Profit aur loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit aur loss
    Aslam o Alikm dear members
    Umeed hai ap sb teak hongy.ajj hm baat krngy forex trade main profit aur loss ke upr.forex jesa ka dunya ka sab sy bara maliyati idara hai. Is main risks ke chances bhi utny hi bary aur zada hain jtne ke profit ke hain.tou forex main jab ap trade kerna start krty hain tou apko profit aur loss dono ko mind main rkh kr start lyna cahaye.taky aap nuqsan sy bachny ki startegies bhi bana skaen.apna daily ka target rkahen ke aapny kitna earn karna hai ktna profit aur kitna loss daily karna hai. Iss se apk andr loss bardsht karny ka stemna bhi develop hoga aur ap acha profit bhi earn kr sakengy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit aur loss

    Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. apny mind main loss ka margin bhi zaror rakehn is sy forex main aap ko dair paa kamyabi milygi .Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Profit aur loss

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen lekin agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Profit aur loss

        Trading me loss aur profit luck ki waja se nahi hoty ye hamary right ya wrong decision se hi ho sakty hey trade me ya to profit hota hay ya per loss hamari planning aur stragities hamary orders ko loss se bacha be sakti hay aur profit ko be manage karty hey, trading ham profit kamany key ley karty hey magar market ko na samjty howy hamary decision ghalat ho sakty hey aur jazbati ho kar be trading karny se hamy loss hota hay jab key profit behtar market analyzing ki waja se ho sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Profit aur loss

          Agar aap yah Sawal kar rahe hain ki Hamen profit kaise hota hai aur loss kaise hota hai to aaj main aapko yah batata hun ke Hamen loss kaise hota hai Hamen loss se Surat Mein Hota Hai Ki Ham Jab trade Lagate Hain To Ham apni trade perfect tarike se nahin Karte ya FIR apni trade Aisi 8 ke sath Nahin Karte jisse Hamen lost bhi ho jata hai Hamen chahie ki Ham Itihaas ke sath apni trade Karen aur apni trade ko Jyada risky na banaen aur acche experience ke sath trade Karen Kyunki Jitna Jyada Ham acche experience ke sath trade Karenge utna Jyada Ham loss se bachenge aur Hamen Achcha profit Bhi Milega Achcha profit Hamen Usi Surat Mein mil sakta hai Jab Ham acchi knowledge or experience ke sath Apna Kam karte hain aur Apna work time per karte hain Kyunki Jitna Jyada Ham time table Ka Khyal Rakhenge apni trade mein itna Jyada Hamen train mein kamyabi Milegi aur ham Achcha profit bhi Hasil kar Payenge Hamen Hamesha acche Pyar Ki set Karni chahie aur Achcha profit Hasil karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Profit aur loss

            ji han dear friend main ap ki baat sya agree karta hn ap nay s hai kaha hia agar ap nay is main achy say kamyb hona hai to ap ko is main dil say work karna ho ga agar ap nay is main achy say work karo gay to ap is main achy stya kamyb ho jain gay ap ko is main work karn aho ga agar ap nay is main achy sya work karo gay to ap is main achy sya kamyb ho jao gay agar ap nay is main dil laga kar work karna seekh lia to ap is main achy sya kamyab gho jao gay ap ko is main work karnay kay layay is main achy sya mehnat karna ho gi agar ap nay is main achy sya mehnat karn seekh lia to ap is main achy sya kjamyb ho jain gay ap nay is main loss ko bhi samjana hai aur is main profit ko bhi samjana hai loss aur profit yay dono work ka hisa hoty hain jo bhi business ho us main loss aur profit dono say huty hain agar pa nay is main achy sya work kra lia to ap i smain achy sya kamyb ho ajo gay dear friend ap nay mehnat karni hai agar pa nay is main achy sya kamyb hona hai to
            • #7 Collapse

              Re: Profit aur loss

              Dear friends of pak forex forum forex trading aik complicated aur tough business hy is main profit aur loss dono hi chalty hn is main profit bh bahut ziada ho sakta hy aur loss bh bahut ziada ho sakta hy lkn jo log loss ko face ni kr sakty wo kabhi bh forex trading main kamyab ni ho sakty
              • #8 Collapse

