money management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management
    hamay trading me kesy apni real money ko manage kar sakty hey k hamy loss kam se kam ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends forex trading market main money management bohat hi important hoti ha. jin forex traders ko money management karna ati ha wo loss bilkul nai karte. forex market main forex traders ko low risk se trading karni chahiye.
    • #3 Collapse

      g bhai forex trading mein money management bohat hi behtreen cheez hai aur iske baghair ap kabhi bhi is mien kamiyab nahi hosakte warna apko is mien loss hosakta hai.
      • #4 Collapse

        Money management ko samjhna buhat zarori hota hy. Is main hum ney yeh dekhna hota hy keh hamarey pas kitna balance hy aur hum ney kitney volum ki lots lagani hain aur profit aur loss ka kia target rakhna hy. Jo log money management ko samjhtey hain woh apney aap ko ziada loss nahi honey detay aur kuch na kuch hasil kar letay hain.
        • #5 Collapse

          yes brother you saying right according to the Forex point of view the new or old members who are the part of the Forex online tread business that members who know the mangement of the money they are more successful businessman in the tread system,,,
          • #6 Collapse

            forex trading me money ko management karna bhot important hota hai kyoun k jab hum trading karty huy money ko manage karty han is se her pair pe manage kar k trade lagy is se ap ko loss bhot kam hoga
            • #7 Collapse

              forex trading mien hamko chahiye ke ham is mien proper money management ke sath hi si mein trading karen aur is business ko ap theek se seekhen taake apke andar trading skills develop hon.
              • #8 Collapse

                dear forex mai ap ko money management formula ko le kar chalna hota hy soo ap ko daikh sun aur smjh k kam karna hota hy soo ap ko jaise jaise aage chal kar mazeed acha faida hasil ho skat hy soo ap ko faida b boht ache se le kar chalna hota hy,.
                • #9 Collapse

                  gee bhai forex mein money manage krna smjhdari wali bat hote he kion ke jb ham es mein sahih trade krne ke lie es mein investment ko safe rkhne ke koshish krte hein to phir hmein acha trading say faida mil jata he
                  • #10 Collapse

                    Agar aap ney aik successful trader banna hy to money management key concept ko samjhna buhat zarori hy. Is main aap ney balance key mutabiq lots ka size select krna hota hy aur usi hisab sey aap ko profit ya loss hota hy. Maximum log money management key baghair planning kartey hain aur small balance key sath big lots lagatey hain jo keh nuqsan deti hain.
                    • #11 Collapse

                      my dear jb tak ap k paas forex knowledge or trading skills nahi hoon gi ap k liye risk ko manage krna asaan nahi ho ga is liye ap forex learn kro jb ap k paas forex ka proper knowledge ho ga to ap buht asaani k sath money ko manage kr sakte ho
                      • #12 Collapse

                        yeh mera favorite topic hai kuin ke bhot se trader trading seekh lete hai lekin money management nahi seekh paate. Kuin ke money management bhot tough hai seekhna. loss mai stress liye bina acha setup per money management ke sath trade kerna is not a easy thing.
                        • #13 Collapse

                          Agher hum trading karny say pahly planing karny aur apnay balance ka hasb say money mangement kary to hum loss say bach sakty hy management ka matlub ya ka humy apni investment ka hasb say trading volume use karna ho ga agher hum investment say bard kar volume use karny gay to humy loss hi ho ga
                          • #14 Collapse

                            ji sahi kaha aap n ager hum money management sahi use krain gay tu forex mein kamyaabii se agay bhdatay chaolin jaiy ga aur hume dil laga kr mehnat krna hu gi jo k sahi hai thanks and aur achi baat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai es kay lye zrori ha kay ap ko forex ati ho kyu kay jab tak ap es business ko achi trah se nhe smjhy gay us time tak ap yaha se profit nhe kr skty es lye better yhi ha kay ap pehly forex ko smjy uar us kay baad he es ko kry kyu kay ayse krny se ap kafi zyada loss kr skty hain aur es lye es market ma 90 percent se b zyada log loss kr lete hain kyu kay wo achi trah se market ko nhe smjhty.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X