Over trading k nuksan??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Over trading k nuksan??

    Assalam o Alaikum dea forex members traders ko chahiye hmesha market ka analysis kr k trade lgain jo best ho us cheez pr trade lgain zyada cheezon ki back waqt trade na lgain market ki movement fast rehti hy overtrading se loss k chances zyada hoty hn aur account bhi wash ho jata hy jo boht bra loss hy overtrading se bachain shukriya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Over trading k nuksan??

      Over trading ke bohat zyada nuqsanat hai hume daily trading ka bhi target set kerna chahie aur eik plan ke sath trading kerni chahie jitni zyada hum is mien mehnat karte rahe ge us ke mutabiq hi hume is mien ache earning hasil ho gi aur agar hum lalch ya jald bazi se over trading kerna shoru ker de ge tu hume aur bhi zyada loss ho ga aur hum forex business mien kamayabi nhi hasil ker sake ge. Hume bas mehnat kerni chahie aur sabar kerna chahie tu hi hum is mien kamayab hon ge.
      • #18 Collapse

        Re: Over trading k nuksan??

        Assalamu Alaikum dear Forex member humain forex men trading kay duran jaldi kay sath kam nahin karna chahey kun aky agasr hum as men jaldi kay sath trading karen gy tu hum as men kabhy bhe acha profit hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hotza hy kun aky foprex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karty hain tu hamen as men utna hi faida hasil hota hy tu hamen as men saber kay sath trading karny chahey takeh hum as men acha bonus hasil kar saken kun aky forex men kam karna asan nahin hy as men hamen bahut zeyada mahnat ki zarorat hoty hy
        • #19 Collapse

          Re: Over trading k nuksan??

          dear member jin ke pass acha balance ho wo khbi bhi over trading nai krta usne mehnat ki hoti ha market trading mein to phr wo apne experience ko use krta ha trading to mere khayal mein koi overtrade nai karta q ke jis se mehnat se forum se bonus hasil kiya hota hai wo kabhi bhi overtrade nai kre ga balkay ithayt se hi trade kare ga or acha profit apne zehn mein rakh kr porfit hasil kare ga.
          • #20 Collapse

            Re: Over trading k nuksan??

            Pakistan Forex trading mein over trading ke nuksanat kafi zyada hai.. Forex trading mein over trading nahin karni chahie is sy hamara account wash ho jata hai hamen chahie Ham sabar se kam le analysis ko dekhte hue trading Karen jaldbazi na Karen Forex trading business mein trading karna lazmi hai but overtrading karna nuksan ki vajah Ban sakti hai isliye hamen is baat Ka khyal karna chahie kya Ham over trading na Karen over trading Ek lalach ka kam karti hai lalach karna wese bhi acchi baat nahin hai lalach buri Bala hai lalach se insan ko bachana chahie agar aap Lalach karenge to lazmi nuksan uthaenge.. Forex trading mein overtrading se bachne ke liye apne account mein leverage ka istemal Karen leverage laga ke apna account per kam Karen is sey ap over trading se buxxh sakte hain aur nuksan se mehfooz Rahe sakte hain..
            • #21 Collapse

              Re: Over trading k nuksan??

              yes dear right kaa forex trading main over trading kabi b ba na kare over trading karne say account wash ho jata hain knowledge k sath kaam kare agar learning nhe tu kamyabi b nehe hain learning ko incress kare agar learning nhe tu kamyabi b nhe hian kabi b over trading na kare over trading karne say achy achy account b wash ho jate hain har person ko kaam karna hain tu mehnat karna hoga haar person ko kamyabi hasil karna hain tu achi tara mehant krna hoga qk kamyabi he insan ko benefit deti hain kamyabi hasil ki tu best earning ho skti hin
              • #22 Collapse

                Re: Over trading k nuksan??

                g sr ap ne sahi kaha hai forex me trade karni hai to ap ko forex ke bare me full experience lena chahye or forex me kam karne ke lye chahye ke hum perfect learning kare or trade ko market ki movement ka mutabik trade karni chahye over trade karne se ap ko los ho sakta hai or ap ka account bhi wash ho sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Over trading k nuksan??

