Forex ma abhi tak kis nay loss nahi kia?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    loss to abhi tak koi ni hua lekin ho jae to us k liye bhe tayaar hun kyun ye chezen to chalti he rehti hain in kaamon main loss na hone ki ek waja ye bhe hai k maine abhenstart kiya hai to abhe tak kuch aisa nai hua agey dekhte hain kya hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bhai mujhy nahi lagta k shayad hi aesa koi trader ho jis na abhi tak forex business main loss na kiya ho taqreban har trader kuch na kuch loss zaror karta ha wo is liyea k lazmi nahi k trader jo bhi lot buy ya sell kary us main us ko profit hi mily na k loss loss sa tu har trader ko guzarna parta ha.
      • #48 Collapse

        bhai forex main aysa koyi trader nahi hota jis ko is business main loss na howa ho.is business main loss har kisi ko hota hay.jo trader is business main expert bi hota hay.us ko bi is business main loss hota hay.kue kay is business main pahlay loss hay.or us kay bad is business main earning hay..
        • #49 Collapse

          bhai forex mein jo bi log enter krte hai unho ne loss zaror kya hoga even jo log experienced hai un ko bi kum ya thode bohat losses hote hai lekin wo trade ko breakeven pe close kr dete hai aur is se yeh hota hai ke agr ap ne profit earn nhn kya hai tu phr ap ne loss bi nhn kya hai is mein
          • #50 Collapse

            Forex mein kabhi to bohat zeyda profit hasil ho jata hai aur kabhi kabhi loss bhi. Thora bohat loss to recover ho hi jata hai. Lekin zeyda loss ka hona bhi hum par hi depend krta hai agar hum soch samjh k trading nahin karein ge.
            awan1
            • #51 Collapse

              ye bat main nahe manta jes sy main forex trading learn ker raha ho us ko be loss hua hai is bsuiness main loss be hota hai but overall ap profit main ho gy ye lazmi hona chaiye
               
              • #52 Collapse

                Base on me as a trader you must try to really check the movement of the market at all times so that you will be able to gain from one level to the other so always try to improve your self so that you swill be able to always gain at all times
                 
                • #53 Collapse

                  It is very good any time that you are trading for you to really discipline your self so that you can be able to place good trade and make good money from one levvel to the other and that is the sure way to gain
                   
                  • #54 Collapse

                    ye baat to bulkul galat hai ky kesey ny forex mai lossnahe keya har banda forex mai loss karta hai magar wo band loss mai nahe rah ta jo apney loss ko recover kar ky profit mai kardy.
                    • #55 Collapse

                      jo lose nhi karta wo earn nhi karta .es ko ap 2 tarah se dekh sakty hain aik earning hoti hai in shape of money aur aik earning hai in shape of experience.so es tarah to har hal mein earning he earning hai aur loss kar k he gain kea jata hai.
                      • #56 Collapse

                        mery khyaal say to hum sabhi nay loss kia hai.jo bhi loog new hooty hain.wo boohat mistakes karty hain.is waja say un ko loss bhi hoota hai.main nay loss kia hai lekin ab main profit main ja rha hun.learning boohat important hai.
                        • #57 Collapse

                          mere khyal sy koi bhe trader aisa nahi hai jis ny forex mein kuch loss na kiya ho forex main ager aap losess se bchna chahte hain to aap ko forex ke bare main zeyada knowledge hasil kerni hogi aap ke pas jitni zeyada knowledge ho gi aap utne hi zeyada loss se bach skte hain
                          • #58 Collapse

                            Dear ya to ho hi nahi sakta kay aap forex may work kar rahay ho or aap nay loss nahi kiya qune kay ya aik bara acha magar risk say bhar pur business hay iss liya lazmi har koi loss kar dayta hay or may nay bi iss may loss kiya hay.
                            • #59 Collapse

                              Mere hisab se loss humara sab se acha teacher hota hai kyon ke loss hone ke baad hum or carefull hote hein or wo mistake dobara repeat karne se darte hein. Forex trading mein almost sabhi ne loss face kia hoga kyon ke experience ke liye loss zaroori hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                loss hojata hay bhai forex business mei loss profit dono hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X