Forex trading bohut zyada riski hai aur is me bagher knowledge, experience aur trading skills k hum independent kaam nahi kar sakte aur na hi koi analysis ka kaam kar sakte hen jo k trading k leye zarori hota hai. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai. Knowledge aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen. Knowledge ka hona kisis ghanimat se kam nahi hota lekin forex trading me knowledge ka bohut hi ziada zarori aur aham hn, sab se pehle to hamen forex trading me basic knowledge hona chaheye aur us k baad hi hamen is buisiness ka deeply mutalea karte rehna chaheye. Experience hai to forex ka hum sab kuch hasil kar sakte hn aur is buisiness se sahi mano me apna faida ka hosol kar sakte hn. Experience forex trading ka aik aham ansar hai jo hamen apne matloba hadaf tak le k jata hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим