Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain
    Assalamualaikum aaj main aapko batata hun ke Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain Jab hamare pass acchi knowledge aur Achcha experience Nahin Hota tab hi Ham Apne kam Mein mistakes karte hain isiliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada acchi knowledge aur Achcha experience Hasil Karke Hi Kam Karen jisse Hamare kam mein kisi bhi Kishan ki mistake Na Ho Agar To Hamen acchi knowledge aur Achcha experience Hasil karna chahie aur vah experience Ham Apne senior ko follow karke ya FIR account per bhi practice Karke Hasil kar sakte hain Ham mistake Surat Mein Bhi Karte Hain Ke Jab Ham Apne kam mein bahut jyada jaldbaji karte hain aur Apna Kam jaldi jaldi se kar lete hain Apne mistakes ko ignore Bhi Karte Hain isiliye Hamen chahie ki Ham apni mistakes ko ignore na Karen balke apni mistake Cobalt aur produced karne Jaise Hamari post acchi hoti hai aur Hamare Karm mein bhi battery hoti hai Hamen Hamesha kam acchi knowledge or experience se karna chahie aur mistake se bhi Bachana chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

    Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.ye mistakes hi asal me hum se forex trading me hoti hai aur is ka bihut ziada nuqsan uthanana parta hai haum se ye mistakes is waja se hoti hai k hum ziada profit hasil karna ka sochte hen. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn.
    • #3 Collapse

      Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

      Trading me ham koch mistakes jo key main mistakes hi hoty hey ye har dafa ki trading me hi ham se ho jati hey ye common mistakes hi hey jes ko ham asani se avoid ya control nahi kar sakty hey, es ki waja ye hoti hay key trading me ham greed aur emotional ho jaty hey jes ki waja se hamari trading performance down ho jati hay agar ham 1 be mistake na karen to ye hamari trading me kamyabi hoti hay mistakes kar key ham successful nahi ho sakty.
      • #4 Collapse

        Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

        Assalamu Alaikum dear member ham Apne kam mein Apne business mein main mistake kyon karte hain uski ek khaaas vajah Hoti hai kyunki ki ham koi bhi kam karte hain karne se pahle hamen decision Lena chahie ham kam karna jante hain ya Nahin jante ham start to le lete hain lekin hamein isk basic rules ka pata nahi hota .
        • #5 Collapse

          Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeemshah پيغام ديکھيے
          Assalamualaikum aaj main aapko batata hun ke Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain Jab hamare pass acchi knowledge aur Achcha experience Nahin Hota tab hi Ham Apne kam Mein mistakes karte hain isiliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada acchi knowledge aur Achcha experience Hasil Karke Hi Kam Karen jisse Hamare kam mein kisi bhi Kishan ki mistake Na Ho Agar To Hamen acchi knowledge aur Achcha experience Hasil karna chahie aur vah experience Ham Apne senior ko follow karke ya FIR account per bhi practice Karke Hasil kar sakte hain Ham mistake Surat Mein Bhi Karte Hain Ke Jab Ham Apne kam mein bahut jyada jaldbaji karte hain aur Apna Kam jaldi jaldi se kar lete hain Apne mistakes ko ignore Bhi Karte Hain isiliye Hamen chahie ki Ham apni mistakes ko ignore na Karen balke apni mistake Cobalt aur produced karne Jaise Hamari post acchi hoti hai aur Hamare Karm mein bhi battery hoti hai Hamen Hamesha kam acchi knowledge or experience se karna chahie aur mistake se bhi Bachana chahie
          Dear friends Forex me ham mistake islye Hoti hai keh ham apna Kam jaldbazii se krte hnnjise hamen mistake Hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

            Dear friends Forex mein Jab Bhi aap log trading Karte Hain To koi bhi banda ye nahi Chahta ki ki usko nuksan ho ya koi bhi Galti Karen
            lekin Jab Bhi Ham Koi trade Lagate Hain aur Hamen accha profit Ho Jata Hai To Ham lalach Mein a Jaate Hain aur Mujhe profit kamane ke liye Ham Koi Na Koi galti kar dete Hain Jiski vajah se Hamen bahut jyada nuksan ka Samna karna pad jata hai aur jyadatar Logon ke to account bhi wash Ho Jaate Hain

            isiliye lalach Kabhi Bina dikhayen Kyunki lalach Mein Aakar bahut jyada nuksan uthana pad jata hai Jitna Bhi profit Ho vah Kama Kar Uske bad rest Karen market ka trend Jab Kuchh samajh aye tab trade lagaen otherwise kabhi bhi trade na lagaen
            • #7 Collapse

              Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

              Walakum slam mistakes karne ki bhot c wajohaat ho sakti hain yeni agar hamare pass acha knowledge na ho to bhi hamari mistakes ke bhot zyada chances hote hain our is ke sath sath agar ham trading karte howe jald bazi se kaam lete hain to us par bhi hamain mistakes karne par loss ka samna rehta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

