Jaiza: digital currency k forex trading me advantages aur disadvantages
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: digital currency k forex trading me advantages aur disadvantages

    Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic digital currency main Forex trading mae advantages or disadvantages se related hai
    Digital currency trading Mein kam digital currency Jaise ke Bitcoin lot ke Bitcoin cash asset se bhi kar sakte hain aur maximum broker digital currency ko bhi expert kar rahi hai Forex trading Mein digital currency ka increase ho raha hai Forex trading ki Aam digital currency all Bitcoin se deposit ki gaye currency Mein Koi Fark Nahin Hai Yahan Tak ke Bitcoin aur dusri currencies per Ek Ham trading bhi kar sakte hain aur iski trading Mein Koi weekend Nahin Hota Bitcoin aur dusre digital currency Dekhe 24 hours aur week 7 days market open hoti hai Pakistan Main To pahle digital currency trading or use usko Rakhna gairkanooni illegal Samjha jata tha lekin mutabik Garibi yah Hai Ki we both Kamyab currency sabit
    Advantages
    Digital currency trading ka sabse bada fayda yah hai ki yah market ko 24 hour open rakhti Hai yah to Ek virtual currency Hai Magar iski trading Bhi Aam trading Jaisi hi hoti hai aur yah currency Kisi bhi bank se Jari Nahin Ki Jaati Hai Iski vajah Se Kisi Ka Bhi Koi control nahin hai na hi koi iski value Mein Apni Taraf Se change is kar sakta hai digital currency trading ka broker ka bahut jyada fayda hai ya iski leverage bahut jyada hi hoti hai aur vah is profit Jyada hasal kar lete hain aur is vajah se trader ke liye risk bhi hai ki vah loss Mein chala jaaye trading digital currency trading ham log deposit money se bhi Shuru kar sakte hain aur iske liye Hamen lazmi Nahin ke Ham digital se istemal Karen balke Aam currency bhi sambhal kar sakte hain maximum broker iska brokerage cost bahut hi kam rakhte Hain sake use Jyada client ko aur credico attract kar sakte digital currency ki reading ke liye Apne personal letter Kisi Ko Hath Nahin Dena padega Jaise Ham Kisi broker ko please paise De send karne ke liye bank account details via credit card details Dete Hain digital currency Mein Aisa Kuchh Nahin Hai digital currency Mein trading Kisi bhi Kishan ki restriction near Mount Breeze Nahin Hai trader trading ki transfer kar sakta
    Disadvantages
    Digital currency trading Ke Liye Har EK broker mukhtalif kimat Rakhta Hai Jis iski vajah Se Jab Bhi trader deposite ke Awaaz karne ke liye usko insured Hona chahie Shor Hona chahie ke bro karna ne kya rate lagaya hai aisa broker client digital currency receive karne ke bad usko hold per Rakhta hai aur is vajah se US dollar ki kimat mein Akshay tabdeeli vakai hoti hai jo cake line ke liye loss Hai digital currency ki valuation bahut hi jyada Hoti Hai Jiski vajah se tere ko loss bhi bahut yah jaldi ho sakta hai aur loss recovery bahut Mushkil Hogi Ho Jaati Hai digital currency Kuchh currency ke Pakistan Afghanistan Mein Gair kanooni hai aur Yahan per is per half kanuni Karvi ki Jaati Hai Jo cake bahut bada Risk Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: digital currency k forex trading me advantages aur disadvantages

      g han sr ap ne buhat acha sawal kia hai k digital currency kia role play karti hai ap jante hai k digital currency pora duniya main kam karti hai isi liye har broker digital currency ko except karti hai isi liye forex se bagair kisi bhi exchane problem k ise kahin bhi use kar skte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: digital currency k forex trading me advantages aur disadvantages

        Ge dear pyary forexer apnay Bohat hi maloomati unwan par hamray sath apni knowledge ko share ke no doubt ke digital currency Ka istemaal or uski taraf rujhan Bharat hi jaraha hai or future Mai be ye Bohat zada use Kia jyga kiun ke ye virtual money Hoti hai or esma restrictions be Nahi Hoti hai or ye hamy bank timing Ka paband honay say be bachati hai future digital currency Ka Hoga physical curency ki value be change hojaegi future Mai or ham apni payement trading ke broker ki taraf deposit or withdraw be Kar skengy. Aj kal ki digital currency Puri world mein use horahi hai bgair Kisi rukawat ke un Mai bitcoin sare-fehrist hai uskay baad uskay muqa-blay ki currency Ethereum be es ma shamil hai uskay ilawa litecoin, dogecoin, or bitcoin cash be es digital currency ki fehrist mein atay hai. Forex mein esi say payementsr horahi hai or ye tarika brokerage company apnay client Ke liye muhaya Kar rahi hai. Digital currency Kuch mulko mein illegal hony ki badoolat waha fully operational Nahi hai lekin gald hi unemployment ke barey factor ki waja say or anay waly digital zamany mein iski process be gald shuru hosaky gy.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: digital currency k forex trading me advantages aur disadvantages

          Forex market main trade kerny ky liay ab crypto currencies bhi available hain jin main ham trade ker sakty hain ky agar ham other solid currencies main trade kerny ki bajaey crypto currencies main trade kerty hain tou market ka trend same currency main long time period ky liay aik hi direction main chalta rehta hai ky ham same trend main order open kerty hain tou hamain bahot achi earning bhi hasil ho jati hai agar ham normal currencies main trade kerty hain tou in pairs main market hamesha both directions main movement kerti rehti hai tou hamain trade open kerty hi loss hona bhi shoru ho jata hai tou hamain crypto currency main market ka current trend find ker ky trade open ker leni chahiay ky hamain market ky continue trend main movement kerny per achi earning hasil ho sakti hai jabky other currencies main acha profit mumkin nehi hota jabtak ky market main trend long time ky liay movement continue kerti rehy hamain agar crypto currency main hamain trading ka acha experience hasil ho jaey tou in main big movement ka hamain bahot zyada faida hasil ho sakta hai ky market crypto currency main bahot zyada movement kerti hai lekin isky bawajood market main crypto currency ka spread bahot zyada hota hai aur aesa bhi ho sakta hai ky ham market main trade enter ker lain tou long time ky liay market aik hi jaga per movement kerti rehy aur hamari trade loss main hi chalti rehti hai lekin jab loss clear ho jata hai tou usky bahd hamain bahot kam time main bahot bara profit bhi hasil hota hai aur crypto currency specially bitcoin main trade kerny ka sab sy bara advantage yeh hai ky is main ham us waqat bhi trade ker sakty hain jab market other tamam pairs main close hoti hai weekends per tou bitcoin ki market weekends per bhi continue hoti hai ham bitcoin main unintrupted trading ker sakty hain

          اب آن لائن

          Working...
          X