Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?
    forex trading mai hmara present mind hona zrori hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

    Assalamu alaikum dear members..
    forex trading mein apne kaam par focus karna bahut jaruri hai hai.. jab tak Ham apne kaam par focus nahin karenge tab tak forex business mein Ham successful nahin Ho sakenge aur na hi achcha bonus achieve kar sakenge.. isliye forex business mein successful hone ke liye jaruri hai ke hamen apne kam per jyada se jyada focus karna chahie jab tak Ham kam per focus nahin karenge gay tab tak hamen success hasil nahin hog..i isliye hamen chahie hamen mehnat se kam karna chahie daily learning pay focus karna chahie apni aur knowledge to increase karna chahie.. forex business rules ko follow karke on per focus karna chahie kyunki forex business rule ko follow karke Ham success kar sakte hain ..bus Success hasil karne ke liye hamen fore business per jyada se jyada focus karna hoga Taki achcha bonus hasil kar sake..
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

      Salam dear member
      g ap ny bilkul saiii kaha ky trading ma focus hona kitna zarori ha g trading ma focus he sab sy zaida zarori ha har kam ma focus ho ga tu he hum achy trader ban sakyn gy hamary apny kam py focus karna chye or achi achi posting kar ky hum dosron ki help kar sakty hn or apni be
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Professional_Efforts پيغام ديکھيے
        Assalamu alaikum dear members..
        forex trading mein apne kaam par focus karna bahut jaruri hai hai.. jab tak Ham apne kaam par focus nahin karenge tab tak forex business mein Ham successful nahin Ho sakenge aur na hi achcha bonus achieve kar sakenge.. isliye forex business mein successful hone ke liye jaruri hai ke hamen apne kam per jyada se jyada focus karna chahie jab tak Ham kam per focus nahin karenge gay tab tak hamen success hasil nahin hog..i isliye hamen chahie hamen mehnat se kam karna chahie daily learning pay focus karna chahie apni aur knowledge to increase karna chahie.. forex business rules ko follow karke on per focus karna chahie kyunki forex business rule ko follow karke Ham success kar sakte hain ..bus Success hasil karne ke liye hamen fore business per jyada se jyada focus karna hoga Taki achcha bonus hasil kar sake..
        Jitna zyada hm focus k sth kam kry gy utna he hmara faida hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

          assalam o alaikum forex my mind ka hazar hona bht zarori hy ku ky hum bina sochy samjy posting or treading kary gay to humy loss ho ga is lya zarori hy ky present mind rak ky posting kary is lya zarori hy ky market ko analyse kary or apny kam ko best kary or zayda prophit hasal kary agar humara forex my focused hona zarori hy is my humara faida hy agar hum bina sochy samjy kam kary gy to loss ho jata hy ap ka account bhi wash ho sakta hy is my present mind rak kar kam kary ta ky faida hasal ho
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

            G bilkul sahi kaha hy ap ko forex mai kaam karny k leay focused hona chaheay ap agr forex mai kam kar rahy hain to ap ko apni sari ki dari twaja forex konhi dena ho gi ap ko yahan per achi achi posts karni hoon gi ap ki podts ki quality achi honi chaheay ap ko din mai 50 posts aurc4 threads karny ki permussion hoti hy. Ap apna daily ka kaam daily krain. Firex sy related gar pehoo ko smjhain news sunen. Mdifferent conutries ki economic condition ko smjhain aur full mehnat sy market ko analyse karny k bad koi trade open krain. Ap ka mind kaam karty waqt mukamal fresh jona chaheay agar ap ka mind fresh nahi hy to ap trade mai nuqsan ziyada kren gy aur fida kam ho ga ap ka account wash ho jaye ga aur ap bohat kljald market sy bahir ho jayen gy. Lehaza full twaja dain seniors sy touch ho kar es sy related startgies ko seekhain aur skill full work krain
             
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ulfatflower پيغام ديکھيے
              forex trading mai hmara present mind hona zrori hota hy
              share price Forex trading trading ke apni ful Puri focus trade per hi lagani chahie taki koi mistake Na ho aur Jaise hamari trade acchi lag sake
               
