ham ismein Ek sal ke bad expert theatre Ban Jaate Hain market ko acche se Samajh Kar Is ky up hone per hi ismein Paisa invest karna chahie ta ky ham ismein achha profit kama Sake Agar market down Ho To Hamen ismein bahut hi ahteyat se kam karna hoga ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur ham isliye raat mein bhi kam kar sakte hain Bhartiya to 24 ghante hi open rahti hai ismein life aur Sada Urdu mein posting Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

                          dear duniya main kafi countries han jin main free trading hoti ha wo apni chezen bagar kisi rukawat k aik dosry k mulk main sell kar sakty han do ya teen countries apis main Union banaty han us main kuch rules tahy key jaty han phr us k mutabiq trading ki jati ha is ley is Union ko economic integration kehty han jis ka matlab ha k ye countries apis main kuch rules k mutabiq adaza tajarat karny gy jis main in ki local products hoti han jin ko wo aik doary ki country main la k sell or wahan sy kuch kar k la ja sakty han is pe koi tex bi ni hota ha mary khayal main agr hota ha bi to rules main clear kar dea jata haeconomy indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex ko hum apna professional career be bana sakty hain forex aik real business hain hum is mai aik month kam karty hain hamy is ka bonus agly month ky pahly hafty mai milta hain hum sy skrills ke madad sy with draw karwa ky apne zaroto ko asane sy pura kar sakty hain economic calendar me agar koi high impact news release ho to technical analysis par depend kar key trade open karny ki ghalti nahi karni chaye agar news samaj me aye aur trade open karny ka idea mily to traders news key mutabeq open kar leny chaye, agar koi khas news economic calendar me na ho to traders ko technical analysis par hi depend karna chaye.
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

                            Hello everyone ummid karte hain aap sab khairiyat se Honge market Mein members ko economic integration ke bare mein complete information honi chahie Kyunki market Mein yah economic integration Jab develop hoti hai to us Waqt market ki movement baby changing se Jaate Hain aur Market ki movement ko samajhna Har trader ke liye bahut jyada important hota hai Kyunki vah market Mein is movement ke hisab se hi Apna work kar rahe Hote Hain

                            Market Mein economic integration different ways interpreted karne ke liye bahut jyada helpful Hote Hain market Mein traders is concept ke jariye se author include social integration kar sakte hain aur different forms under cooperation the heading aur Market Mein yah trade se related advanced argument all independent National economies ke between relationship ko acchi Tarah Se confirm karne ke liye bahut jyada profitable sabit Hote Hain aur Market Mein yah trade commonly use ki Jaati Hai

                            Market Mein Tamam traders ko economic integration ko ignore nahin karna chahie balkesh ko Jyada Se Jyada Lana karna chahie Kyunki unke zariye se voh market different type ke method ko acchi Tarah Se clear kar sakte hain aur in methods ke between relationship ko bhi acchi Tarah Se understand kar sakte hain aur ine method ke relationship Kaun stand karna bahut jyada Jaruri Hota Hai traders Ko Dil Laga kar aur mehnat ke sath Apne kam ko start karna chahie aur apne kaam par acchi Tarah Se kaun sa Vrat karna chahie Jitna Jyada vah Apne kaam par kaun sa trade Karenge Uttara his yadavar market Mein Tamam method se ke bare mein acchi information Hasil kar Sakenge aur unko Apne work Mein use Karke Unse Achcha advantage Hasil kar lenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza Economic Integration Kya Hy aur kesy Develop hota Hy ?

                              AOA dear friends , dear friends ja sake aapko pata hai ki world economic situation k mutabiq Pakistan ko bahut sare challenges ka samna hai aur aisi situation mein agar hamari economy strong hogi To hamari currency ka ka rate bhi badhega Jis sey har trader Ko fayda hoga 2020 main hum umeed karty han k Pakistan Forex trading main or over all economic main behtar ho ga or Pakistan aagy barhta jay ga or is ley humy Pakistan k ley kam karna ho ga sab ko mil k ache trading karni ho ge jis sy hum ache trading kar k ache earning kar sakty han is ley humy apny knowledge or experience ko maximum ziada karna ho ga jtna ziada knowledge or experience hasil kar k trading karny gy to hum kamyab hon gy is ley humy ziada sy ziada behtar trading k ley utni mehnat karni ho ge is ley humy ziada sy ziada behtar knowledge or experience hasil karna ho ga maximum practices karni ho or real account main ache earning karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han or Pakistan ko sab sy fayda ho sakta ha or Pakistan ki economic condition behtar hoti jay ge Aur agar ham bat karyn forex trading ki tu ham sab ko chahye k forex trading mein dil laga k kam karyn ta k ham sab ko profit ho aur forex aik international market hai is mein ham jitna zayada profit earn karyn gy tu paisa hamary mulk mein aye ga aur hamary pakistan ki economy grow kary gi is liye gar pakistan ka har banda jo koi bhi job krta hai tu agar part time wo forex join kar lyn ya koi bhi aur buisness ya kam kary tu koi bhi ghareeb ni rahy ga aur hamara pakistan bahut agy nikal sakta hai lekin mehnat shart hai mehnat ki jaye aur mehnat ka phal zaroor milta hai aur mehnat se kama kar kahany waly ko allah bahut ajar deta hai is liye forex trading se faida uthayn ta k ap bhi faida ho aur pakistan ko bhi faida ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X