Forex forum posting ka hamari life main asar andaz hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    no dear mjy nai lagta hai k forex forum ka kam humara brain per asar karta hai dear sach tu ye hai k mjy posting kartye howa bohot maza ata hai or ma es kam ko bohot enjoy karta ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      G han bilkul issi trahan ho hota hai aap nay bilkul thk kaha hai is trahan hota hai har kissi k saat mere saat bhi is trahan hota tha magar ab nahi hota hai ye us admi ko ziyada hota hai jab kui is me forex me new enter hota hai aur wo post karna start karta hai jab jaise time guzarta jata hai phr wo set hojata hai .
      • #423 Collapse

        Han yeah tou ha yeah kam he esa ha k ap ko ise itna pyar ho jata ha k ap is k bre man he sochte rehte han even mere sath b huwa on date i am thinking about EURo usd up trend down trend lol per yeah bht acha business ha hmain is per tawajou deni zarori ha warna hum succes full nhe ho skte baki hmain apne mind ko b fresh krna chaiye kum k sehat ho ge then he hum kam kr payen gae nah :)
        TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
        • #424 Collapse

          bhai jan app stress le rhe ho is leya ho rha ha app zada mat socho is sab ka bare mein app ka leya better rahe ga and try karo kah app computer pr games khelo ya sports activty karo and us ka ilawa app morning walk bhi karo is sa app ka stress level kam hoga and thore better ho jaoo ge.
          • #425 Collapse

            dear brother...!forex bht hi acha businee hyy sab kay liay jab aap har wat kaam karenge aur mehnat karenge to new ideas waghaira to har waqt aap kay naid mai rahenge...
            • #426 Collapse

              forex forum par posting karny say hamay bohat faida hota hay. posting karny key waja say hamay posting bonus milta hay jo k hum trade karny k liye use kar sakty hain.
              • #427 Collapse

                Guys main ne jab se yeh online forex trading ka kaam start kiya hai posting k zariye mere dimagh main her waqt yahan ki discussion, naye naye ideas wagera atey hain or har waqt forex ko hi sochti hun mai ... but forex business se mai bht zada khush hun
                   
                • #428 Collapse

                  meray upar toh bohut asar howa hai forex forum ka bohut enjoy kartha hoon mwin yaha par aur bohut sarwy topics se mujey bohut hi ziyada faida howa hai yahan se iskiya mein yahan ab ziyada time spwnd kartha hoon.
                  • #429 Collapse

                    yess bro ap bilkul theeeeek keh rhy ho me khood yhi sochta hu mere dimagh me b pora dn is k bary me chalta rhta hai pta nhi k ye kia wja hai nd ye q hota hai
                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Guys main ne jab se yeh online forex trading ka kaam start kiya hai posting k zariye mere dimagh main her waqt yahan ki discussion, naye naye topics or meri number of posting he chalti rehti hai so i think ye kaam bohat buri tara dimagh pe asar andaz hota hai
                    • #430 Collapse

                      mera nai khayal k forum posting hmari life py aser andaz hoti hy isko easy lena chahye ye koi rocket science tu nai hy
                      • #431 Collapse

                        Members jab trader Forex mai independent rehta hai tu woh dosry traders,analysis,robot,signal jaisi diseases se bacha jata hai woh apni abilities and experience ki base pay trading karta hai or independently profit earn b karta hai or aik acha trader ban jata hai woh har din apni skills and experience ko increase karta hai or jo trader dosry trader or analysis, robot ya signals pay depend kartay hain woh kamyab nahi hoty or na he woh Forex mai achi jaga bana sakty hian.
                        Meri request hai har members apni opinion or suggestion be es baray main batain.
                         
                        • #432 Collapse

                          dekhiye jo kam bhi hum karine os mein hmein involve hona parta hy tab hi ja ke
                          wo kam complete hota hy or os se humko fayda hota hy mgar aisa nhi karna chahiye
                          hmein os kam ko kam ki hadd tak rakhna chahiye
                           
                          • #433 Collapse

                            of course, you are right and i want to say that hai k jis kam ko hum serious ho ker kerty hain us mein zyada interest bhe lety hain or ek target bna lety k in dino mein just yehi kam kerna hai or kuch nahi kerna or jis cheez ka be ja istamal.......
                            • #434 Collapse

                              Mere bhai aap muje new user lagte hai jub newly is kaam ko start kiya jata hai to aesa hi lagta hai per baad mein aesa nahi hota is mein logic ye hai k start mein aap is k baare mein bohat excited hote hai is liye ye aap k mind per chaa jata hai kisi bhoot ki tarha phir time k saath aap mature hote jate hai aur ye mushkil khtam ho jati hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                forex business k jahn par boht faiday hn wahn is business k boht saray nuksaan bhe han. ya forex business hamari life par boht buri tarhn asaar andaaz hota ha . yhn par working karnay ki waja sa hum all the time forex posting ya pher trading k baray ma sochty hn. agr hum na koi order place kya howa ha to hamain usi ki tension hoti ha k mujhe loss ho ga ya profit . pher usi ki waja sa hum na to thk sa so patay hn or na he kahin outing kar sakhty hn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X