Trades ki Mistakes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trades ki Mistakes
    Forex may trades lagatay waqt aksar ham say mistakes ho jati hy jin ka khial nai rakhtay.
    Jesa kay Bari lot size ki trade lagana, Time frame ko monitor na karna aur is kay ilawa SL aur TP ko ignore karna.
    In sab bato ko dehan may rakhtay huye hamay aik achi trade lagani chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trades ki Mistakes

    Trade kay duran hamen jaldi nahin karny chahey kun kay agar hum as men jaldi kay sath gtrading karen gy tu hum as men kabhy bhe acha profit hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men bahut himat kay sath acha kam karn ahota hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karty hain tu hamen as men utna hi faida hasil hota hy tu hamen as men bahut saber kay sath acha kam karna hota hy kun aky agar hum as men acha kam nahin karen gy tu hum as men achy earning hasil nahin kar skty hain tu hamen as men dil laga kar acha kam karna hota hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy
    • #3 Collapse

      Re: Trades ki Mistakes

      Forex trading method Ki sabse badi mistake jo hay lalch ka karna hey agar trader is min lalch karte hain aur trading ke time apne pairs ke lot size ko increase kar dete Hain jab Ham lot size ko increase karte hain aur trade ko open karty hyn hamry analysis ghalat hony ki waja say market ki movement hamre trading kay opposite hoti hey aur zada lot size ki waja say hamara Account wash ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Trades ki Mistakes

        mere khyal mein hamen trades ki mistakes ko bilkul bhi follow nahin karna chahie jab ham trades ki mistakes karte Hain to hamen bahut sara nuksan ho sakta hai hamen Apne nuksan ko bachane ke liye bahut kam karna hota hai jab ham bahut kam karte hain to hamare pass bahut Na lage hota hai aur ham Kisi bhi field mein kamyab ho jaaye
        • #5 Collapse

          Re: Trades ki Mistakes

          Agar aap yah puchna Chahte Hain To Hamen se mistake Karni chahie ya nahin aur agar aap yah puchna Chahte Hain Ki Amit rate mein mistake karne se kamyabi milati hai ya nahin to aaj main aapko batata hun ke bad Mein Kabhi Bhi hamstech Karke Kamyab Nahin ho sakte isiliye Hamen chahie ki Ham trade mein kisi Bhi kism ki mistake na Karen Barkat trade Hamesha Itihaas ke sath Karen aur acche Pyar Ki Karen ki Kuchh Itna Jyada Ham acchi Pyar Ki trade Karenge utna Jyada Hamare liye fayda Hoga market Mein success Ho kara cprofit Hasil kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Trades ki Mistakes

            ge han dear hamain forex main mistakes say bach kay is main kam karin gay to he hum ismain kamyab hon gay forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main mahnat say or lagan say forex main kam karty hain forex aik best online business hai
            • #7 Collapse

              Re: Trades ki Mistakes

              Assalamu Alaikum friends trade Lagate Waqt kam Bahut Si mistake kar Jaate Hain Hamen chahie ke pahle To Ham market ke train ko samjhe aur kam se kam lot per trade lagaen pahle use analyse Karen aur uske bad hi hi Badi lot ke sath Koi trade lagaen agar aap Shuru Mein hi maximum lot hai trade open Karenge to Bina touch kiye use trade lagayenge Tu Agar aapko lock ho jata hai to usmein Aapka maximum account baski ho sakta hai isiliye Hamesha signal Bullet karte hue kam se kam lot size per trade start karen isase Inshallah aapko Jarur kamyabi Hasil Hogi
              • #8 Collapse

                Re: Trades ki Mistakes

                chay jitna bara trader ho jitna us ka pass exprince ho market us ko bhe dokha de leti ha or market ko samjhty samjhty galti ho jati ha jis waja sa kafi loss ka samna karna parta ha islye khayal rakha karen or am trade sa jo galtiyan hoti han jasy market ka wait na karna sl na lagana jaldbazi or lalich in sab sa bachen tabhe ap kuch kama paen ga yahan sa
                • #9 Collapse

