Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...
    Assalam-o-Alaikum dosto desa kay ap sabko pata hay kay "Kaam, Kaam Aor Bas Kaam" ye bhot hi mashahoor quote hay aor yehi kamyabi ka raaz hay ab ager is quote ko hum forex trading ma apply kertay han tu hum achy aor professional trader bhi ban saktay han kiun kay forex trading aik aisa online business hay jo kay bhot hi zeyada mehnat-talab kaam hay aor ager hum is ma seroius hu ker kaam karay gay tu tab hi humay earning hugi warna jo hamaray pass hay wo bhi loss ma convert hu jaye ga is liye khoob kaam karay aor jitna mumkin hu sakay forex ko time dayn zaror kamyabi hasil hugi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

    assalam o alaikum sahi kha ky kam kam bus kam ya bht zarori hy agar kam nahi kary gy to kabi bi kamyab nahi ho sako gy is lya apny kam my maharat hasal karny ky lya zarori hy kykam kary ya firex bht acha bussince hy kam ky lya is my prophit bi hota hy or loss agr apny kam my best hy to kam my bahtri ay gy or agr achy nahi hy to phly phal loss pr seek or knowledge hasal karo gy kamyab ho jao gy kam bht zarori hy kucj hasal karny ky lya
    • #3 Collapse

      Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

      Dear Forex Friend's Kam Karne Wala insan Kabhi Nakam Nhi Hota. Kam Krne Wala Insan Apni Life Bhot Agay Nikal Jata Hai or Apne Liye Bhot Kuch karta Hai. Kam Krna Achi Bat Hai Kam Krne wale insan Ki log Bhot izat Krty Hain Kam Krne Se Ap Apni Life Me Asaniyan la Sakty Hain or Apni wishes ko Beh Pora Kar Sakty Hain Forex Par Kam Krne wala Insan Kamyab Hai Jo Ziyada Work Krta Hai Forex Par usko Acha Bounes Milta Forex Par Kam Krne Se Apko Bhot he Ziyada Experience Hota Hai Ap Trades Ban Sakty Hain Forex Par Ziyada work Ziyada Experience Ziyada Profite Apko Chahiye Ap Har Kam Me Lagy Rahein Kam Krne Wala Insan Hmesha Kamyab Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

        Assalamu Alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se Honge Ji Bhai aapane bilkul theek hai Hamen Apna Kam hi karna chahie kam kam aur bus kam Jo log apni kam se matlab rakhte Hain Wohi log aage badhate hain kamyabi Hasil Karte Hain Jo log kamyabi Hasil karna chahte hain vah Ne chahie ki Apne kam se kam rakhen aur Apna workout time de Jo log apni kam ko time Dete Hain vah hi log Forex profit Hasil Karte Hain Jo log majak samajhte Hain vah Log Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte to kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Jyada Se Jyada hard work karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

          asslam o alikum forex pr km krny ky ly mhnt krni huge agr mhnt nil kry gy to bouns nil mily ga mhento krny sy apko acha phal milta hii or acha busniess kr skty hoo lhza humy mhnt krni chiy
          • #6 Collapse

            Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

            dear member kam ke sth apko fresh mind se forex trading mein work karna chaiye itna bhi heavy na kare forex business ko ke ap loss mein a jaye is liye timetable ke sab se trading kare takay apko sth sth rest bhi mil sakty or ap easy ho kar trade se profit nikalty rahy business mein fresh rehna achy trade ki nishani hai wi expert trade hota ha jo easy ho kare time pe trading karta ha wi kamyab ho hota ha trade market mein.
            • #7 Collapse

              Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

              Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achys y kr rhy hon gy forex ma bohta zyada mehnt krni hoti ha jitni zyada ham mehnt kry gy hmay otna yzada faida hasil ho ga q k forex ma mehnt krny wala hi kmyabi ki traf ja skta ha
              • #8 Collapse

                Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

                ge han dear app nain thek kaha hai hamain forex main kam kam or kam karna hoga pher he hum is main kamyab hon gay forex main best way say kam karin gy tohe hum ismain good knowledge say kam karin pehr he hum is main kamyab hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

                  Ji han bilkul Zindagi Mein Sirf kam kam aur kam hai agar aap kam Karenge mehnat Karenge to Pher aap Kamyab Ho Gaye Ghar Mein Nahin Karenge to Kamyab Nahin Honge
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

                    Kam kam aor bus kam ka matlab ha ke agr hum kam nahi karen gevto zindgi m kabi age nahi parh paen ge kai log isi waja se unsuccessful hote hn apni zindgi m ke
                    wo apne kam ko itna zarori nahi samhjte aor forex trading m kam ka matlab ha is ko samhjna janana kew ke jab thak hum is ko time nahi den ge to acha profit nahi le
                    Paen ge apna loss ker bethe ge isi liye ek ache trader ki bat hi yahi hoti ha ke wo bus apna kam ahmiyat deta ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

                      ji bhaiyon bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai jab tak aap forex trading main mehnat aur hard work ke sath Kam nahin karenge proper market information hasil nahin karenge candlestick patterns ko nahin samjhe ayenge market indicators ko nahin dekhenge market analysis ko nahin dekhenge market trend ko observe nahin karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte agar aap chahte Hain Kya forex trading mein acche se accha profit kam aaye to uske liye aapko proper market ko time Dena hoga aur jyada se jyada mehnat ke sath kam karna hoga tab hi aap acche se accha profit Kama sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

                        Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex ma haman hamesha sirf or sirf kam karna chahiya kunka ham jitna zyada kam karan ga jitna zyada time Forex ma invest karan ga ham utna hi zyada kamiyab ho sakan ga so agar kmiyabi chahiya to time waste nahin karan balka mahnat karan or knowlegde ko increase karna ki koshish karan
                        • #13 Collapse

                          Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

                          Assalamu Alaikum Forex member ummid hai aap khairiyat se Honge agar aap kya Chahte Hain kya aap Kamyab Ho To fir aapko kam kam aur bus kam karna hoga agar aap work Karenge Tu Hi aap Kamyab ho sakte hain isliye aap koshish karen kya Apna Delhi ka work Delhi Karen aapka apna hi Paida hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

                            Yes dear ap teak Kay Hain Kam Kam or bus Kam .
                            Dear forex forum main ham regular acha Kam kar ka is system SC acha benefit hasil kar sakty Hain.
                            Dear ye bohat he acha network hai is main regular menath ke zurarth hoti hai
                            Dear hamy chay ka ham acchi quality ja Kam Kary
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kaam, Kaam Aor Bas Kaam...

                              Forex Mein kamyabi ke liye Karm Karm Karm sirf aur sirf kam Forex Mein karna hoga children Ek bhej kar a good mil Jayegi isliye Hamen kamyabi lene ke liye good per karte hue kam ho karna chahie Khoob Kam Karne Wala Hamesha kamyabi lene ke liye good kam ka acchi per laane ko complete karne mein help leta hai isliye Hamen chahie Forex ke rooms ko follow karte hue Kacchi kamyabi ke liye good time lagakar Yahan per kamyabi Lena Hogi Is Tarah kamyabi Hamare liye behtarin Hogi isliye Hamen kamyabi lene ke liye Yahan per Forex Mein kam acche Waqt Mein karna hoga 26 Ham kam Karenge To Hamara kam Agar complete hai to hamare liye kamyabi Hamesha complete Hogi isliye kamyabi ke liye good time Lagana aapke Hamesha important Hota Hai Jab Bhi Waqt par kam karen to hamare liye kamyabi Lena bahut Achcha hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X