Forex forum posting ka hamari life main asar andaz hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex forum posting ka hamari life main asar andaz hona
    Guys main ne jab se yeh online forex trading ka kaam start kiya hai posting k zariye mere dimagh main her waqt yahan ki discussion, naye naye topics or meri number of posting he chalti rehti hai so i think ye kaam bohat buri tara dimagh pe asar andaz hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear yeh bat to such hai k jis kam ko hum serious ho ker kerty hain us mein zyada interest bhe lety hain or ek target bna lety k in dino mein just yehi kam kerna hai or kuch nahi kerna or jis cheez ka be ja istamal kiya jaye wo zehan mein rach bus jati hai yehi kahsiyat forex mein hai
     
    • #3 Collapse

      theak kha ap na easy be hum kis kam ma interest laty ha vo he bat humara damg ma rahti ha or forex be asy kam ha ya humara damg ma par gya ha or hum her waq is k bary ma he sochta rahta ha forex acha online trading business ha ya asy business ha this ko hum join kar k acha profit hasil kar laty ha. is lia humara damg ma her waq is k he khayal aty rahta ha.
      • #4 Collapse

        Forex forum ne all traders k liye kafi asani pada kar di hai. Agar koi aisa trader ho jis k pass capital invest karne k liye kuch na ho to wo bhi forex forum par posting kar k bonus hasil kar sakta hai or us bonus se trading start kar sakta hai or profit earn kar k apni khwahishat ko pura kar sakta hai. Forex forum se kafi trader knowledge bhi hasil kar sakty hai jis se wo mazeed profit me izafa kar sakty hai.
        • #5 Collapse

          dost postain kernay se humain at time 2 faaiday miltay han aik humain bonus milta ha jis se hum trading ker sektay han ore 2nd hum forex trading ko seekh rahay han ye 2 faaiday hamarey liay forum ka gift han
          • #6 Collapse

            mara khal mein tu ya kam dimga per kud aik insar asar andaz karwata hain kyun k wo iss kam koi bhut ziada deeply leta hai aur iss mein bhut ziada upset ho jata hai ya kam bhut ziada enjoy wala hai aur us ko light lar kar karna chaya aur apna mind ko bhut relax karna chaya agar aap k mind relax nahi ho ga tu aap achy trading bhi nahi kar skta hain.
             
            • #7 Collapse

              Forum per post karnay sy marey life asar andaz hotey hai aik to muj ko knowledge malta hai dosra muj ko trading ky baray mai be pata chalata hai jo ky maray leay mufeed hai
              • #8 Collapse

                orex trading main ana to intahai asan hai jab demo trading ki jati hai to pher hamain ye mehsoos hota hay kay ye business bohat he zeada asan hay aur baithay baithay he munafa mil jata hay mager jab ham isay chorna chahtay hain to pher ham say ye chora nahe jata.
                 
                • #9 Collapse

                  hum kis kam ma interest laty ha vo he bat humara damg ma rahti ha or forex be asy kam ha ya humara damg ma par gya ha or hum her waq is k bary ma he sochta rahta ha forex acha online trading business ha ya asy business ha this ko hum join kar k acha profit hasil kar laty ha. is lia humara damg ma her waq is k he khayal aty rahta ha
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aliraza23
                    Its not the fault of posting rather than its your fault that you do no do posting with proper planning.if you plan sometime for posting daily and then start posting then you will not have to suffer from such problems. And thinking every time regarding posting is not good instead it will effect your other activities as well.
                    I am 100% agree with you because we need a plan for posting here in forum. And we need to be honest in posting comments and threads here, Thanks for the nice opinion.
                    • #11 Collapse

                      han apki baat theek hai or ye to hissa hai har kaam ka k jahan kisi ko profit hota hai wahan loss bhi hota hai or haan ager apko baar baar loss hi hota jaye or ap tention mai mubtla ho jaye to apko chahiye ap real ki bjaye demo pe 1 ya 2 din kaam kren thori practice ho jayegi apki or koshish kren jab ap tention ya pressure mai hon to tradeing bilkul hi na kren
                       
                      • #12 Collapse

                        you are totally wrong according to me forex posting is more beneficial for a forex trader because post on forex forum build ability to think about forex, understand forex business and ability to write in own words with confidence and provides us capital for real reading.
                        • #13 Collapse

                          mery khayal mai forex trading aik aisa business hai jis mai kaam karty howy ham harwakat apny kaam k bary mai sochty rehty ya to kudrat ka kanoon hai k jisy ham ziada sochty hian us he sy mutalik hamry zehan mai sawalat rehty hain forex trading such mai zehan par sawar ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            I think this posting method on forum is affect on our life yes but not bet affect, it makes ourself more confidence because we learn from different topics more and more, and also knowledge will increase day by day due to this posting.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai nahi mery khyal mai to is posting sy hamy to farq nahi perhna chahiye aur mujhy fihal to koi aesa masla nahi aur mery kyal sy kisi ko bhi nahi hona chahye as it is a part time job and does not take more than enough time

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X