                Re: Profit aur loss

                dear profit or loss business ka hisa ha is mein preshan hone wali bat nai hai loss ko recover krne ka bhi experience hasil kar sakty jab apko loss ho jata hai phr apko ehsas ho jata ha ke loss ki wajha se hwa isko again recover krna ha or zaida mehnat or experience hasil karna hai tab ap loss ko recover krke apna profit again hasil karne mein kmayb ho skay hai is liye jitna ho sakay trade pe experience hasil karty jaye otni achi apki earning hoti jaye gai.
                • #9 Collapse

                  Re: Profit aur loss

                  Gee haan forex trading mein loss or profit business ka hisa hai aap ko jab achi trading Kar ka acha profit hota hai tu agar ap acha trada nahi kray gay tu aap ko loss ho jata hai tu aap ko business ka hisa samaj Kar bardas Kar Lana chiay or aap ko acha kaam Karna chaiy iss Lia aap ko kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap hosla chor da gay tu aap kabi achi trading nahi Kar saktay hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit aur loss

                    Forex trading ak asa online business hain jis jis ma hamain profit k sath sath loss bi ho sakta hain agar ham ache mehnat kerty hai aur hamarain pass ache knowledge hain aur hamari learning bi ache hain to ham ache earning ker skaty hain.Aur agar hamarain pass koi ache knowledge nahi ham to hamain loss ho gha.Forex business start kerna k lia zarori hain k hamarain pass ache knowledge ho aur hamain is ma zyada sa zyada mehnat kerni chahiya,
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit aur loss

                      Assalam o Alaikum dear forex members business koi bhi us me loss aur profit dono sath sath chalty hn .inka apas me choli daman ka sath hota hy forex pr trading krty hue bhi hmain yehi situation daikhny ko milti kbhi loss tu kbhi profit.
                      Traders ko chahiye market ko smjhy movement ko chek kry jb market uper j rhi ho tb trade open kry aur peak position pr jaty hi close kr dy tu profit milta hy agr market ko analysis kiye baghair trade lgain tu aksar loss hota market k low hony ka andaza nhi hota tu account bhi wash ho jata hy jisy recover krna boht mushkil hota hy shukriya.
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit aur loss

                        Assalamu Alaikum dear Forex member humain Pakistan Forex trading business Mein loss or profit donon hi Hote Hain Magar Hamen is business mein jyada Se Jyada mehnat karte hue Hamen Apne their target ko complete karte hue Hamen Jyada Se Jyada market paralyze karne ke liye sex film ke sath market ko Soch Samajh Kar Aaj Karke train open karte hain to make a profit Hota Hai Kyon per loss or profit S business ka hissa hai isliye glass ho jata To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie hone Ki Surat Mein Ham business ko Chhota Nahin bar ke masjid Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur apni loss ko recover karne ki koshish Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit aur loss

                          dear dosto duniya ka koi b bussiness aisa nai hai jis mai ap ko sirf profit hee ho ya sirf loss hee ho, profit aur loss har bussiness mai hota hai, bilkul issi tarah forex trading ka bussiness b loss proof nai hai iss mai b ap ko loss b hota hai aur profit b hota hai, forex trading kay bussiness mai ap loss se bach nai skatay bs ap iss ko minimize kr sktay hain ik forex ki achi skill ko learn kr kay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit aur loss

                            Ji Janab profit or loss profit or loss Karobar ka hissa hai business ka hissa hai jo profit hota hai tum Khush hote hain loss hota hai To Ham Ham again Ho Jaate Hain Jab nuksan Ho loss Ho To Ham bilkul bhi mayusi ke Shikar na hun Ham ismein jo hai kam Karte Rahen To Kabhi Na Kabhi Ham profit mein bhi Jaenge Agar Ham ne apne mere ko Basa Rakha to
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit aur loss

                              G dear forex members proft or loss Dono hi bht important components hain is business Kay jahan humain is main profit hota hai Waha loss b ho skta hai is liya is bat ka khyl rkhna chya Kay hmsha proft ko mind set na bnain agr ap esay Karain gay to ya Thk nae hoga kun Kay is business main loss Kay b utnay hi chances hain jitnay proft Kay. Kyn Kay market main ups and down hoti rhti hai kbhi Kisi cheez ki value increase ho jati hai to kbhi Kisi ki down Chali jati hai jis ki waja say humain loss hota hai. Agr loss ho jya to us ko dil par nae lena chya kun Kay business main ups and down hota rhta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X