Trading Mein risk lena chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein risk lena chahiye
    Assalamu Alaikum friends kya Hamen trading mein risk Lena chahie yah planning ke sath working karna chahie Forex trade per kamyabi Hasil karne ke liye kin things ko Madaenazar Rakhna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein risk lena chahiye

    Forex main tarde karny ke liye risks tou lyna parta hai. Bina risk liye ap acha profit earn ni kar skty lakin start main asi strategies banyn ke risk km lyan lakin isk stah profit b km aya .yaad rkheyga jtna risks ka level zada hoga utna hi profit aur loss ka chances bhi zada hongy.
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein risk lena chahiye

      Thek kaha apne forex trading ho ya koi b tijarati mandi, humay risk zror lena chahiye issy humy bohat munafa b hoskta ha aur agr humy nuksan hojaye to bohat kuch apni gltiyo se sekhnay ko b mil jata ha jisy aynda hum aese gltiyo se bach saktay ha. Jis tarha hum kisi karoobar ko shuru kartay ha jiska bunyadi maqsad nafah kamana ha, to humari karoobari sargarmiyon me bohat se aese b moqay aye gy kh hum risk ly k ye kaam karay taky munafa ho lekin agar dar k kaam kary aur risk na ly to hum axhi munafy ki sharah tak bilkul nahi hasil kar saktay. Risk lene se agar humay nuksan ho b naye to is k badly hum ki gye apni galtiyo se bohat kuch seekh kr aur aynda aese gltiyo se dur rah kr behtareen satah tak munafa kama saktay ha. Isliye humay forex trading ya kisi b karoobar me risk k moqy pr risk zror lena chahiye. Shukria
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein risk lena chahiye

        dear friend forex trading aik risky business ha is mn risk lena prhta ha keun k risk liay baghair forex trading sa achhi earning.mumkin naen lekin apko chayay k risk bhi hmesha apnay sccount ballance k hisab sa len ta k apka account ballance bhi safe rhsy sur ap achha profit bhi hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein risk lena chahiye

          Trade mn risk ap ko experince hor knowledge ki base pr lena chaeye agr ap k pass knowledge hor expe5 hy tu pr ap ko chaeye k ap market ko dekh kr risk len agr ap k passs knowledge ni hy market mn kam krny ka ap esy hi risk lety hy tu pr kamiyabi muskil hy iss lia thora sa samjna bhttt zrori hy ap ko chaeye k iss mn kam kryn iss mn kam k bad iaa sa risk len tu best hy
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein risk lena chahiye

            Dear forex member forex trading hy ek risky business forex me risk Lena prta hy pr risk tukky pr na Len risk leny k liay ap k pas knowledge experience hona chahiay jtna high level ka risk Len gy utny hi level ka loss or profit b hoga risk tb hi Len jb apko forex trading k bary achi trh knowledge ho practice achi ho market ki moving ka ilm ho phr len trading me risk apko profit b dy skta hy or loss b apny account balance k hisab sy manage kren.
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mein risk lena chahiye

              G han forex trading aik risky business hey iss men risk zaroor lena chahiay kiun k risk k bagher acha profit kama nhi saktay iss liay koshish karen k apnay balance k hisab se risk management karen aur chota risk len tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mein risk lena chahiye

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Moonshan پيغام ديکھيے
                Forex main tarde karny ke liye risks tou lyna parta hai. Bina risk liye ap acha profit earn ni kar skty lakin start main asi strategies banyn ke risk km lyan lakin isk stah profit b km aya .yaad rkheyga jtna risks ka level zada hoga utna hi profit aur loss ka chances bhi zada hongy.
                ji han doston trading mein hamen risk Lena chahie kyunki se ham kamyab hote hain jitne jyada risk lenge utna hi jald kamyab honge
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Mein risk lena chahiye

                  Dear member agr experiance is level ka ho k market ki smjh boojh ho bndy ko tb hmen risk lena chahiye ni to bewjha risk se bnda loss men chla jata hy aur account wash ho skts hy is k ilawa agr ap k pas bonus ziada hy aur account wash ka dar ni hy phr b ap risk le skty hen mge asal bat yehi hy k soch smjh se kam lena hy lalach men ni parna
                  imranhaider
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Mein risk lena chahiye

                    Ji han trading main bhi risk Lena bahut hi Jaruri Hota Hai Iski vajah se Ham samajhte Hain Ki trading Kis Tarah Lagai jaati hai aur Kis Tarah Nahin is Hamen Achcha prapt hota hai FIR Ham ab Samajh Kar isko trade lagaenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Mein risk lena chahiye

                      Piayry bhai trading hai he riski buisness kiyun k es mai market ka koi perfect andaza nhi hota kiyun k ye ziada tar news per depend krti hai ye her second ky sath sath change hoti rehti hai es liye ap ko es per risk lena parta hai agar ap risk nhi lety tu ap es mai kamyabi nhi ly sakty
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Mein risk lena chahiye

                        Dear friends Hamen market mein work karne ke liye Ye rishta Lena padta hai agar Ham risk Nahin lete To Hamen success Nahin ho sakti yeah trading business Jo Hota Hai mostly ya per hi chalta hai aur ismein risk Lena Majburi hoti hai agar Ham risk Nahin Lenge To Ham trading hi nahin Laga Sakte aur jab Ham trading Nahin lagaenge To Ham profit he gained nahin kar sakte agar aap aur main kamyabi Chahte Hain To Hamen Lena Padega
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Mein risk lena chahiye

                          Agar aapko aisa lagta hai ki Hamen trading Mein risk Lena chahie to aap yah bataenge Hamen risk Kaise Lena chahie Jab hamare pass experience ki Kami Hoti Hai To Kya Hamen risk Lena chahie Nahin Hamen kabhi bhi experience ke bagair Ishq Nahin Lena chahie han Agar hamare pass Achcha experience hota hai to hi Hamen risk Lena chahie tab hi Ham risk mein kamyabi ho Jaate Hain Jo log bagair experience ke sath risk Lete Hain vah Kabhi Bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi apni trade Mein Kamyab ho sakte hain balki unhen lost bhi hota hai isiliye unhen chahie Kyon Hamesha acche experience ke sath acchi trade Karen aur acchi experience ke sath risk Lage Seva kamyabi ho sakte hain aur Achcha profit Pyar kar
                          Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Mein risk lena chahiye

                            Dating marriage Lena chahie aqi Badarpur theek hai trading mein jo Hamen trade lagakar Paris karna chahie usmein jaldbaji ke Shikar hokar Ham apna hi nuksan Karva Baithe Hain To usmein risk Lena padta hai Majburi ke Taur per risk Lena padta hai yah Majburi ho to risk le liya Jaaye to Achcha Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Mein risk lena chahiye

                              Brother humy Apny Captial K 20% se zhaida risk ni lena chiey,apna lot size trade ke qty is tara adjust karni chiey k 20% se zhaida loss na o money mangment trading ka Lazmi hisa jisy kisi b lalch me kr avoid ni Karna chiey aur agr Ap ka capital strong ni a to phely usy strong kary phir he risk ly ta k agr loss b o to Ap trading continue kr skhy Risk ko kbhi bhi kisi bhi spray my Jai lyna chiya risk jitna kam hota hy hanry kiya utna hi zeada caha hota hy. Jb risk ho jagaha or to waja or zavrdasti trade na ly us haha or Waite jr liya kry our us or SBR kia kry jb risk kam ho Jaye to tb apani trade PHR lgai kry us ka bhot faida hota hy Hamen trade lete Waqt kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie aur Hamen is chij ka fast aur per Khyal Rakhna chahie ki Ham money management ke sabse hi Apna lot size use Karen agar aap over lot size use karte hain to Fir aap risk le rahe hain isliye Hamen risk kabhi bhi nahin Dena chahie market ko analyse Karke aur Apna lot size money management ke hisab se hi use karna chahie ji bilkul der Sahi baat hai aapki Ham Logon Ko training ke andar kabhi bhi risk Nahin Rahana chahie Jab ham log padenge under risk Lete Hain To ke Ram trading Ka Chitra Aasan Nahin Karva De Ham Logon Ko trading ke andar Agar work ko Baithe banana hai to uske liye bahut acchi mehnat Karni Hogi aur acchi mehnat ke sath sath Ham Logon Ko uske andar bahut acche tarike se apne analysis course at wrong karna hoga aapane Na Lage ko bhi accha banana hoga forex trading mein risk lene ke liye bhi ek munasib rule hai aapko pata hona chahie ki Jab bhi aap forex trading mein money management ko follow karenge aur risk to reward ratio ke mutabik trading karenge to aapko bonus account mein kabhi bhi pura ka pura bonus account udane ka samna nahin karna padega aur aapka account sev rahega aur aap monthly basis ke upar ek average profit hasil kar sakenge forex mein risk lena zarori hy isi liy risk lenuy sey ply hamin apna knowledge increase kerna chahiy aur hamarey pas ager trading experince hoo tub hi hamin iss mein risk lena chahiy risk uss wakt lein jub ap risk ko manage kerna bhi janty hun lihaza risk lein jis mein loss kam aor profit kam hoo. apnuy experince key according risk lena chahiy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X