Forex me Late entry ni krni chahiay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me Late entry ni krni chahiay.
    Aslamoalaikm dear all forex members morning.Forex trading me late entry ni krni chahiay Q k jb chart zyada up down pnhch jay to trade ni krni chahiay forex trading me profit sy zyada ye khyal rkhna chahiay khin balance na jay q k trade aj ni to kl ya prso lgai ja skti hy Q k jb phly e price kafi up ja chuki ho to reverse k chance zyada hoty jaty hn to lehaza isi liay trading soch smjh kr or perfect time pr ki jay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

    Ji hamain trend ki confirmation ka beshak wait karna chahie laikin itna bhi wait na karain keh ye ager short term changing ho to hamari entry karty karty trend again reverse ho jaye . Is liye hamain indicators say help laity huye good entry point per trade karni chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

      Forex Trading me late entries karne se hum asal munafa se mehrom reh sakte hen aur hum forex se sahi tarah se faida hasil nahi kar pa sakte is waja se forex trading me late entry se parhez karen. Forex trading me kaam karn ahai to sahi tarh se aur active ho k kaam akren nahi to aksar hum late ho jane se wapis loss me ja sakte hen. Is waja se forex trading me kaam sahi mind set up se karte rehna chaheye. Forex trading me late entry chonkeh haamre susti ki waja se hai aur hamen is me loss ka khatra hai is waja se pher entry ka risk nahi lena chaheye aur forex me sahi positive tareeqay se hi 1st time kaam akrna chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her decision time pe karna parhta hey kiun k iss men market her waqt profit denay ki position men ho tu phir late entry nah len aur market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

          G han hamen forex men bahut saber kay sath entry leny chahey kun kay agar hum as men jaldi kay sath trading karty hain tu hm as men nakam ho jaty haintu hamen as men koi bhe kotahy kay sath trading nahin karny chahey kun kay agar hum forex men kotahy kay sath trading karty hain tu hamen as men koi bhe faida hasil nahin hota hy ur hum as men mukamal nakam ho jaty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hta hy kun aky forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karty hain tu hamen as men utna hi faida hasil hota hy
          • #6 Collapse

            Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

            Salam dear member
            G ap ny bilkul saiii kaha ha ky humy late entry nh karni chye bilky jo time hamy diya giya ho ky is ma target complete karna ha us time py hamy karna chye warna late entry ka hamy loss he ho ga profit nhhh hamy chaye ky hum jaldi jaldi kam ko khtm karn jis time hamy off hony ka bola giya hamy offf ho jana chye q ky is ma hamara apna nuksan ha
            • #7 Collapse

              Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

              Assalamu Alaikum aapane bilkul theek Kaha Forex mein let entry Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham let entry Karte Hain To Aksar Ham work Mein Piche Rah Jaate Hain aur ham best work nahin kar paate isliye aap Roj Mara Mulk ke mutabik timetable Rakhe aur apne timetable ke mutabik kam Karen Kyunki Agar Ham kam Mein late ho Jaate Hain ya Munh Ke mutabik Nahin Karte To Ham kabhi bhi vyast member yachi posting nahin kar paate aur jo norquest posting Nahin karte hue kabhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin Hote isliye Forex Mein Hamesha Subah Savere morning ke time working Karen aur let na hun
              • #8 Collapse

                Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

                dear member apki bat bilkul thek hai trading mein late entry nai karni chaiye bad oqat chart zaida up down ho jaye to ap trade se peraz kare q trading mein humko inhi cheezo ka khayal rakhna chaiye ke humra balance na zaya ho jaye galat pair pe trade na opne ho jaye ase soch samj kar trade experience ke sth kar egye to kahbi bhi nakam nai ho gye trading mein is liye apne experience gain kare market ki movement u down pe nazar rakhy or sahi time ka intazar kare to ap achi karne ke kamyab ho sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

                  ap na market ko analysis kiya ha ap ko emntry point bhe mil gaya ha abhe ap entry leni ha lakin ap kahen or busy ho jaty han ya kisi waja sa entry nhe le paty to jab ap dobara maket ko dekhty han to market ap ka hath sa bahar hoti ap late ho chuky hoty han to ay main ap entry na liya karen late entry ap ko loss deti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

                    G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath forex men kam karna chahye kun kay agar hum as men mahnat nahin karen gy tu hum as men kabh bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men market ko dekh kar as men trading karny chahey kun kay agar hum bagheer market ko dekh kar as men trading karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen forex market ko lazmen dekh kar as men trading karny chahye kun kay as men hamara faida hy tu hamen as men dil kay sath acha kam karty rahna chahye kun kay forex men kam karna asan nahin hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

                      Jis time be karo bs dehan de k karo news dekho us hisab se time nikal k trade karo aur koshish kare k news factory se malum kare k Kis jaga trade ma masla hone Wala hy ya phr koi Sahi wale signals milne wale hy isse ye hy k ap acha analysis kr k Sahi wale trade kr skhty ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

                        Late Entry 4 explain Hamare liye important nahin hai isliye Hamen chahie Jahan per kam Karke Forex Mein Achcha knowledge he set rate Lagane Mein acche fayde ke liye good koshish karen Jab Bhi Ham Guru koshish Karenge to hamare liye kamyabi Lena bahut Aasan Ban Jaega isliye Hamen chahie Jahan per kamyabi Hasil karne ke good time lagaen automatically Hamare liye kamyabi Lena bahut Aasan Hoga isliye Hamen Apna Achcha plan Banakar target ko complete karne ke liye Achcha Waqt Lagana Hoga Tu Hi kamyabi possible hai isliye Hamen Yahan per kam kar ke market ke Mata Pita Aur Ek mein kam aur sath mein karna hoga Is Tarah kamyabi Hamare liye possible Hogi forex business bahut Achcha Peene se is Mein kamyabi lene ke liye good time Lagana Hamare liye good hai isliye kamyabi ke liye good time Hamesha achha hota hai isliye forex business bahut Achcha business Hai ismein famous hokar Ham kamyabi ke liye good time Laga sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

                          Dear friends Humne Forex mein let Nahin phone karna chahie join karne ke liye agar aap to Forex ko join karna chahte hain vah jaldi se usko join kar len Kyunki Forex 1 online business hai ya Rojgar ka ek Achcha jariya hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

                            Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex trading ma haman kabhi bhi late entery nahin karni chahiya balka moka ki munasbat sa trade ar dani chahiya kunka isa ham loss sa bach sakta ha or zyada acha bonus hasil kar sakta han so is bat ka hamesha khayal rakhan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me Late entry ni krni chahiay.

                              G hain y bat. Bhi hy hum ko kabhi forex business ma late entry ni ker chiy hum ko markets k motbic hi movement ko change ker na chiy agr hum asia kerty by to hum ko faida hota hy yahi ik way hy jo hum ko success kerta hy jo bhi log us business ma kud ko improve ker na chaty hy to sab se phly markets ko analysis ker na chaty hy yahi I'm way hy jo hum ko success kerta hy jo log bhi chaty hy .k hum kud ko us business monhet se kuch gain kery to hum mo monhet ni ker

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X