SL or TP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    SL or TP
    SL or TP ka kia matlab hota hay me forex me new hon pls koi bata sakta hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear friend sl ka matlab hota hai stop loss jo agar apka loss ziyada na ho wo ap is ki limit set kar len or tp ka matlab hota hai target k ap apna target set kar len k ap apna kitna profit kamana hai
    • #3 Collapse

      Bhai SL aur TP trade main istemaal hoty hain , agar hum koi order llagaty hain tu hum SL aur TP set karty hian ta k hamain zyada nuksaan na ho aur na he hum zyada lalach karen,,,
      • #4 Collapse

        forex trading mein apko is mein apni har trade mein stop loss aur take profit lagana chahiye aur apko chahiye ke ap is mien mehnat karen aur is mien kabhi bhi panic nahi hon.
        • #5 Collapse

          Forex trading market main SL ka matlab Stop loss ha or TP ka matlab Take profit ha. yhe dono options forex traders ke liye bohat useful hoti hain. forex traders in ko use kar ke agar offline bhi hon to un ki trades automatic close ho jati hain.
          • #6 Collapse

            Forex trading mein SL ka matlab hy stop loss aur Tp ka matlab hy take profit aur forex trading mein stop loss se ap apne loss ko kam kar sakty han aur take profit se forex trading mein profit earn kar sakty han is liye forex trading mein stop loss aur take profit ko new trader ko lazmi use karna cahaiye
            • #7 Collapse

              Stop loss or takeprofit ka use har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me loss se bach sakty hain or is se hm acha profit b kar skaty hain isi liye ye best tools ha or is se hm asani se success b ho sakty hain or earning b kr skaty hain
              • #8 Collapse

                Sl ka matlab hota hai Stop loss jb k TP ko Take profit kha jata hai forex mai or agr ap newbie hai to mai apko suggest krna chahoo ga k forex market mai trading krnay say phlay trading ki proper learning zroor krni chahiye or achi knowledge or experience gain kr lenay k bad hi real account mai trading start krni chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  SL or TP ka kia matlab hota hay me forex me new hon pls koi bata sakta hay
                  forex mein stop loss aur take profit bohot hi behtreen options hein and my dear brother in dono options ko ager ham apni trading mein istimaal karein to ham kafi earning kar sakty hein kiun k stop loss se hamein loss km hota hai aur take profit se ham ziyada earning kar sakty hein
                  • #10 Collapse

                    my dear sl ka matlab stop loss yani jb ap kisi trade ko buy krte ho to us ka sl us k nechey set krna hota or tp ka matlab take profit hota hai yani jb ap kisi trade ko buy krte ho to us ka tp ooper lagey ga
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein SL ka MATLAB hy stop loss aur TP ka MATLAB hy take profit ye dono forex trading mein buht zaroori hy aur in ka forex trading business mein use buht zaroori hy stop loss se hum forex trading mein buht ziada loss se Bach sakty han aur take profit se hum forex trading mein profit earn kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Stop loss our take profit humery pass mt4 main do terms hain jin ko use kerty hian our traders ko apni her trade main use kerna chahy sl loss say our tp profit ko safe kerta hai
                        • #13 Collapse

                          Stop loss and take profit humery pas do part of trading hain jin ko hum apni her trade main profit ko secure kernay our account ko zieda loss say bachany k leay use krty hian
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex trading ke market mai ap ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai SL and TP ke sath chalein kuin ke agar app aisa nahi ker sakte tou app ko market mai profit aur earning ka sahe andaza nahi hoga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X