Mehnet ya experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    Mehnat b or experience b. . . . . . Asaan lafzo main ye aik spouce hy forextrading k liye or dosry kamo main b mehnat or experience dono he hoon tu insaan siccessful rehta hy. Bgair experience koi b kaam suiteable nai hota. . . . . .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      yeah i have found somesites and there i can see about forex news and some useful information but i did not depend upon them upto now and i am trading in my own style but will follow their instructions sometimes
      • #1668 Collapse

        G bhai mehnat to her jaga zaruri ha agr ham mehnat kran gy to kamzab ho gy ..par forex mein mehnat ka sath sath experience bi hona chahya tb ham success hasil kr skty han ..both r parallel in forex and both r important ...
        • #1669 Collapse

          je main ap ke bat se agre karta hon kah hamare pass dono qualte hone chae .experince bhe .or mahnat bhe .to hamin profit se koy nahe rok sakta .as lae hamin forex main bohat zyada mahnat karna ho ge .hamare pass jitna zyada knolledge ho ga ham utna zyada hamin profit hasel hon ge .as lae as main hamin din rat mahnat karna ho ge.
          • #1670 Collapse

            forex trading aik acha business hy or forex me kamyabi hasil karny k liye mehnat or experience dono he boht zrori hn.agr hmary pas experience hy magar hm mehnat nahi karty to hmen koi faida nahi hoga ulta nuksan ka samna karna pary ga
             
            • #1671 Collapse

              hello my dear i agree with you that more experience more profit but how experienced can be earned ,it is only with hard work for earning experienced ,so in my point of view hard work is first stage of experience ,if hard work then experience
               
              • #1672 Collapse

                hello my dear i agree with you that more experience more profit but how experienced can be earned ,it is only with hard work for earning experienced ,so in my point of view hard work is first stage of experience ,if hard work then experience
                 
                • #1673 Collapse

                  dear forex trader. mehanat or experience or sab se most important thing hamari luck, yh 3no ka triangle h jo aik sath chalta hai is k baghier kamyabi mumkin nahi. luck to hamare hath me nahi hai par mehnat experience use kia jae to luck b sath deti hai.:)
                  • #1674 Collapse

                    forex , ,ehamt bhi zarori hao or experience ager apk ap is per mehnat se kam kero is ko zada time do isko smjho to ap aik ache trader ban skte han or isache se acha kam or achi earning ker skte han forex ha hi aik asi job jo zada mehnat mangti h
                     
                    • #1675 Collapse

                      Experience to kam karney sey banta hy. Agar aap continuously kam kartey rahain gey to aap ka experience barhta jaye ga. Lekan aap ko hard work zaroor karna hy aur forex ko seekhna zaroor hy warna aap hamesha loss kartey jayen gey. Jaisay jaisay aap ki learning aur experience barhta jaye ga, aap perfect hotey jayen gey aur aap ki trading achi hoti jaye gi aur aap kamyabi tak puhanch hi jayen gey.
                       
                      • #1676 Collapse

                        bhai mere hisab se to ye dono cheezen hi apki trading ke liye zaroori hain,apko chahiye ke ap is pe khoob mehnat karen aur is mein practice bhi karen,jb ap mehnat karke is mein practice kareenge to apko is mein already experience bhi haasil hojayega aur ap bohat ziyada is mein kamiyab hojayenge.
                        • #1677 Collapse

                          hard work and experience both are so important for a trader or for a person who want to be a successful in life.I think hard work teach us many new experience. A experienced person can do a better job then an un-experienced person.but without hard work nobody can gain experience.
                          • #1678 Collapse

                            Asal ne forex ko sikhnay ke liay hamin mehnat karna hoti he or is mehnat se hi hum experience hasil kartay hain experience ziada time se nahi balkay mehnat se aata he.
                             
                            • #1679 Collapse

                              mehnat or experience 2no hi forex me successful hony k ley zarori hoty hey jab tak forex me mehnat na ki jaye kabi b app experience hasil nahi kar sakty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                Forex main mahnat se hi sab kuch milta hai ap ko experience bhi acha mahnat se hi mily ga is liye ap ko chaye ka ap is business main dil laga kar kam karain phr ap ko is ka result bohat acha aur big mily ga aur ap is business main kamyab hun gay aur acha profit ean kar sakin gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X