Nature of good trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nature of good trader
    Dear yah bat such hai k her banda jo forex main ata hai wo lazmi toor per earning k lai ata hia or koi b loss nahe chahta per yahan per ham daikhy hai k logo ko loss b hota hai or profit b hota hai to us ki waja understanding the nature of forex trading . aik acha trade wo hota hai jo forex ki nature ko understand karta hai or yah janta hai k is main mistake ki koi gunjaish nahe hai. q k agr us na mistake ki to us se us ka sara capital end ho skata hai.
    mazeed yah bat k forex main ham ko sabar ka sath kam laina hota hai. or ham jab order laga daity hai to yah nahe k ham us ko foran close kar dain balky ham ko lagany se pahly achi trah sooch samjh kar kam karna hota hai or jab ham order laga daity hai to phir ham ko wait karna banata hai tab he ham kuch kar skaty hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nature of good trader

    Forex trading men acha trader hamesha knowledge aur experience ko increase karnay ki koshish karta hey aur lalach aur jald bazi se perhez karta hey aur risky pairs men trading nhi karta aur small lot k sath trading karta hey aur thora thora kar k apna profit increase karta hey iss liay woh kamyab trading kartay hen aur acha profit kama letey hen
    • #3 Collapse

      Re: Nature of good trader

      Forex mein aik acha trader hamesha apni trade ko kamyab bananay kay lye hi kaam kerta hai aik acha trade wo hota hai jo forex ki nature ko understand karta hai or yah janta hai k is main mistake ki koi gunjaish nahe hai kyun kay agar uss nay mistake ki to uss sae uss ka sara capital end ho skata hai iss lye aap ko chahyea kay forex mein mehnat sae kaam kerain aaj agar aap yeh kaam ker lain gaye tou aap ko agay bhi forex mein kaam kernay mein aasaani ho gi aur aap ko senior trader ko follow kerna chahyea
      • #4 Collapse

        Re: Nature of good trader

        Agar hum nay forex men good trader banna hy tu hamen as men bahut saber kay sath trading karny chahey kun kay agar hum as men saber kay sath trading karen gy tu hum as men acha profit hasil kar sakty hain ur achy trader ban sakty hain tu hamen as men kotahy kay sath forex men koi bhe kam nahin jary rakhna chahey kun aky forex men hum jitny mahnat karty hain tu hamen as men utna hi faida hail hota hy kun aky agar hum forex men dil kay sath acah kam karty hain tu hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain tu hamen as men saber kay sath acha kam karna hota hy kun kay agar hum as men sber kay sath trading karty hain tu hamen as men koi bhe nuksan nahin hota hy
        • #5 Collapse

          Re: Nature of good trader

          Good trader wo hy Jo full learn kr k trade karty hy na k copy signals pe q k jb AP seekh k kam karogy to apko faida hoga had se ziyada wo he ap dusro ko knowledge dogy to apko be aur learn karne ka faida milega axha hy k ap seekho k kese hoti hy trade wo be bilkul fit
          • #6 Collapse

            Re: Nature of good trader

            foreign exchange trading guys acha dealer hamesha knowledge aur experience ko increase karnay ki koshish karta hey aur lalach aur jald bazi se perhez karta howdy aur unstable pairs men trading nhi karta aur small lot okay sath trading karta hello aur thora thora kar k apna earnings boom karta hey iss liay woh kamyab trading kartay chook aur acha profit kama letey fowl
            • #7 Collapse

              Re: Nature of good trader

              Ham g bilkul appki baat bilkul the k h keh hamain good trader ki qualities ko achy tariky s follow karna chahye agar ham log BHT ziada achy tariky s Kam krein or yeh hmary liay bht ziada zarori Hein or Hamain is bat ko understand karna chahte keh agar ham log BHT ziada achy tariky s krein or yeh hamary liay bht ziada best hoga or ham log achy trader bht achy tariky s
              • #8 Collapse

                Re: Nature of good trader

                Mere dost ache traders ke pas wo bahut hota hai jo aik normal ya average traders ke pas nahi hota un ke pas kuch aise khas qualities hoti hai jo in ko aik acha trader banati hai hame bhi aik acha trader banana ke liye in sab factors ko study karna chahiye aur in factors ke bare me knowledge gain karny chahiye ta ke ham bhi in sab cheezo ko apne andar inject kare aur kamyab traders ban jaye ache traders ke pas hamesha news hoti hai wo news ko ache tarike se read karta hai aik acha trader kamyab traders ko bhi study karta ha aur us ke baad behtreen trader banana ke liye ap forex ko sekhe ye kam aap demo se kar sakte hai ye kisi seniors se bhi forex trading ko sekh sakte hai mere khyal me acha trader wo hota hai jo hamesha sekhta rahta hai kiu ke is kam me aap perfect nahi ho sakte sekhne ki hamesha zaroorat hoty ha jitny zyada knowledge ko gain kare ge utna zyada acha hoga zyada knowledge ka nuksan nahi balke faida he hoga to hame phir zaroor struggle karny chahiye experience ke liye mehnat karny chahiye ye sab karne wala bhi aik acha trader zaroor ban jaye ga sab logo ke pas ye sare cheeze nahi hoty lekin aap mehnat karne ke baad learn kar sakte ho koi bhi start se acha trader nahi hota mehnat ke baad banta ha to sabar ke sath forex me rahe to trading hard nahi hogy traders ke liye
                • #9 Collapse

                  Re: Nature of good trader

                  Assalamualaikum date Forex memory se kaise hain aap sab ummid hai sab theek Honge Ek acche trader mein jo good quality Hoti Hai vah passion Ka Hona Hai Jab Ham bhi passion Hoga Kam Karne ka passion Hoga Forex paper na Naam record kar Sakenge Sakenge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Nature of good trader

                    Assalamu alaikum dear Forex members I hope that you are best in your health and spirits doston Forex trading karne1 risky Ka main aur iske liye hamen bahut jyada knowledge or experience ki jarurat Hoti hai doston successful trader vah hota hai jo mehnat se apna kaha karta hai aur daily basis par apna Kam complete karta hai aur bahut jyada mehnat karta hai Forex trading karne mein jaldbaji se Kam Nahin Leta badal ke sabar ke sath aur bahut jyada knowledge aur experience ke bad hi trade ko market mein open karta hai trading start karne se pahle market ki movement ko analyse karta hai aur ek acche broker ka istemal karta hai aur trend ko follow karke hi apni trade ko market mein open karta hai hamen bhi mehnat Karni chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X