Forex forum posting ka hamari life main asar andaz hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    jii haay meray kyaal maay forum ki paosting humri zindgio paar asar andaaz hoti haay kyuun kaay hamian diffrent logo kaay kyaalaat parhanayu or jananany ka moqa mel jata haay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      dost postain kernay se humain on day 2 faaiday miltay han aik humain bonus milta ha jis se hum trading ker sektay han ore 2nd hum forex trading ko seekh rahay han ye a couple of faaiday hamarey liay forum ka gift han
      • #513 Collapse

        no dear i do not think that the posting effect out life it is the nothing but the way of the getting the knowledge that is why i do not think that it ever effect my life it is not effectinve my life that is the right
         
        • #514 Collapse

          dear brother assalam o alaikum ap ki problem ka hal yeh hai ke ap ne jo lalash ikhtaiyar karli hai usse door bhagado0 or araam ke sath jitne post kar sakte ho0 bs utne hi post karo0 agar ap tension mein reh kar post karo0 ge to wo post galat bhe likh sakte ho0 tension ki waja se is liye no tension reh kar forum par work karo0 koi asar nhe parega dimagh pr
          • #515 Collapse

            ji han ye bat to sai hai k hamare demagh par bas traiding hi sawar rehti hai is liye kabhi kabhi to gussa bhi ajata hai lekn phir bhi ye kan acha lagta hai
            • #516 Collapse

              jnab mera nahi kyal k humari life me is say koi bura asar parat hy but positive zarur parta hy k ap ki english n ap ki typing achi ho jati hy n sab say bara faida ye k knowledge milta hy trading ka n forex ka
              • #517 Collapse

                mery khayal mai forex trading aik aisa business hai jis mai kaam karty howy ham harwakat apny kaam k bary mai sochty rehty ya to kudrat ka kanoon hai k jisy ham ziada sochty hian us he sy mutalik hamry zehan mai sawalat rehty hain forex trading such mai zehan par sawar ho jata hai
                • #518 Collapse

                  forex fourm pe hame sekhne main boht ziada help hoti hai yaha pe learning k liye boht kuch hai aur is ka hamari life main bht acha aser parta hai.
                  • #519 Collapse

                    ji han daikhain jb kisi profession me jatay hain to phr har waqt wohi sochtay hain isilye ye hamaray lye bura ni hai lekn aik tarah se hamari lyf pe asar andaz hota hai bht aur hamain har waqt isi ka khayal rehta hai k kal kya krna hoa aur aik tarah acha bhi hai k hamain new ideas bhi atay hain............
                    • #520 Collapse

                      Agar aap is ko ek simple part time job ke tor per len ge to is se aap ke dimag per khuch naheen hoga. aur aap ko chahye ke posting ke lye ek time muqarar ker den. is se bhee aap behter feel karen ge.
                      • #521 Collapse

                        Dear aisa is liay hai kay aap continuesly forex me sara din involve rehty hain or baki sab kaam chor kar isi per sara din focus karty hain. Humen har kaam ko limit kay hisab se karna chahiay or specially sham tak har kam ko windup kar lena chahiay. Jis tarha baki jobs or businesses hain usi tarha forex business me bhi humen apni family or khud ko time dena chahiay.
                        • #522 Collapse

                          Dear merey khyal mai ic mai aa ker hum seekhtey hyn k kaam kiya or kesey kerns hy or kis sey rukna hy ici terha kamyabi ka raaz kiya hy yah jantey hyn
                           
                          • #523 Collapse

                            dear ye ap py depend karta hai k ap forex ko kis tarha lety ho . humain chahiye k isy normal job ki tarha lain aur majnu na ban jain. apni family ko b time dain.
                            • #524 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              Guys main ne jab se yeh online forex trading ka kaam start kiya hai posting k zariye mere dimagh main her waqt yahan ki discussion, naye naye topics or meri number of posting he chalti rehti hai so i think ye kaam bohat buri tara dimagh pe asar andaz hota hai
                              Forum posting k hamry life m bohat bara rule ha kiu k hum si k waja s trading kar rahy ha ager forum bonus na hota tu hum kabi b trading n kar paty or itna acha prfoit b n ly paty ye bohat acha business ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                Dear merey khyal sey forex forum ki posting bhut he ucha kaam hy ic sey hum basic chezeen seekh jatey hyn rules kiya hy seekh jatey hyn
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X