Is forex not possible to leave

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    yes i think it not easy to leave jab ap is mian 1 bar enter ho jaty haan ar ap ko is mian intrest hota jata hy is mian us k bad it is difficult to leave q k yahan pe profit ratio bohat zayada hota hy ar ap bohat earn ker saty han , to jab ap ko paise milty han to tab ap k liye muskil ho jata hy is ko chorna
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      yes dear jab ap is me acha experience hasil kar lo tu apko is ko chorna mushkil lagta hai or apko is me kam kar k acha lagta hai ye apki life ko easy or comfortable bna sakta hai ye ak best online job hai sab klea.
      • #483 Collapse

        BOhat hi ziyada mushkil hy forex sy leave krna to mery dost q k hamay idhar bohat profit hota hy or mujhe to is ki adat si hogae hy main apni har din ki planning kr k sota hu.....
        • #484 Collapse

          g bro hamri koe majbori na ho is forex ko chorny ki tu ya bhot mushkal ha k ham is ko chor dy...ager ham bilkul free ho or majbori b koe na ho is business ko chorny ki tu ya bhot mushkal kam ha is ko chorna....majbri ma ham is ko chor skty ha otherwise it is very difficult....
           
          • #485 Collapse

            well meray khyaal say ye bat theek nahi hai agar ap ko ksii bhi cheez ki addiction ho gai hai to us ko chornay k liye bas aik commitment karni hoti hai apnay aap say to wo khd hi choot jati hai phr bt jin ko earning ka chaska lg jata hai wo asani say nahi chor saktay ye kam ko
               
            • #486 Collapse

              Bilkul sahi hy baat hy forex ko hum.join to easily karlety hy likin.is ko chorna buht mushkil hojata hy q k hum alwaz yahi chahty hy k humain koi aisi jaga milay jaha hum asani se earn kersaky bina kisi tensn yh pressure k na koi time ka masla na hi koi language ka prb....to forex humain jb yh sb cheezain provide ki hy to hum isay kesay chor pay gy jaha hum apny hisab se work.kerty hy n buht acha earn karty hy.....
              • #487 Collapse

                G Forex aik aisa business hai jis ko bohat asan smja jata hai likin jb koi trader is ko seekh leta hai to us k liye isay chorna mushkil ho jata hai kio k ye aam tor pe bohat asan samjha janay wala kam hai likin ye kuch had tak mushkil hai
                :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                • #488 Collapse

                  han mujhko yahi lagta hai ke forex chor pana mushkil kaam hai bohat is lye mera is business ko chorna mushkil hai me nahi chorna chahta hon agar yeh business mujhko pay karta rahe ga to me isko nahi choron ga kabhi .
                  • #489 Collapse

                    g ha mary khayal sa ja thak ma janta hu forex eak bhot acha kam ha hum is sa kabi be chorana nai chaya ga........
                     
                    • #490 Collapse

                      dear friend forex trading aik drug ki tarha hai jis ko hum jb join kartay hain to hame malom nai hota k hum trading ki aur dunia ka sub say best business ka hissa bannay ja rahay hotay hain.aur is baat me koi b ghalti nahi hai.
                      • #491 Collapse

                        g ha mary khayal sa ja thak ma janta hu forex eak bhot acha kam ha hum is sa kabi be chorana nai chaya ga q ka ya wo kam ha jiss sa hum gar bhata paisa kama sakty ha or wo be bagar kise busla ka
                           
                        • #492 Collapse

                          forex trading aik nasha ki tara ha jb tak aap k pass investment ha aap apni try jari rakhte han aur q k forex ko ager aik baar aap ne seekh liya phr aap kbi nakam nai hote hamesha profit ma hi rehte han.
                          • #493 Collapse

                            Forex ko chorna na mumkin hy?

                            G han Forex trading mn asal mn es ka profit dollars mn hota hy to es lie kafi ziada amount milti hy to es lie other job ki bjae Forex trading bahut achi cheez hy or us ko chorna b kafi ziada profit ki wja se na mumkin ho jata hy.
                            • #494 Collapse

                              ap nay theek kaha hy aik dafa jo forex trading ko start kar data hy us kay liye forex trdanig ko chorna bohat mushkil ho jata hy aur bohat kam trader aise hoty hain jo forex main loss karny kay bad trading ko chor daty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                ytess biklukl sahe baat chorna to namumkin ho jaisy forex trading ko join karna bohat he easy hai lekin is ko chorna bohat he difficult hai q k forex trading se hum kafi profit earn kar sakty hai. Or aisy business ko koi bhi nhi chorna chahy ga jis ko hum thori si investment se ziada profit hasil karty hain to chor kaisy sakta hain ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X