which are Eight major economies in Forex trading ::

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    which are Eight major economies in Forex trading ::
    Assalam O Alaikum dear friends Forex market Stock market se mukhtalif hoti hai ku k stock market main stocketes k pass buhat sare option mojood hote hai lekin Forex market main ham just 8 major economies ki pervi karne ki zaroorat hoti hai our phir hame is baat ka b andaza lagana hota hai kon kon sa pair ya currency hame best undervalued and overvalued opportunities faraham kar rahi hai

    mandrja zaial 8 mumalik forex market main sab se zayada tajarat karte hai

    • United States
    • Eurozone (the ones to watch are Germany, France, Italy and Spain)
    • Japan
    • United Kingdom
    • Switzerland
    • Canada
    • Australia
    • New Zealand

    in mumalik ki currency pair par hi sab se zayda trade hoti hai our sab se zadyda profitable b yahi hote hain jaa risk kam hota hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

    Gee han bhai ap ne thek kaha ha forex mn hume mukamal knowledge lena hota ha forex mn kameyabi hume acha kam krne se hi milti ua is mn kuchvesi currency be hoti hein jo hume lose deti hein forex mn hume is k bhrey mn knowledge lena hotabha jitba acha hum is business mn kam krte knowledge hasil kr k work krte hein utni hi asani se kameyabi be milen gi united state eurozone japan canda newzeland Australia in mnbhi sab se zada trading hoti ha hume is contrey k bhrey mn mukamal knowledge letevrehan hotabha kameyabi hume hamesha achy work se hi milti habhume pta ha k is mn hume sab se zada lose gold mn hotabha gold mn daily sab se zada movements hoti ha is liye hume is mn sahi knowledge le k kam krna chaiye
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

      Dear member jaise ky aap jante ky forex mein most traded currencies 8 hain jo USD, EUR, GBP, AUD, NZD, CHF, JPY or CAD py mushtamil hain. Dear in sab mein sab se zyada traded currency dollar USD hy jis ko major currency bhi kaha jata hy or jab dollar kisi dusri currency ky sath attach hojaye tou wo major pair keh lata hy jaise USD/JPY, USD/EUR ya USD/CAD. Sab currencies mein sy dollar ko nikala jaye tou wo pairs minor hote hain jin mein trading ho sakti hy lakin risky kyo ky volatility or spread bohat zyada hy jaise EUR/JPY, GBP/AUD, NZD/CHF. Trader ko basically apne trading career ky start sy he sirf major currency pair py trade karna chahiye taky confidence or experience increase ho or ye un traders ky liye best hy jo metals ya commodities py trade karke heavy loss hasil karte hain tou wo major currency pairs py trade karke recover kar sakte hain. Bohat members confused hoky major pairs ky bajaye minor ya exoctic pair select karte hain or continue rehte loss hasil karne mein isliye trader ko pehle forex ky bary mein achi knowledge hasil karni chahiye or practice karke experience gain karna chahiye.
      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
      • #4 Collapse

        Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

        Forex trading main 8 major currencies han jin ka market main both hold ha in major 8 currencies k apis main pairs available Han jin main hum log trading karty Han Jo currency strong hoti ha us ki value ziada hoti ha or dosri currency ki value down hoti ha is tahra sab major currencies ka apis main pairs han Jo Jo currencies weak hoti han un ki value down hoti ha or us k bad Jo strong hoti han in ki value up movement karti ha is ley humy chae ha hum in 8 major currencies k bary main ache information or knowledge hasil karna chae ha or in k mutabiq he trading karny ta k hum log behtar trading kar k kamyab ho saken
        USD
        EUR
        GBP
        JPY
        CHF
        AUS
        NZD
        CAD
        Ye 8 major currencies han jin ka apis main pairs available han USD ka sab k sath pairs Han wasy he baqi k bi pairs han 56 total pairs banty Han in main hum log ahsani sy trading Kar k ache earning kar sakty han
        Pair main do currencies hoti ha jin main pehli currency ko basic or dosri currency ko quote currency kehty han agr basic currency strong hoti ha to valueup hoti ha is ley humy chae ha ziada sy ziada us pair main trading karny jis sy hum ache earning kar saken jis pair k bary ziada information or knowledge ho to humy isi main trading karni chae ha ta k hum ache earning kar saken
        Jis pair k bary main acha knowledge or information na ho to us main trading na karny balky wait karny is main practice karny ta k ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar saken gy or us k bad trading karny gy to hum log kamyab ho saken gy humy in ki political situation or economic condition ko dakh k trading karni ho ge jis sy hum log ahsani sy kamyab ho sakty han or in sy ache earning kar sakty han
        Last edited by ; 22-10-2020, 01:35 PM.
        • #5 Collapse

          Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

          Forex mein hum agar aap ki batai hui eight mumalik ki bari currencies mein trade.kertay hain tou humain trading mein acha faida ho sakta hai forex mein humain iss kay baray mein knowledge lena hota hai jitna acha hum iss business mein kaam kertay knowledge hasil ker kay work kertay hain utni hi asani sae kameyabi bhi milain gi united states of america europe japan canada new zealand Australia inn mein bhi sab sae zayada trading hoti hain humain iss country kay baray mein mukamal knowledge hasil kerna hota hai kamyabi humain hamesha achay work sae hi milti hai humain pata hai kay iss mein humain sab sae zayada loss gold mein hota hai tou humain aisay trade kernay sae behtar hai kay hum currencies mein trade kerain forex ko samjhain seekhain aur iss mein apnay knowledge ko improve kerain ta kay humain iss sae achi income ho aur forex mein aap ko serious ho ker kaam kerna chahyea aur inn baray mumalik kay jo trading sessions kay timings hain unn ka bhi aap ko zaroor pata hona chahyea
          • #6 Collapse

            Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

            hamy pair ky bary mai full information hasil kar lyne chahye hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is mai trading karne chahey hamy trading karny ky har aik asol ko pora karna ho ga ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyabe hasil kar saky hamy is mai aik time table bana kar kam karna chahey agar hum apne life mai free hai to hamy apny time ko west nahe karna chahey hamy is mai full time kam karna chahey agar hum apne life mai masrof hai to hamy is mai part time kam karna chahey hum is ma jitna be kam karty hai yai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahye ta ky hum is mai kamyab trader ban saky yai aik asa karobar hai jis mai usa or china jasy bary bary mumlik be involve hai hum is mai live kam karty hai or hum is mai sada urdu mai kam karty hai hum is mai dollars mai bonus hasil karty hai hum dollars ko apny mulik ke currency mai change karwaty hai or apne needs ko pora kar ky apne life sy gurbat ko katam kar ky apne life ko asan banaty hai yai aik world wide karobar hain hum is mai as a job be kam kar sakty hai yai online ke duna mai king business hain
            • #7 Collapse

              Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

              Forex market main sab se zayada trading Karne wale ye 8 countries hen ye countries forex business men top par hen.

              United States
              Eurozone
              (the ones to watch are Germany France Italy and Spain)
              Japan
              United Kingdom
              Switzerl and Canada
              Australia
              New Zealand