                Everyone Jab Ham bar Karte kar rahe Hote Hain To Hamen chahie ke Ham Hosh Mein mistake na Karen Ham jaldbaji karte hain isliye Ham se mistake ho jaati hai isliye Hamen Chahe ki Ham Bahar jaldbaji kiye Itihaas Sapna work Karen aur kisi bhi Kishan ki mistake na Karen Agar Ham mistakes Nahin Karte To Hamara work best hota hai isliye Hamen chahie ki Ham posting mein kisi bhi Kishan ki mistake na Karen Agar post karte waqt Humse Kisi bhi Kishan ke mistake Ho Jaati Hai To Hamen Chahe Ham usko phone dost karne Agar Hamen Mishra coderust Karte Hain To Ham market Mein successful Ho paate hain aur Hamari post acchi quality ki hoti hai isliye Hamesha Hain Ki Ham mistake na Karen Agar Ham mistake Nahin Karte To Ham Kamyab member Ban sakte hain
                Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                • #9 Collapse

                  Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

                  ge dear ap nain thek kaha hai jub hum kam krnay main jald baze karty hain to hamain forex main bht se galteon ka samna karna parta hai is lya main app say yahe kahon ga kay hmain forex main dil laga kar kam karin gay to he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main mahnat say or himmat say he hum is main kam karin gay to he hum is main kmayab hongay
                  • #10 Collapse

                    Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

                    Forex trading mein jyadatar mistake hone ki vajah Yahi hoti hai katre dar ko Itna knowledge or experience nahin hota lekin vah jaldi real account ke through trading karne lag jaate Hain To sabse pahle hamen Kuchh time matlab 4/6 months laga kar is business ko sikhana chahie aur uske bad trading mein aana chahie. uske bad jyada galti yah hoti hai ki log har kam mein jaldbaji karte hain for example trade open karne mein close karne mein aur FIR profit lene ki bhi bahut jaldi hoti hai jab ke forex business mein aisa bilkul bhi mumkin nahin hai jitna sabar se kam lenge itna hi jyada benefit milega. . Ham logon ko apni mistake ko identify karna chahie aur usko rectified karna chahie Taki next trading mein sim galti dobara Na Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

                      ap k mistakes karny ki kuch waja ye hain sanb sy pehli baat ye hy k ap logoon k pass agr proper knowledge nahi hy to ap sy ghaltiyan hoom gi aur ap ko loss hony ka khatra ho ga 2sra ye hota hy k abaaz dafa ap market ko sahi sy analyse nahi karsakty jis ki waja sy ap sy ghalti hoti hy aur ap ki trade loss mai chali jati hy tesi bvat ap k mind ka freh na hona hy aur es kilawa trade lgany mai jald baazi karna bhe ap k leay loss ka sabab ban sakta hy. ap baaz okat money management ko follow nahi karty es waja sy bhe ap ko bohat bary loss ka sanma karna par sakta hy. es ki ilawa baaz dafa ap apni pasts ki ghaltiyom ko yad nahi karty aur un ko baar bar repeat karty ho es waja sy ap ko bohat ziyada nuqsan ho sakta hy lehaza ap ko chaheay ka apni ghaltiyoon ko repeat na kraon aur aik achy trader hony ka sabioot dain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

                        Ham Apne kam Mein Is Tarah mistakes Karte Hain Jab Ham Apne kam Mein jaldbazi karte hain aur Apna mind fresh Rakh kar Kam Nahin Karte is vajah Se Hamare Karm Mein mistake soti hain aur Hamen Achcha bonus Nahin Milta aur ham Kamyab Nahin Dena chahie ki Ham Apna mind fresh Karen aur na Karen Apna Kam saloli saloli Karen aur Achcha profit Hustle Karke kamyabi Hasil Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

                          Q k hmain us kam k bary ma knowledge nahi hota is liye hm mistakes kr dety hain .. kam krny sy phly us k bary ma sari information leni chaiye .. kam ka tariqa pochna chaiye wahan k rules ka pochna chaiye phr mistakes nahi hoti
                          • #14 Collapse

                            Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

                            mistakes insan sy hi hoti hain q k koi b perfect ni ha agr hum sy mistakes ho jati hain tu humein un pr control zaroor kr sakty hain un ko kam kr sakty hain aur koshish b kr sakty hain k hum un ko reapet na krein aur ko sai krn ki koshish karein aur mistakes k hony ki wja yh hoti ha yh tu hum ny wo chez study ni ki hoti yh phr jb hum us ko perh rhay hoty hain tu foucs ni karty un ko achy sy understand ni karty yh phr hum ny wo chez perehi hi ni hoti es ly hum jb b misatkes karty hain tu humein chy us ko control karein dobra repeat na hon aur us ko samjein k jo mistake ho gi ha q hoi ha reason kia ha jb hum api mistaes ko set karty hain tb hi hum ek achy aur kamyab trader ban sakty hain. yh ab hum pr depend karta ha k hum kasy apni mistakes ko kahtm krny ki koshish karty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ham Apne kam Mein mistakes kyon karte hain

                              Jab Ham market mein trade open karne mein jaldbaji karte hain vah market ko acchi tarah analysis nahin karte to hamen loss hota hai hamen apni mistake se offord karna chahie agar Ham emotional ho kar aur lawaaris mein aakar trade open karte Hain to hamen loss ho sakta hai. Hamen apne knowledge aur apni learning ka ko jyada se jyada encourage karna chahie jab hamare pass achcha knowledge aur acche learning mein hogi to acchi kamyabi hasil kar sakte hain aur hamen main Koi mistake bhi nahin hogi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X