Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    ager hum forex me mahnat kary to ya humy bhot acha infuture earning dy ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      hahahahahaha dear ap ny bhot acha sawal puch ha dear mary khayl ma pa k pas experience zada ho to ap is ma kam jab ho gy or experiencnce usi k pas yada hota ha jo is par yada time dyta ha or wo he kamjb hota ha is par
      • #888 Collapse

        Bhai jee meray khayl se to forex trading business mein mehnat aur experience dono he bohat zarori hain agar hum forex trading business mein kamyab hona chahtay hain to humain mehnat bi karni ho gi aur humara experience bi hona chahiye.
        • #889 Collapse

          Ap ko forex ka kaam seekhny k liye to pehly mehnat kerni pary gi phir jab ap isme kaam ker k experience hasil ker len ge to phir ap aik achy trader ban sakty hen is liye ap ko is me pehly mehnat or phir baad me experience hasil kerna hoga
          • #890 Collapse

            mehnat ap ki experience se zada important hai kiu kay experience ap ko demo se ya live trading se milta hai but wo direction less huta hai jab tak ap mehnat na karain aur sath sath koi cheez learn na karain like koi specific strategy aur phir us par experience gain karain tu us ka faida huta hai
            • #891 Collapse

              trading ka kaam aisa h is m mehnt bohhhht km chaye lakin is m experience chaye.knowledge hona chiye kiya ho raha h world m phir forex per data chek krna chaiye mtlb is m bsaisi mehnt h or ziyada experience chaye k aaj mandi niche ki h ya oper ki.
              • #892 Collapse

                jee bilkul mehnat apni jagha buhat aham hai aur main kahon ga k mehnat karna sa hi experience hasil hota hai aur aap mehnat sa agar kam karo tu aap acha experiance gain karo gay lahanaza aap ko kamyabi bhi hasil ho jay gi
                • #893 Collapse

                  Iss main dono chezon ka hi buhat yada amal dakhal ha agar hum kahain kay sirf tjurba say hi sab kuch ho sakta ha to yah bhi sahi nahi ha uar agar hum kahain kay bagair mehnat kay hum sab kuch buhat hi asani say hasil kar lain gay to yha bhi bat bilkul thk nahi ha balky iss say hum yada achi tarah aghy barh sakin ay aur apny andar mehant ki faza bhi kiam kar sakin gay issm ain humara hi faida ha
                  • #894 Collapse

                    i recomend both withut experience k insaan koii kaam bhi theek se nai krskta hai bcause experience aik aisee cheez hai jisse insaan ko bht help mltee hai aur expereince aisee hee nai hojata hai iss k liye bht mehnat krnee pdtee hai is liye my advise is dnt trade without experience and hardwork earn great experience so that in future you can tackle any problem easily by reminding these words in your mind before you start trading helps u alot and we can acheive success
                    • #895 Collapse

                      bhai apko success ful hone kliye dono chize hi chahye mehnat bhi or experince bhi, expeirnce is the key to success in forex business or hard work or sath sath forex ko de acha time jis me apko forex ki barikiya samjh sake or is se ap successful ban sake
                      • #896 Collapse

                        Yes mere brother Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi ap ko kamyabi se rok nahi sakta.
                        • #897 Collapse

                          both are very important part of forex trading is liye hmain chye ke forex main krm krne ke liye experience hona chye or mehnat se kam krna chye .
                           
                          • #898 Collapse

                            Forex mein Mehnat aur Experience dono kam atay hai hardwork aur smartwork bhi is fehrist mein shamil hai mehnat say apko kam karna assan lagta hai aur experience apko ghaltion say bachata hai
                            • #899 Collapse

                              I think struggle and experience both are very valuable for the forex trading to get the success in the forex, so we should work the attempt for a week long time to get the more experience almost the forex trading, so harsh excavation battle and experience are most important for success.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Bhai jaan jaha tak mera khayaal hai mehnat kafi important hai is kaam me hum forex me jitni ziyada mehnat karen ge hum is kaam me utna hi kaamyaab hote chale jaye ge kiyo ke mehnat ke biina hume experience bhi nahi mile ga.......
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X