Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    Bhai experience bi hona chahiyah or sath may luck bi achi honi chahiyah tum mehnet or experience kaam aata hay wasay bi forex may mehnet kay sat sat experience ka bi bara amal dakhal hota hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      mre khiyal me ap ko forex me successfull banany k lyey mahnat aur experience dona ke zarorat pari gai because forex aik tricky nature ka business hay js me ap ko apki knowledge or ap ka is business me experience hi ap ko kamyab bnai ga or ap ko kabi loss hone se bhi bachai ga
      • #903 Collapse

        forex main humari mehnat hi humaray kam ati hai or jitni zayada mehnat kerain gay utna acha humara experience bnay ga or jitna humara acha experience hota hai utna zyada hum ko profit hota hai or utni zayada loss kay chances kum hotay hain main to aap say bhi yahi kahuga kay aap mehnat pay dhayan do usi say aap ka experience bnay ga
        • #904 Collapse

          mere dost forex business mein ap ko experience ke sath mehnat ki zarorat hoti hay agar ap log sirf mehnat karo aur ap ko kam karny ka pata na ho ap k pas kam ka experience na ho to phr wo mehnat bhi zaya jaati hai.
          • #905 Collapse

            forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey hum ko definitely loss hi ho ga forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee aur jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
               
            • #906 Collapse

              forex trading myn trader ko mehnat ki bajayn experience ki ziada zaroorat hoti hay bal kay yeun kehna cahiay kay forex trading ati bhi experience say hi hay to jab tak trader kay pass forex ka experience nahi ho ga woh kahli mehnat kar kay kia kary ga is liay pehly experience ana cahiay
              • #907 Collapse

                brother mere khyal se forex trading main mehnat or experience dono hi ki bohat importance hai kun ke mehnat ki waja se hame kam karne ka spirit milta hai or experience ki waja se hame kam karne ke tareeke ka pta chalta hai
                • #908 Collapse

                  dear meri nazar men experience bohat kam ki chheez hai agar apke pass experience nahin hai to apko mehnat karna ana chaiye q k agar experience nahin hai to usko mehnat karni chaiye taake wo experience gain kare.
                  • #909 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
                    forex trading aik aesa business hai jis me mehnat or experince sath me best knowledge ki boht zrurt prhtui hai ager hum is me best trading krna chte hain to hume in sub chizon ko lazmi follow krna hoga
                    • #910 Collapse

                      Yes dear ap ne bhi theek kaha hai . Agr ham is mein mehnaat karein ge to hamara experience automatically generate ho jata hai . Agr yeh dono cheezen hamaray pas hon to ham trading mein phr hi kamyyab hon ge ..........
                      • #911 Collapse

                        And experience working for both a business or who want to be successful in life are very important for a person. The hard work seems to teach us many new experiences. An experienced person can work better than an inexperienced person. But without hard work, anyone can experience.
                        • #912 Collapse

                          ji nahe dosto sirf experience se kamyaab trader nahe bana jata balke hard work ki bhi forex me bohat ahmiat he app jitna ziada time denge forex ko sekhne me wo app ka hard work hota he or app ache trader ban jae ge
                             
                          • #913 Collapse

                            G bilkul thek kaha apne mehnat be kam ati hai experience be kam ata hai jab experience hoga forex business ka or trader mehnat kary ga apna hard work jare rahkay ga tou wh kamiyab hoga or koe nh rok sakyga kamiyab hony sy
                            • #914 Collapse

                              Well apki bath sahi hai k senior trader ko experience zada hota hai or kafi knowledge hoti hai jis waja say wo successful prove hoty hain lekin main apni opinion bhe add kar du k trader chahy junior ho ya senior .. agar hard work kary gay to hi successful prove hongy ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Yes brother i am agree with you kay agr forex trading ma agr zyaada menat krai'n gay to ap kay experience bhi ae ga or ap ko loss bhi bht km ho ga or ap hmaisha kbhi loss pr dis heart nahe ho'n gay....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X