Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    mehnat or expince jis k pas hy wo kabi b loss nahi khata q k 1 to wo mehnat krta hy or dusra usy expirnce b hy,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      forex main experience hasil karnay k liye humain mehnat karnie chahie hai aur hum forex se hum best earning kar saktay hai tab hum acha trader ban saktay hai aur hum best forex se hum kmehnat kar k best trader ban saktay hai.
      • #378 Collapse

        dear forex trading main mehnat experienece and market knowl yeh teenoo chezain baht ahm hain in k baghir forex main trading krna aur phir profit krna baht hei mushkil he aur sath he sath news pr nazar rakhna bhi kafi madad gar sabit hota he.
        • #379 Collapse

          Yes brother well saying agar ham Forex market k bare me jante hain to ham zarore trade kr sakte hain. or hame experience usi time hasil hota hai jab ham market me trade krte hain chahe wo Demo ho ya live. Brother i think agar experience he barhana hai to Demo trade ko ziada se ziada kia jaye.
          • #380 Collapse

            salam dosto,ap koi b kam ya buisness karty ho to mehnat or experience bht zarori hota ha or jab ap hardworking karty ho to apko hardworking ka phal ALLAH dyta ha q ka ALLAH hardworker ko pasand karta ha.
               
            • #381 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
              Dear mere khyal sy agar koi trader forex main hardwork aur sincerety sy work karta hai tu uss k pass trading ka experience bhi ziyada hota hai aur skills bhi ziyada hoty hain aur aisy traders high profit bhi earn kar sakty hain market sy.
              • #382 Collapse

                ye dono he cheezain bohat zarori hain forex me tabi aik kamyab trader ban sakty hain mehnat kariangy to apko experience hoga our expernce hoga to apko earning hogi to apko ye dono cheezain apne ander paida karni hongi tabi ap kamyab ho
                • #383 Collapse

                  For getting success we must need to both of thing, hard working and experience are main piller of forex business, without having both of things any traders not getting his target and never achieve success as well. so first increase your experience and than work hard
                   
                  • #384 Collapse

                    mere khayal se forex trading main experience nahi balkey uss se zaada mehnaat ki zaroorat hai aur mene ye realize kiya hai kay aap ko mehnaat bohat hee zada karni hoti hai aur aap experience bhi mehnaat kay saath gain kar sakatay hoo.
                    • #385 Collapse

                      bhai mehnat karain gay tau hi experience haasil ho ga phr jis ki base per hum trading kar saktay hain q k sab traders apne experience ki base per hi successful hotay hain. without experience aur practise k hamain trading karne ka koi faida nahi hota.
                      • #386 Collapse

                        ya bat sach ha expirience he sab kuch nae hota is ka lia sakht mahnat ki bh zarorat hote ha yain dono ka begaire ap koi kam karr nae sakte khaw wo trading ho ya aur koi busniess hr kam ka lia mahnat aur expirience chahea
                         
                        • #387 Collapse

                          forex trading main app logo k pass experince or mehnat 2no honi chayee .agar forex trading main app logo k pass is main ek acha experince or knowledge ho tu app is main kisi be time is main trading kar sakty ho or is main ek bohat he acha profit earn kar sakty ho par is main ap logo ko hard working bohat he zaroree hain .
                           
                          • #388 Collapse

                            appko forex busienss main success hona ki lyea dono chezz ki hi jarurat hai ku kiapp ko agar forex busienss main mahanat karenga to app ko jarur success melega or mahanat se app ko experience hogaor uss se hi app ko forex ki barom assi knowledge hoga.
                            • #389 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              Forex trade main kamyabi k liye bohat se logon ka khayal hai k sirf experienced traders he iss main kamyab ho sakte hain lekin mere khayal main hard work or sincerity se mehnat kerne se koi aap ko kamyabi se rok nahi sakta.
                              deat seedi si bat hai ager ap forex pay mehnat nai karo gay to ap ko forex pay trading karnay ya is pay work karnay k baray mai experience nai gain hoga or ager ap ko experience hi nai hoga to ap earning b nai gain kar payen gay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                friends forex main experience hona bohat zarori hai lakin is kay sath sath aapko hard working bhe karni chahye kyun kay agar apkay pas experience hai ya nahi aapko hard working kar kay forex trading main profit ho sakta hai,,,
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X