What is candle stick
Dear Forex member daily Ham Forex forum per candlestick pattern ka word read karte Hain. Lekin s word ke meaning kisi ko maloom nahin hai. Aaj main aapko candlestick pattern ke introduction dunga.kisi candlestick pattern ka matlab kisi specific pairs ki history uska volume uski price ka high hona aur uski price ka low hona candlestick pattern kahlata hai jab Ham kisi specific currency pairs ki history ko read karte Hain to hamen yah maloom hota hai ke specific currency pairs kis waqt down hui thi aur kis waqt iski price high hoi the.hai aur low price ki buniyad per Jo chat banta hai use chat ko Ham candlestick pattern chart kahate Hain aur is chat ki madad se Ham next specific currency pairs ki movement ko analyse karte hain aur market ka trend maloom karte Hain.Ham is currency pairs ki previous movement ko dekhkar iski next movement ke bare mein gas karte hain aur is tarah hamen market ka trend maloom ho jata hai.is tarah kisi currency pairs ki history ke bare mein Janna aur use se banne wala pattern candlestick pattern kahlata hai.
Candle stick chart
jab Ham kaisi specific currency pairs ki price aur uska price per hone wale action ke bare mein baat karte hain to hamen ek chart dikhai deta hai is chahat ko Ham candlestick pattern chat kahate Hain aur market ke trend ko maloom karne ke liye is chat ko read karna aur is chat ke bare mein Janna bahut important hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим