Assalamu Alaikum dear brothers.. trading mein acha profit earn karne k liye entry point bahut important hota hai. Entry point apKo potential position deta hai. Entry point define karne k liye market ki movement of strength kab pata hona chahie. Market ki movement aur strength ko calculate karne ke liye ye aap jab bhi trade open karny lagen to pehly sare timeframes laga kar check kar liya Karen. Sab timeframes apni apni jagah per bahut useful hain. Barhy time frames hamen market ki overview dete Hain aur hamen market ki ek complete picture aur view dete hain. Aur chote timeframes se hamen market ki movement, strength aur volatility ka exact pata chalta hai. Jab Ham sare timeframes use karte hain to hamen main 90 percent market ki exact situation pata chal jaati hai hi aur ham is kabil Ho jaate Hain entry point select kar saken aur apni trade open kar sake.. timeframes ko bari bari check kar ke hi entry point select karenge to aapke a profit earning ke chances 70 to 80% Ho jaenge..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим