Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    hard work and experience both are so important for a trader or for a person who want to be a successful in life.I think hard work teach us many new experience.experience for success in Forex. And for gather experience we need a lot of hard work. only a hard work can bring our success in Forex.../
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      koi b kam ho us kam main mahnet lazmi hoti hai mahnet kro to experience khud he hasil ho jay ga is sy sab ko faida ho ga kam zada ho ga to income zada ho ge is ley mahnet kro or enjoy kro kun k ya ak achi job hai
       
      • #393 Collapse

        dear according to me both things are so important ager ham sirf experience hasil karny may lagy rahyn gaye to bohat waqt lagy ga ager mehnat bhi karty han to experience jaldi and fruitful hasil ho ga so Do mehnat and get Experience!
        • #394 Collapse

          yar forex main kamyabi k lay ye dono hi bohat eham hai kyun k aap ko experince tab hi hasal ho ga jab aap mehnat kro gay kyun k experince bena mehnat k hasal nei hota hai
          • #395 Collapse

            ji nhi... forex me kamyaabhi k liye aap ko mehnat or experience dono ki need hoti hai!!!! ap jitni hard working kro ge to ap ka utna hi experience barhe ga or utna hi ap success hoge!!
             
            • #396 Collapse

              Dear experienced trader bhi mehnat or kamyabi se hi bana jata hai or jaha tak aap ki baat hai aap bilkul theek keh rhy hain kay forex trading kay liay mehnat or interest isko profitable banata hai. Jab hum forex me jaan bujh kar mistakes ko repeat karty rhy gay or laalach kar kay apni trading skills ko develop nahi hony den gay tab tak hum is me successful nahi ho sakty.
              • #397 Collapse

                trading ki knowledge hasil karni hoti he agar apke pas trading ki knowledge hogi to ap mehnat karenge then hi apke pas experience aega so jab apke pas experience a jae to ap real trading ko start kar sakte hen or apko success mil jaegi
                 
                • #398 Collapse

                  nhn es kam main mehnat karo tuapp ko es main result nikal skte ho so forex trading main ager app ne kamayab trder banana hai tu app ko boht kuch sekhna hogaes main ye he success haiapp ko result nikalne hoge tu app es main kamayab hosskte ho
                  • #399 Collapse

                    janab forex my experience or hardwork boht important hai ak experience banda ziyatha acha kam karsakhta as compire to unexperience . magar without hardwork tho koi bi koch nahi karsakhty ahi so hardworking zarori hai.
                    • #400 Collapse

                      yes jis ne b forex ko achi tarha learn kia aur forex ko samja hai aur us ke experience b acha hai wo forex main kamyabi hasil kar sakta hai matlb jis ne b dil se mehnat ki usko is ka phall zaroor millta hai
                      • #401 Collapse

                        forex tarding busienss mein ager hum apni working ko dono k saath kerien tou mein yeh samjhat hoon k hum acha earn ker saktey hain aur mein tou experience k saath mehnat ker k profit kamata hoon.
                         
                        • #402 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                          Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
                          forex bussience main ap ko experience k sath mehnat ki zarorat hoti hay ,. Agar trader k pass knowledge hoga to us k experience me izafa ho ga or experience se us ki skills me izafa hoga
                           
                          • #403 Collapse

                            Is men dono cheezen count krti hen.start men ap ko buht mehnat krna prti h or isi sy ap kn experience gain hota rehta hai.ap jitni zyada mehnt kro gy ap ki earning bh utni zyada Achi ho ge
                            • #404 Collapse

                              mere khayal se forex trading me ziada mehnat ki zarurat hoti hai!!! ap forex trading me jitni hard working kren ge,utna hi aap ka experience barhe ga or ap ki trade successful hogi!!
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                dear i think jab aik manti ansan kisi kam main manat karta ha us chiz ko hasal karny ke kosis karta ha ar is kam ko karny k layia dilchaspi ar lagan sy kam karta ha to uske manat ke badolat us kam main usko maharat hasal hojati ha ar us main us experience b acha ho jata ha ar wo kamyabi ke manzalaion par karta jata ha.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X