Mehnet ya experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jab app forex main mehnat kerengay tou apko automactically experience milta hai forex ke bare main isleye mehnat kerte rahe chaiye hum sub ko frex trading main iska faida he hoga hum sub ko thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      kisi bhi field ya business mein experience ka hona zaroori hai aur koi bhi experience humain tab hi milta hai jab hum mehnat karte hain iss liye iss field me humein mehnat ki zarurat hai jab tak hum mehnat nhi karenge aur kaam nhi karenge humein koi experience nhi mil sakta.
      • #48 Collapse

        start mein jo log forex mein enter hote hai un ko koi experience nhn hota hai tu jo log bi is mein earning kr rahe hote hai un ke pas tu ek hi hal hai ke wo mehnat se kam kre forex mein aur apni earning potential ko badhai zarori nhn ke ap pehle forex mein apna experience hi banate jaye 2 saal tk ap pehle experience hasil kre phr ap jo hai trading kre, bohat saare log aise hai jo ke 6 months mehnat krne ke baad bi achi earning kr rahe hai
        • #49 Collapse

          sub say ahm mehnat hay janab ji us kay bad experience ki value hoti hay maray dost. is leya please work hard in this work then you may success all time .then you make experience in this work
          • #50 Collapse

            forex mai mahnat ky sath sath experience be zarorey hai ap demo account mai mahnat karo ge aur ap ko trading ka experience hojaye ga ais tarh ap har waqat profit karay ge.In short mahnat aur experience dono zarorey hai
            • #51 Collapse

              mehnet zayda achi hai forex trading sy ager ap forex trading main mehnet kerte rhiye tu ap kabi be mar nahe kiye gy forex trading main ap ko sucess lazmi mel jaye ge
              • #52 Collapse

                agar experience ho to phr to kafi behter result aa sakta hai magar jab mehnat kare insaan dil se to phr uska phal to zarur milta hai jab insaan mehnat karta hai to experience khud he ata jata hai usey aur phr kamyabi ki taraf le jata hai.
                • #53 Collapse

                  Experienced traders kay hawalay say ager baat ho tou tajurba bhee mehnat ker kay aata hay baghair mehnat koi bhee tajurba hasil nahee ker skta hay, so yeh dono relevant hen aik doosray say or dono he mazbut pillars hen kamyabi kay.
                  • #54 Collapse

                    mehnaet to her koi karta ha par success vo he hota ha kis k pas forex ka experience ho agar ap k pas forex ki market ka acha experience ha to mery khayal sy ap ki forex sy earning be achi hasil ho gi ya to depent karta ha ap k experience par k ap k pas kitna knowledge ha forex k bary ma.
                    • #55 Collapse

                      jab tak muj as mah bohot achi kam karna ka bara ma hamy aysa lagta bha yah ak bohot achi lagta ha aysa kuch kar sakta ha yah ap ko be kuch larba sakta ha sa mah.
                      • #56 Collapse

                        My dear maray khayal say Mehnet ya experience ak he chiz ka nam han kyun k jo be trader hardwork karta han to essi waja say es ko exprience be hota rahata han....
                        • #57 Collapse

                          yeh aik he cheez k 2 naam hain.kisi bhe field mein jab insan us field ki bareekion se waqif ho jata hai apni full attention serve karta hai to apne us experience se ja trade karta hai to kamyab ho jata hai.
                          • #58 Collapse

                            experience isi cheez ka naam hai kay jo cheez aap hardwork or sincerety se learn karty hain wo apka acha experience ban jata hai forex me hardwork ki zarurat nahi hai kiun kay is me apki physical efforts ki zarurat nahi hai market ne khud move karna hota hai aapki koshish is me skills ko improve karny ki hoti hai. Hardwork Karen magar apni skills ko improve karny kay liay is se aap ka experience ban jay tu bohat acha rehy ga.
                            • #59 Collapse

                              jab hum forex py kam shuru karty hain tab hum knowledge hail hota hai phir hum mehnaat karty hain tab ja k humain exprince hasil hota hai lykin phly first humain knowledge gain karain phir hard working or phir jab hum mahir hoyen tab humain experine hail hota hai kyun k mehnaat k bagair har insan ki zindagi bekar hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                in forex market their is one thing you shaould have skills to trade, then its depend on you how you will get that trading skills by hardworking or by experience by losing money again and again...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X