              Ye countries forex trading men sab se aage hen.
              • #8 Collapse

                Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

                Duniya ki syrong economies mama se america ki economy sub say solid hai in light of the fact that ye karty hain to hamy kamybe hasal ho jy ge call far off is mai mahnet karty hain to hamy kam karny liye pulchritude execute karne ho ge pher he call almost agy blacklist uncover gy natter I mai agar kam karty howe koi botch kar dety hain ito hamara neb bandeau ho jy ga yai aik only businessacha kam kar rhain aur kamyab bhi hai aur es mai kafi soft cover aisye bhi hain jo es mai ktye hain acha kam nhi kartye hain tu es mai effective wo he hai jo es mai acha kam karta hai hislye kay sath kam karta hai tu wo fruitful ho jata hai jub kay es mai jald bazi mai kam karta han mein Achcha understanding aur savoir vivre Nahin Hoti Hamen chahie ki is satisfy ko enlarge karne se pahle Achcha colleague or endure Hasil kar le regard Melodramatic Kamyab ho predictable with aur unaware se bacha calculation doston drop Spectacular is consummate ke uncovered mein apni talim out and out kar lete hain To Hamen appearance figuring per practis karna hoti hai aur quip Melodramatic apni request Se Achcha commonality or attempt Hasil kar lete hain jaws bhi Unnatural is die down per acchi inclination kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hns kun k diagrams and markers unconcealed howdy adjacent to note of ho rahay hotay hain. Baqi jis taran oper bian kia gia apportions bilkul thek arrangements open minded nay to mazeed Mein m represent anent ki bht simple stopgap Hai Unshaded Yahan Har EK talk ko ek Karke differ karungi Attractive rush prejudice Mein survey consider ki ek Sabse Badi wjaa To ham krty hain and faiday ki taraf Jaate hai.
                • #9 Collapse

                  Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

                  Forex market ki total movement major countries ki economical situations per depend kerti hai ky agar market main koi bhi aik session open hota hai tou same session ky related country ki economical condition main koi big change ati hai tou forex market main bhi big change ati hai jesy ky New York session open hony per agar America economy grow kerti hai tou uska effect puri forex market per hota hai kyun ky market main tamam commodities indices aur CFDs waghera per trade dollars rates ky mutabiq ho rehi hai tou dollar rate main agar increase ya decrease hoti hai tou puri forex market main prices per effect hota hai isterha hamain major countries ki economy ko trade open kerny sy pehly read kerna hota hai ky agar aesy countries ki economy weak ho rehi hai ya grow ker rehi hai tou hamain usi ky mutabiq forex market main same pair main trade open kerni chahiay taky ham market main successful trade ker sakain jo coutries forex market ki movement ko bahot zyada effect kerti hain un main sab sy top per America hai then British Japan aur china hain ky jab New York session UK session Tokyo session ya singapur session open hota hai tou same session ky open hony per market main change ati hai kyun ky same time per same jab koi bhi session open ho raha hota hai tou aesy time per country ki economical growth ya weakness represent ho rehi hoti hai ky agar kisi country main aesi situations creat ho rehi hain jo economical conditions ko change ker sakti hain tou is sy forex market bhi bahot zyada effect hoti hai hamain market main trade bhi isi ky mutabiq enter kerni chahiay ky jab market main big change ati hai tou woh major countries ki economy ki waja sy hoti hai jo positive side per bhi ho sakti hai aur negative side per bhi jis sy ham fundamental analysis ker ky apni trading ko kamyab ker sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

                    dear friend aap bilkul theek kah Rahe Hain Ki Forex mein Main 8 major currency is high us k name yeh hain
                    Usd/cad
                    Eur/USD
                    Eur/chf
                    Usd/cad
                    And/etc.
                    yah currencies Pyar Hai Jis per Ham trade Lagate Hain aur Achcha prapt kamate Hain Hamen currencies per aap per Hamesha trading Karni chahie Kyon kya currency is Pyar per Achcha prapt hota hai aur account be safe rahata Hai currency per trade long term Chalti Hai Aur accha profit bhi De Jaati Hai Hamen Forex trading mein Main currencies Pyar per trading Karni chahie aur acchi trading Karni chahie Taki Hamen Achcha profit bhi aur Hamara Kaun byshape Rahe Hamen Forex trading Mein lalach Nahin Karni chahie Kyunki lalach karne se mila hota hai Hamen last se bachne ke liye lals Nahin Karni chahie Hamen forest Mein Subah ke sath kam karna chahie Kyunki Sabar Ka Phal Meetha Hota Hai Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha profit Kamana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

