Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    as my basic at this business, i just do trading based on what i see and read, do reaction when there is an action in the market, and i took scalping is as my best trading system which is suitable with my style and i can enter some situation with easily, but it does not mean i have to trade without make analysis, make sure that i get my best moment before open position
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      ap ki bat sahi hy k experienced trader forex me success karta hy lekin forex trading me experience tab hi hasil hota hy jab hard work kia jata hy mehnat k begher kisi ko experience hasil ni ho sakta hy demo trading me or learning me jab tak mehnat na ki jay to koi trader expert ni ho sakta hy experience hasil karny k liay hard work must hy
      • #453 Collapse

        hard working and experience both s very important in forex trading business . without having experience you can not become success in forex trading business . it is really very important .
        • #454 Collapse

          bhai jaan may to yah manta hun k forex trading kerty howay hamari mehnat, lagan, 0r dimag k hona zaruriii hai fir hi jaky hum kamyaab ho paingay inshallah baqi dyne wali allah ki zaat......
          • #455 Collapse

            ager ap mehnti hon gay toh ap kay pas knowledge aur exprience khud ba khud aa jaye ga islye ager mujh se pocha jaye kay dono main se ksi aik ko chunain toh i would say kay hard working ya mehnti hona ziada zarori hota hai humari earning kay liye
            • #456 Collapse

              bhae exprince bhi mehnat se ata he apne ap to nahi ata na han ye zaror he k ap jitny mehnat karo ge utna hi zeyada ap ko exprince mile ga jo k ap k trad k liye acha ho ga or ap sakon se profit earn ker sako ge
               
              • #457 Collapse

                ap kuch bi kar lay jub tak ap is business mei mehnat nai karay ge ap kamiyab nai ho sakat yhai kyu kay experince tu mehnat karnay se hi barhta hai aur kuch panay k liay kuch khhona parta hai
                • #458 Collapse

                  dear brother hard working to har kam ma he karna parti hai,but kuch kam aesay hoty hain jis ma hard working k sath sath apka knowledge he apko successful business man banata hai,or forex trade to aik aesi field hai jis ma hardworking k sath apko achi earning k liye experiance ki bohat zaida zaroort hoti hai,qk jb tak apko kisi bat ka experiance na ho ap us kam k ups and down ko handle nai kar sakty
                  • #459 Collapse

                    bhai baat to aapki theek hai hard work aur mehnat karain gay to hi experience hasil ho ga na aur aap ko to pata hai k experienced ka koi naymul badal nahi hota
                    • #460 Collapse

                      mere khyal mai hum si ami ajb ka m karty ayn tb humri is mai mehnt bhi count karti hay , or experience bhi hay ,, or is mai humra experience hi humre liy sb kuch hota hay or hum sb si ami acahy se earning kar skty hayn ..........................
                       
                      • #461 Collapse

                        mera khial mien bhai dono ka hona bohat lazmi ha uske bagair kamyabi mushkil ha so dono ko sath sath la kar hi hum aik ache trader ban sakte hain or aiik handsome income earn kar sakte hain
                        • #462 Collapse

                          Dear, agar aap forex k buisness main ak achi earning chahte hen aur kamyabi hasil karna chahte hen to us k liye bohat he zarori bat hai k ham ak achi mehnat karan aur experience ko use karte huwe trading karan to haman achi earning ho ske gi
                          • #463 Collapse

                            Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main mehnat karni chaheye aur jab hum mehnat kartain hain to mehnat say hi experience hasil hota hay aur experience trader phir achi trading karta hay
                            • #464 Collapse

                              mere khyaal se to forex mai hamen experence or mahnat dono ki hi zarurat hoti hai qk insan agr mahnat karta hai to kamiyab zarur hota hai.... or agr forex k bare mai ap k paas experence or knwldge hogi tab bhi apko mahnat to karni parti hai trading mai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                forex trading mein success haasil karne k lye mehnat aur experience dono bht zayada zarori hai kyun k agar ap k pass experience bht acha trading se related lekin aap trading mehnat se nahi kar rhe to faida nahi hai aap successfull trading nahi kar payen ge is hi lye mehnat and experience both are needed in forex trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X