trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi
    jo log be trading karte hain sub kamyab hona chahte hain kamyab sirf mehnt krne wale he hote hai jo in mushkalat ko sabr sy apne mehnat sy
    apne kam sy behteer karta hai sirf wo kamyab hote hain trading mein mushkalat hain per koi kam namumkin nahi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

    ismein hamare liye kamyabi agar acchi honi chahie to hamen ismein chahie na kami nahin kar sakte aur apna Kam achcha kar sakte hain aur agar Ham ismein Jo logon ko jo bhi kam karna chahte hain to hamara hi fayda ho sakta hai aur har waqt apne aap ko kamyab bana sakte hain agar Ham jyada apne aap ko kam yaha banaenge to Ham utna jyada apna Kam achcha kar sakenge aur ham apne aap ko kamyab Na sakenge aur yah bhi sochana hota hai ki December ko bhi share karna chahie apna Kam Jo apni soch ko achcha Karen aur apna Kam aasani se karte rahen agaram jitna jyada hi apna Kam aasani se karenge to hamen utna jyada kamyabi milegi aur har waqt apne aap ko Ham kamaib Na sakenge aur ismein hamara nuksan Koi nahin ho sakta aur agar Jo logon Ko bhi nuksan milati hai to sirf unki apni galti hoti hai ki awaaz mein Na kam ho jaate Hain aur vachakam nahin kar sakte Lage hamen har waqt apni Socha rakhna chahie aur hamesha apne kaam par focus rakhna hoga to hamara kam best hoga
    • #3 Collapse

      Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

      forex trading kay bussiness ko ap khud he mushkil ya asan bana sktay hain agar ap mehnaat aur lagaan kay saath forex trading kay bussiness ko karain gay tu ye mushkil bussiness ap kay liye profitable sabat ho ga, lakin agar issi bussiness ko ap non serious, negative attitude kay saath karain gay tu iss bussiness mai ap ko loss kay ilawa kuch b nai milay ga. iss liye iss mushkil bussiness ko apni mehnaat se asan banain.
      • #4 Collapse

        Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

        dear friend forex trading aik complicated business ha ha is mn kamyabi hasil krna moshkil zroor ha lekin namumkin naen keun k agr ap forex trading ko join kr k mehnst kren aur forex k baray mn knowledge aur achha trading experience gsin kr k trading kren to ap forex trading mn kamyabi hasil kr sktsy hn
        • #5 Collapse

          Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

          Ji bilkul sahi kaha hai Pakistan forex form mein kamyabi ke liye agar hand work kiya jaaye to yah Hamen mushkil jarur mahsus hoti hai magar namumkin nahin agar Ham ismein hard worker Karen to Hamen yah easily acchi ho jayegi
          Isiliye Hamen Pakistan forex form mein bahut jyada mehnat karni chahie agar Ham ismein se kam karenge to har mushkil kam bhigi ho jaega isiliye Hamen chamkana Tor per Pakistan forex form a hard work karna chahie aur jahan tak ho sake apne knowledge ko improve karke apni achievement work rakhni chahie
          • #6 Collapse

            Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

            Forex business mushkil business zaroor hai lakin agr hum is mein mehnat aur hardwork karain aur forex ki learning knowledge aur experience hasil kar kay kartay han tu forex mein kaamyaab ho saktay han koi bhi kaam ho mushkil tu hota hi hai lakin namumkin nahin hota aur forex bhi mushkil zaroor hai lakin hum is business ko kar saktay han aur mehnat aur hardwork kar kay learning knowledge aur experience hasil kar kay profit earn kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

              Assalamu Alaikum forex friends.Forex trading aik world wide online market hy jahan per ham mukaml malomat hasil kerny k bad buht acha profit earn ker skty hain.Ye bat blkl sahi hy k trading mkamiyabi ki mushkil zror hy likn namumkin nahi hy, aik bar ager ham trading kerna sikhh jain to hamari mushkil asan ho skti hy q k koi bhi cheez is duniya m na mumkin nahi hy bas hamain apni qabliyat per pora bharosa hona chahiye,shuro m mushkilat ka samna kerna perta hy likn yahi mushkilat agy chal ker hamary asanion m badal jati hain.Hamain forex m kam kerny k liye is k bary m ukaml jan kari bht zrori hti hy tabhi asani peda ho gi.
              • #8 Collapse

                Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

                Trading aik aisa business hai jiss mai kaamyabi mushkil to kahi jaa sakti hai laikin na mumkin bilkul bhi nahi hai. Forex trading business mai her trader mehnat aur koshish say kaamyabi haasil ker sakta hai. Jo traders learning aur knowledge ko sahib tarah haasil kertay hain phir demo trading mai practical work ker kay trading mai atey hain wohi kaamyab bhi ho jatey hain. Iss kay saath saath jab traders pehlay say iss point pay focus ker lain kay unhain kaamyabi he haasil kerni hai to woh apna focus he iss baat pay rakhtay hain kay aur apni learning aur knowledge ko isi liye kaamyabi pay laga daitay hain. Forex trading mai kaamyabi bilkul bhi na mumkin nahi hai isi liye iss business ko ker kay unlimited earnings shuru kernay kay liye start lay laina chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

                  Salam dear member
                  Ap ny bilkul saiiii kaha ha ky forex ma trading mushkil ha namumkin nh forx ma akar log kamiyab hona chty hn is liya mehnat ki bahut zarorat ha q ky mehnat he humy kamiyabi ki tarf ly kar jaty ha hamy chye ky hum forex ko zaida time dyn ta ky is nakami ko kamiyabi bana dyn
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

                    Gi han apki bat bilkul thek ha Forex ma haman kamiyabi hasil karna ka liya ya bat hamesha yad rakhni chahiya ka Forex ma kamiyabi muskil ha but na mumkin nahin ha agar ham dil laga kar mahnat or lagan sa regularly daily bases pa kam karan or limits ko pora karan or acha quality work karan or trading karta hova har fasla soch samjh kar karan market ko analysis karka trend ka according kam karan to ham zaror kamiyab ho sakta han is liya koshish karni chahiya ka ya sab rules jo Forex ma kamiyabi hasil karna ka liya zarori han inko zaror follow karan or inka according hi kam karan
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

                      Assalamu Alaikum dear Forex trading mein kamyabi Hasil Kahana Koi Mushkil Kam Nahin Hai Agar Ham Forex ke rules ko follow Karte Hain To Hamen kamyabi Jarur milati hai Forex trading mein Bina experience kabhi bhi enter Na Ho Jab tak aapke pass Achcha experience no Ho tab tak Koi trade open na Karen agar aap acchi experience ke sath trade open Karenge to aap Forex trading se achha profit Hasil kar lenge
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

                        Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex trading moshkal ha pr imposible nhi ha isi liay hmay chhaiy hmay trading k liay demo account py zyada practice krni chhaiy jitni zyada ham practice kry gy hmay otna zyada faida hasil ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

                          Asalmoalikum dear ap ny bilkul thik kaha aik acha or kameyab trader bana mushkil hy laken na mumkin ni. Trading mai kameyabi pana bhut asan ni logo ny aik acha trader bany k ley apna bhut isasa lagaya or wakt dia. Ap b achy trader ban sakty hain lkn is k ley apko bhut mehnat karni hogi apna zaida sy zaida wakt forex ko dyna hoga. Apna expernce built karna hoga. Jaisa k forex hamyn demo demo account provide karta hy ham us py b practise kar sakty hain. Trading sekhny k ley kafi mehnat karni hoti hy lkn aik bar agr trading ko sekh jaen ap kafi profit ly sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

                            jee haan dear ap ne bohat he achi or knowldge able baat ki hai forex mian hmen bohat he ziyada mushkilaat ka samna karan pad skta hai hmen un se ghabraaan nai hai bal ki unka hmen dat kar unka mukabala karna chaieh iss main ap ko bohat he ehtyaat k sath issmian achi learning k sath iss mian hemn inter hoan chahie tabhi ap is smain achi earnig kar paen gy ye aisa busness hai jiss main ap agr mehnat lagan or himamt se agr ap kaam karen gy to ap issmian itna izyadda profit gain karny mian kamyab ho paen gy jitna ap ksi bho ro bunsess main ni earn kar paen gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein kamyabi ki rah mushkil hai namumkin nahi

                              jee haan dear ap ne bohat he achi or knowldge able baat ki hai forex mian hmen bohat he ziyada mushkilaat ka samna karan pad skta hai hmen un se ghabraaan nai hai bal ki unka hmen dat kar unka mukabala karna chaieh iss main ap ko bohat he ehtyaat k sath issmian achi learning k sath iss mian hemn inter hoan chahie tabhi ap is smain achi earnig kar paen gy ye aisa busness hai jiss main ap agr mehnat lagan or himamt se agr ap kaam karen gy to ap issmian itna izyadda profit gain karny mian kamyab ho paen gy jitna ap ksi bho ro bunsess main ni earn kar paen gy bas ap ko chaieh k i ss main apko mushkilaat se ghabrana naai chaieh iss main kuch bhi namumkin nai hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X