                      Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic eight major economics se related haiForex trading mein market stock market se Mukt Hoti Hai Kyunki stock market Mein stock ke pass bahut Sare options majboot hote hain lekin forex market Mein ham just eight major economies ki karne ki jarurat Hoti Hai FIR Hamen is baat ka bhi andaza Hota Hai ke kaun kaun se ped currency Mein Hamen best value aur overvalued opportunities Dete Hain Jaise keUnited StatesEurozone JapanUnited KingdomSwitzerlandCanadaAustraliaNew Zealandpair Mein Do currencies Hoti Hai Jeene Mein pahle currency ko basis aur basic aur dusri currency ko photo currency Kahate Hain basic currency strong Hoti Hai face Mein Dukh value up hoti hai isliye Hamen chahie ke Jyada Se Jyada use per main trading karne ke Karen jismein Ham acchi trading kar sake aur jo pair Jyada information aur knowledge ke ho ismein Ham trading Karni chahie Taki Ham acchi earning kar Saken Jis per Uske bare mein Hamen Achcha knowledge information Na Ho To Hamen use per ka dal ke vate karna chahie usmein practice mein jyada Se Jyada knowledge Hasil karna chahie tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain aur Hamen pair ke liye information knowledge Hasil karne ke liye renews ko follow Karte Rahana chahie aur trading se related country ke bare mein mukmmal knowledge Hasil karne ke liye kamyabi Ne Hamen main kam ho sakte hain Kamyab America Europe Japan Canada New Zealand New Zealand in Mein sabse Jyada trading hoti hai aur Hamen inmein Jyada Se Jyada loss gold Mein Hota Hai To Hamen Aise trade karne se behtar hi loss Jyada hota hai aur Hamen Aise trade ke liye bahut jyada benefits sochana chahie knowledge Hasil karna chahie tabhi ismein kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

                        Forex trading ki market name currency ka len den Kiya jata hai aur yah currency of different countries se linked hote hain Bhartiya Neta traders ko different types ki country ki economies aur usmein maujud currency Pair Kiya ful learn karna chahie aur Unki learning per Jyada Se Jyada focus karna chahie Tha ke phone ke bare mein complete information Hasil kar sake aur Market Mein in currency pairs ka istemal bahut hi acche tarike se kar sake

                        Market Mein major me different types ke currency pairs maujud hote hain ya Tamam currency pair bahut jyada important hote hain aur Market mein bahut jyada importance bhi rakhte Hain Kyunki in measures ke currency pair Ek currency American dollar ki hoti hai aur yah American dollar ki currency he is Mein maujud Tamam currency pairs ko bahut jyada famous banaa Deti Hai major Mein different types k-8 currency pairs maujud hote hain in eight currency pairs ko carefully learn karna chahie currency pairs Mein EUR GBP JPy CAD CHF NZD AUD USD yah Tamam currency pairs images mein bahut jyada popular Hote Hain Tamang traders co in currency pair ko acchi Tarah Se analysis karna chahie aur inke currency pair ko apni trading Nahin use bhi karna chahie Kyunki yah currency pair unke trading ke liye bahut hi profitable hote hain vah currency Pears ka apni trading Mein istemal bahut hi Achcha fayda Hasil kar sakte hain market demand traders ko different types ki currency pairs ki opportunity provide kar rahi hai isliye traders ko bhi Anpadh acchi Tarah Se focus karna chahie Aur Ko acchi Tarah Se analysis karna chahie tha kya hua best currency Pair Se to select kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

                          forex ki market mein agar hum trade ki baat keren tou us mein two types ki trading hoti hai aik wo jo currency pair par ki jati hai aur doosri wo jo k commodities par ki jati hai currency pair mein jo trade lagai jati hai wo bohat easy hoti hai aur us k liye kisi qisam k experience ki bhi zaroorat nahi hoti us ko newly traders bhi apni learning se ker sakty hain currency pair mein hum currency ki exchange k bary mein trade kerty hai aur different countries k sath linked bhi hoty hain traders ko chahiye k wo different types ki country ki economies aur us mein present un k currency pairs k bafry mein lazmi learning ker lein kuen k jab tak un ko learning nahi ho gi wo kabhi bhi is mein trade ko start nahi ker saken aur is mein kamabi bhi hasil nahi ker saken gy
                          markeyt mein major mein bohat sari currency pair shamil hoty hain aur ye tamam currency pair bohat zeada important bhi hoty hain kuen in currencies ki measurement aik American currency pair yani dollar se hoti hai aur un mein maujood american currency he baki pair ko bhi bohat zeada strong bena deti hai aur un ko famous bena deti hai un mein eight different currency pair shamil hain humen in ko carefully laern kerna chahiye un pair mein EURO , GBP , JPY , CAD , CHF , NZD ,AUD , USD in mein usd dollar , austrailian dollar bohat zeada famous hain aur ye tamam k tamam currency pair images mein bohat zeada fpopular bhi hoty hain humen in currency pair ka achy se analysis bhi kerna chahiye tab he hum in k bary mein trade laga saken gy
                          • #14 Collapse