                  Re: Trades ki Mistakes

                  Der member jaisa ki aap jante ho mistake Hamen lost ki taraf Le jaati hai agar Ham mistake nahin karenge to Hamen profit hi profit hoga isiliye trading ke dauran aane koshish karni chahie ki ek bhi mistake Na Ho agar mistake Ho jaati hai to use durust kar lena chahie vah trading ko perfectly karna chahie agar Ham trading mein successful Ho jaate Hain to samjho ke Pakistan forex for main bhi successful Ho jaaoge kyunki ismein trading hai agar trading acchi hai to earning bhi acchi hi hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trades ki Mistakes

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzad0752 پيغام ديکھيے
                    Forex may trades lagatay waqt aksar ham say mistakes ho jati hy jin ka khial nai rakhtay.
                    Jesa kay Bari lot size ki trade lagana, Time frame ko monitor na karna aur is kay ilawa SL aur TP ko ignore karna.
                    In sab bato ko dehan may rakhtay huye hamay aik achi trade lagani chahiye.
                    dear friends Apne Sahi kaha hai ki trade lagatar hue hamen mistake Nahin Karni chahie kyunki chhoti si mistake hamen nuksan ki taraf le ja sakti hai isliye ham jab tej lagaen to analyse ko root karte hue aur market ki movement ko dekhte hue apni trade Ka intekhab Karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Trades ki Mistakes

                      Trader ki mistake ye Hoti ha k JB ap trade open krte Han to ap bgehr analysis knopen krte Han r JB tak ap sekhe bagger Kam kren ge to apko koi fida nai hi GA r koshsh kren k analysis or k Kam kren q k JB tak Apke analysis ache nai hon ge to aokoy profit nai hi gav
                      • #12 Collapse

                        Re: Trades ki Mistakes

                        Mistake yah Forex main kabhi bhi Hamara Picha Nahin chhodati Jitna Marji Achcha kam kar le Jitna Marji koshish kar len Fir Bhi Humse Kahin na kahin Koi Na Koi Galti Ho Jaati Hai Iski vajah se Ham mast Chale Chale Jaate Hain accha Sabse Badi Galti jo hoti hai na ham vah yah Karte Hain Ki Ham se Sabar Nahin Hota Ham bardasht Nahin Karte Ham Apne motion per control Nahin Karte dusri Galti Ham lot size Ka Khyal Mein rakhte money management Ka Khyal Nahin rakhte aur risk to reward Ka Khyal Nahin rakhte yah sab Galti Hai Jo Ham karte hain FIR ki vajah Se last Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trades ki Mistakes

                          jb market ko analyse nahi krty,, jb chart ko dekh k trade nahi lgaty or over confident ho jaty hain.. tradinf sy phly news ko nai parhty..
                          • #14 Collapse

                            Re: Trades ki Mistakes

                            Dear forex trading ma traders ko normaly mistakes kertay han un may sab say bari mistake jaldi jaldi order place kerna hay kiun kay jab hum laluch ma aa jatay han tu pher hum analysis kay bagair hi trade open kerna start ker detay han jis say humay loss huta hay, dosri mistake wo bho laluch ki waja hay yani jaldi earning kay liye hum big lot size ka istemal kertay han jo kay ghalat hay aor tesri mistake knowledge aor experience ko chor ker serf luck per trading kerna kay ager kismat ma huga tu profit mil hi jaye ga ye bhi bhot bari mistake huti hay hum traders ki is liye ager hum inko avoide ker lain tu hum bhi kamyab trader ban saktay han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trades ki Mistakes

                              agar aap extratrade nahin hai aur beginners hai to fir aapko yah samajhne ki jarurat hai kya aap kabhi bhi aise hi trade open Na kar de ise sirf aapko Las hoga trade open karne ke liye aapko analysis Karne padte hain aur market ki fluctuations aur market ki routine ko samajhna hota hai ki market kab ab ho rahi hai aur kab down ho rahi hai isliye Jo beginners hai unko chahie ki vah apna ek time frame set Karen aur kuchh din market ki movement watch karte rahen aur regular basis parvaaj Karen uske bad vah trading start karen aur unko chahie kyon se jo bhi mistake Hui hai trading ke dauran unko note Karen unko remove karne ki koshish karen agar aapke pass koi aisa medium nahin hai ki Jahan se aap yah Bata Kar saken kya aapane trading kaise karni hai to fir aapko yah chahie ki jo bhi aap trading kar rahe hain usko FIR jyada se jyada focused hokar aur mukammal fresh mind ke sath trade open Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X