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

                Trading mein 2 chezain bohat zaroori hain.Aik hardwork aur doosra focus ho kar kam karna,yeh bohat hi risky business hai jis mein agar hum attention se ya active ho kar kaam nhi karen gay toh nuqsan uthaen gay.Har moqy pay humain active ho kar bethna hai kahan trading karni chaye jis say humain profit hoga kahan trading nhi karni chaye jahan humain nuqsan hoga is sub kay liye focus hona bohat zaroori hai.Aik achaa trader apnay apko active rakhta hai market kay andar tabhi woh aagy bhe success hasil karta ha aur success hasil karnay kay liye is business mein mehnat aur focus ho kar kam karna bohat zaroori hai ap acha earn bhe kar saktay ho future mein aur kamyab business man bhe ban saktay ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

                  real forex market mein kamyab hone ke liye humko market mein focus karna hota hai agar Ham forex market mein apne work per focus karte hain aur is market mein achcha decision lete Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein acchi planning karke kam karne se humko kafi achcha result Mil jata hai Jo trading forex market mein soch samay kar kam karte raho is market mein kafi achcha result hasil kar lete hain forex market trading karne ke liye humko planning karni hoti hai jo trader forex market mein sote samay kar kam kar rahi ho to bus market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai tab hamesha market mein achcha result pasand kar lete hain agar Ham market mein focus karte Hain to humko is market mein kafi achcha result Mil jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

                    Assalam o Alaikum dear forex members forex pr trading krty hue hmain apns pora focus learning me serve krna chahiye jitna time mumkin ho knowledge gain krny aur market ko smjhny me lga dain jis se experience bhi milta hy jo jmain trading lgany me km ata hy aur thory arsy me hm kamyab trader bn jaty hn aur earning apni khwaish k mutabik kr skty hn shukriya.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

                      Gi bilkul Forex ma kam karta hova hamara pura Focus kam par hona chahiya kunka Forex ak asa buisness ha jis ma ham jitna zyada focus karan ga or jitni zyada mahnat karan ga haman faida bhi utna hi zyada ho ga so koshish karni chahiya ka Forex ko koi bogh nahin samjhna chahiya balka isa enjoy karta hova kam karna chahiya or kam ka doran kisi or chez ka bara ma sochna nahin chahiya balka apna pura focus kam par karna chahiya
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

                        assalamu alaikum forex trading main focus hona bahut jaruri hai jitna jyada humko ka sara tension ke sath kam Karen ya utna jyada hamen ismein kamyabi milegi agar Ham ke Allah sokar kam karenge to Ham kabhi bhikamyab nahin ho sakte kamyabi hasil karne ke liye jaruri hai ki Ham focus hokar achcha kam Karen aage hamen jyada kamyabi mile
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

                          dear forex trading ko focus karna bhot zarori hai jis se hum achi trading kr sakty hai forex trading mein humko knowledge ke bagir or market ki movement ke bagir trade opne nai karni chaiye pehle iska experience hasil hona chaiye market ko learn karna chaiye phr us pe focus karna chaiye phr hum achi trading kar sakty hai bs har dum paractice krty rahy trading mein kamyabi zaror mile gai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

                            Focus itna important hain jitna weak eyesight k liay glasses. Jab taak forex ki market ko sahi glasses say full focus k sath nahi dehky gy market ko sahi say samhjy gy nahi market say sahi faida nahi utha sky gy is liay profits hasil karna hain to focus bhi bht zaruri hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mai focused hona kitna zrori hota hy?

                              Assalam o Alaikum Dear Members!......
                              I hope you Good......
                              G bilkul Dear Members Forex trading main hme Trading par focus krna chaye Hmara trading par Focus krna bauth hi zrori hai hum jitne ache se Focus Kren ge hme otna hi acha Es main Faida hoga hme zyada se zyada es main Focus krna chaye hme Market ki movement ko Dekhna chaye hme ache se knowledge or experience Gain krna chaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X