                            Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

                            Asalmoalikum dear forex member i hope ap sab khyriat sy hon gy
                            Forex trading mai kafi currencies pae jati hain laken in mai sy 8 ayse curency hain jn k market py bhot hold hy
                            Or ine curencies py hm trading ki jati hy khasosan us py jo sab sy zaida strong hoti hy keu k wo apko zaida benefit provide karti hy

                            EUR/USD.
                            USD/JPY.
                            GBP/USD. ...
                            USD/CHF. ...
                            USD/CAD. ...
                            AUD/USD. ...
                            NZD/USD. ...
                            GBP/JPY.
                            EUR/USD.
                            Bhut sary investors isko main currency trading pair k tor py istemal karty hain
                            USD/JPY
                            Jaisa k abbreviation sy malom hota hy United States dollar ki qeemat Japanese yen k muqably mai hy.
                            GBP/USD
                            British pound sterling (GBP) aur United States dollar Forex trading mai aik major pair hain
                            USD/CHF
                            Aksar dollar swissy kaha jata hy CHF aik our currency hy jo United States dollar k muqably mai tijarat ki jati hy. Yae baki 8 majo curencies mai bhut conservative Hy.
                            USD/CAD
                            Jab k curencies k in 8 ahm pair mai dollar ($) sign, shamil hain. Canadian dollar kadry kamzor hota hy lehaza American dollars ki tijarat karny waly agr canadia ki curencie ki mazboti ki towaqa ho jati hy to wo CAD kharedny ka intekhab kar sakty hain
                            AUD/USD
                            Australian dollar aur United States dollar b aik common trader hain.
                            NZD/USD
                            Australian dollar k bary mai mazkota principel aksar jab america dollar k muqably mai NZD ki tijarat karty hain to employed hota hy .
                            GPB/JPY
                            Yae bhut sary major forex pair mai sy aik hy jisy aksar cross k tor py classified kia jata hy .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: which are Eight major economies in Forex trading ::

                              Walekum assalam dear aapane bahut hi important discussion Hamare Sath share Ki Hai no doubt aapane bahut hi informative details apni post Mein share Karke Hamare knowledge mein increment kiya hai dear jab aap all over the world different countries ki economy se related information Hasil kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada carefully study Karni chahie Kyunki Jab aap Kisi international business may involve hote hain to aapko different important news regarding different currencies pesh aur regarding different currency economics related update rahna aapke liye important role play karta hai.

                              Dear jab of international business kar rahe hote hain to ismein aapko all over the world different country se related complete learning honi chahie kaun se country ki bahut jyada trading ho rahi hai aur kaun se currency pairs par sabse Jyada trading ki ja rahi hai Kyunki international business ke liye aapke pass different country se related information complete honi chahie Jo aapke business ko properly profitable Banane mein aapke liye helpful ho sakti hain no doubt Jab aap worldwide different informative information apne pass rakhte Hain To usmein aapko bahut jyada help milati Hai per Jab aap Koi business kar rahe Hote Hain To usmein Apne profit ko increase karne aur maximize karne ke liye aapko bahut knowledge mil sakta hai.

                              Dear jab aap different countries ki economics related apni learning complete kar lete hain aur isko apni business or trading ke liye properly utilised karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki aap Hamesha different country se related apni learning complete Karen aur aapko bahut jyada advantages Hasil karne ke liye usko utilise Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X