Srif 5 cheezon ki study ker key trade shoro kero or 80% profit hasil kero

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    ye 5 cheezain Forex trading main bohat successful hian hmain in pe dyan dena chaye ta ke hum trading main success krain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      jee han bahi agar koi be trader in 5 chezoon ko dekh kar trade lagata hai to mary nahi khyal kay kisi be trader ko trading main loss hota ho, is liy kay forex market ka inhasar he taqreeban in 5 chezoon par hota hai.
      • #273 Collapse

        G han bhai jan ap ne bhot he achi bat hum sub se shair ke ha or man ap ke batse agree krta hon g han hum ko in 5 chezon par bhot he dehan dena chy q k bhot se log asy chezon par ehan de k or in pe amal kr k kamyab hoty han
        • #274 Collapse

          yes dear you are right agar aap ne trading kar ke earn karna hai to hume market news ko sunna ho ga daily market ko analyse karna ho ga ke market me konsa pairs ziyada move ho raha phir hum achi trading kar ke achi earning kar sake ge
          • #275 Collapse

            Bhai ap ney bohat achi thread bnai hey market asul mey hey he in 5 cheezon ko dekhny ka nam ager koi bhe trade lagany sey pehlay in cheezon ko dhyan mey rakh ley tou aik acha or successful trader bun skta hey.
            • #276 Collapse

              g han 100% hummay trade me profit hasel hoga agar hum ye sub 5 cheezon ko check kar k agar trade lagain to in sub se admi ko bhot help mil jati hai jis se trade me loss hona bhot kam hojata hai.
              • #277 Collapse

                dear mary khyal se to ap nay bilkul theek kaha hy lakin agar ap simply kah daty kay ap market kay trend kop follow karty hue apni trading karin to ye zara har aik ko samjany main asan ho jata
                • #278 Collapse

                  asi kon c 5 cheezen hain jin k bare me enough knowledge hasil kar k hum forex me 80% kamyabi hasil kar skte hain,mere mutabik wo 5 cheezen hain self confidence,good planning,never becom greedy,get enough knowledge of forex and patients.
                  • #279 Collapse

                    G bilkul apki post kafi had tak thek hai is se ye hai k aap ek achi trading kar sakte hain aur earn akr sakte hain , aur wese tou humen pata hai k ye forex ek risky business hai is mein humen buht kuch learning karni hoti hai tab ja k hum trading me kamyab hote hain.
                    • #280 Collapse

                      hello yess apki baat sahe hai lakin trding start kerny k liye balnce r us k liye pahla hamy forex forum par sahi tareeky sy posting karna ana chaheya jab ham posting karna seekh jy gy to jo hamara bonus bany ga hamy us sy trading start karni chaheya us k bad sab sy pahly demo account use karna seekhna ha us k bad idicator ko seekhna hai us k bad hamy markeet ki information ikhti karni chaheya in ki waja sy ham aik achy trader bannny me koi dair nahi lagy gi
                      • #281 Collapse

                        G bhai jan ap bilkul theak keh rahay hain kio k ager ap in pe amal krain gay to ap apnay apko loss say bacha skte hain or aik acha profit gain kr skte hain jo ap k liye aik beneficial soda hai is liye focus these steps
                        :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                        • #282 Collapse

                          Aslam-o-alaikum Dear friends to all o you, han just five things aik tou scalping kia hai dusra hedging kia hai teesra levearrge wagara our chotha ke aapko demo per kam kerna peray ga 5th take profit\loss ka use.
                          • #283 Collapse

                            ji bhai apne bht acha kiya k ye apne hame forex ki sari knowledge itne short wrds ma samjha di ha is se bht faida hoga ham sab ko aur waqi ma agar hum in 5 bataon ka khyal rakhain tu such ma 80% succesful ho sakhte hain aur dosra dem accout pa bhi kam karna chaiye ha take aur ache se trading k bare ma pata chal sakhe
                            • #284 Collapse

                              thank you bhaai ap ne hamari information main kafi increment kiya.. ap jese senior members ki waja se he buhatt se junior members or new comers ki help hoti rehti hae.. or yei posting ka buhat bara faida bhi hae k ap dusron k experience se seekhte hain..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                aap ney new traders ke liye bohat achi tips di hain. agar aik trader in cheezon ko follow karay to wo uss se kafi sara profit earn kar sakta hai. iss main aik cheez aur bohat important hai jis ko hum bhool jatay hain. jab hum apna aik trade plan banatay hain to humein phir uss per bharosa bhi karna chaiye. aksar aisa hota hai ke hum apna plan chor detay hain aur phir kisi baray profit ko hasil nahi kar patay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X