                  agaar hum over trading kuray gay to hum achay say apna kam nhi kur pay gay humain aachay say apna kam kurna hai to humain over trading say avoid kurna ho gaa humain achay say apna kam kurna ho ga jiss kaay bad humain success gain ho pay giii t0o humaain over trading say avoid kurnayki koshish kurni chahiye or achay say apna kam kurna chahiye jis kay bad hum asani say success gain kur lay gay
                  • #24 Collapse

                    Re: Over trading k nuksan??

                    hum jantey hain over trading hamesha nuksan deta hay learning karni ho gi ta k achi trade kar sakty hain aur is forex main hard work karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur demo main practice kar k hi hum run karein gay it is best
                    • #25 Collapse

                      Re: Over trading k nuksan??

                      jee dear walaiikumslaam dear ap ne bohat he achi or knwldge abel baat ki hai forex mian hmen chahie k hum iss mian bohat he ziyada iss main mehnat lagan or himmat se iss main kaam karen iss mian hum jitna ziyada kwnldge gain karen gy hum issmian utna he ziyaada is smain profit hasil kar paen gy iss mian hmen kbhi bhi over trading nai karni chaihiye issmian hum ko kahbi bhi ziyada lotsize use nai karni chaieh agr humissmian ziyaada se ziyada lotsize use karen gy over trading karen gy to hum issmain phir kabhi bhi achi earnign nai kar paen gy
                      • #26 Collapse

                        Re: Over trading k nuksan??

                        jee dear walaiikumslaam dear ap ne bohat he achi or knwldge abel baat ki hai forex mian hmen chahie k hum iss mian bohat he ziyada iss main mehnat lagan or himmat se iss main kaam karen iss mian hum jitna ziyada kwnldge gain karen gy hum issmian utna he ziyaada is smain profit hasil kar paen gy iss mian hmen kbhi bhi over trading nai karni chaihiye issmian hum ko kahbi bhi ziyada lotsize use nai karni chaieh agr humissmian ziyaada se ziyada lotsize use karen gy over trading karen gy to hum issmain phir kabhi bhi achi earnign nai kar paen gy issmian hum sirf or sirf pany laalach he ki waja se apan acoutn wash karwa laity hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Over trading k nuksan??

                          Jo traders bhi overtrading karte Hain to unko nuksan hi nuksan hota hai isliye hamen kabhi bhi forex trading mein overtrading nahin karna chahie han Ham use to cut overtrading kar sakte hain jab hamen market ke movement ki acche tarike se Dala Ho jaaye ki market mein aaj bhai jana hai yah sal Jana hai tabhi Ham ismein apni trade open kar sakte hain aur tabhi hamen ismein anandi hogi
                          • #28 Collapse

                            Re: Over trading k nuksan??

                            Asalamalikum!!
                            Umeed Han apa sab khariat sa hon ga . Aj ka hamra topic ha overtrading ka nuksan . Over trading ka by sa nuksan ha . Bht zada trading lagana sa hum bht zada loss ho jata ha . Over trading Huma laclach paida krta ha .laclach buri bla ha .over trading sa hum laclach hota h ur Huma bht zada loss hota ha over trading sa hamra account wash bhi ho skta ha. Over trading sa Huma bht sa nuksan bhi hota ha
                            • #29 Collapse

                              Re: Over trading k nuksan??

                              over trading banda usi wkt karta he jb wo lalach me aata he.. or lalach buri balal he... lalach me aa kr jab ham over trading karty he to maximum chance hota he k ham loss me jaien gy... ovrer trading karty huwy ham demag ki bjaye dill k jazbaat say kaam layty he or facts ko nazar andaaz kar dayty he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Over trading k nuksan??

                                dear dosto over trading ka result loss ya account wash ki soorat mai nikalta hai ye ap kay apnay hatton mai hai kay ap kis kisam ki trading krtay hain. ziyada tr traders jb loss krtay hain tu sabar se kaam nai lytay aur besabri se kam lytay howay over trading strat kr dytay hain jis se un ko mazeed loss hota hai aur woh tense ho jatay hai aur loss pr loss kr kay forex se out ho jatay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X