indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?
    dear forex markeet k chart main kaam kartay huway agar ham kisi kisam ka koi bhi indicatrs use nai kartay hain to usk ilawa aisa konsa tareeak hay jis sy ham amrket k chart ko smajhtay huway isay asaan banatay hway is main kaam akr skatay hain aur agar yeh theek hai to hamray liye is say kuch bhi behtr perfect nai ho sakta hay jis say ham makreet k baray main strong sab kuch jan skatay hain sab kuch smajh skatay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?

    Indirctor baghair market ko kasay samja jay bohat acha swal hai forex main aap ko indirctor baghair market ko samjna ka Lia experience ho ga tu aap market ko samaj jay gay or aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap ka pass acha experience nhai hai or aap ko moskal ho gi
    • #3 Collapse

      Re: indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?

      Agar ap market ko smjhna chaty ho to ap ko chia6e ky ap phely market ko atnalea karo pher is me kam karo to ap acgi thra smjh ak1ty ho
      • #4 Collapse

        Re: indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?

        Forex trading me hum indicators k bagher kaam nahi kar sakte q k hamari analysis hi nahi ho sakti hai aur jab hum analysis me kaam nahi kar sakte to hum chart patterns ko samajh nahi payengay aur us k bad hum ko wese hi bagher kisi knowledge k trading karni paregi jo ziada tar nakam hoti hai. Na us me stop loss hota hia aur nahi us me take sprofit wala koi seen hota hai is waja se hamen ziada loss k hi chances hote hen. Forex Trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q k hum is se apni ghaltion pe control karte hn. Forex Trading me kaam karna hamare leye khush qismati hai q k hum is buisiness k bare me jante hn jo abhi bhi bohut sare log is se na waqif hn. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Demo per practis aapki acchi earning ka sabab Ban sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?

          Indicator ko agar hum achy tarah say follow karen gy tu hum as men achy trading kar sakty hain tu hamen as men jaldi kay sath kam nahin karna chahye kun kay agar hum as men achy tarah say seniors kko follow karen gy tu hum as men acha profit hasil kar sakty hain tu hamen as men jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chaye kun kay agar hum as men market ko samajh kar kam nahin karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hota hy kun aky forex men kam karna asan nahin hy
          • #6 Collapse

            Re: indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?

            Dear agar aap Forex trading Mein technical analysis per kam karna chahte hain to aapke pass candlestick ka knowledge Hona chahie aur iske sath aapke pass acche indicators hone chahie jo aapko market ki next movement ka idea Dety Hain lekin agar aap indicators use nahin kar sakte to aapke pass candlestick pattern ka knowledge Hona chahie because her candle ki different shape hoti hai aur candle market ki next movement ke bare mein Hamen batati Hain To Agar Kisi bhi pattern mein pin Bar Bane to ap samajh Le Ke market Ne reversal leni hai to aap trade open kar sakte hain Agar aapko candles ka Achcha knowledge ho to aap aap acchi trading kar sakte hain aur different time frame lagakar aap market ka trend check Karke bhi market ki next movement ka idea Laga sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?

              Asalamu Alaikum.
              Indicator k bagair jo trading ki jati hain wo hee trading proper trading hain . Technical analysis mai sub sy best way hain market ko analysis karny ka wo hain resistance and support trendline in ki base par sub sy authentic way hain market ko analysis karny k liay or jis ko resistance and support ki samhj ajye unhaye kisi dusry tool ya indicators software wagera ki zarurt hee mehsos ni hoti .
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: indicators k baghair chart ko ham kaisay samjh saktay hain?

                Indirctor baghair marketplace ko kasay samja jay bohat acha swal hai forex primary aap ko indirctor baghair market ko samjna ka Lia revel in ho ga tu aap marketplace ko samaj jay gay or aap achi buying and selling Kar Kay acha income hasal Kar saktay hai agar aap ka pass acha experience nhai hai or aap ko moskal ho gi

                اب آن لائن

                Working...
                X