mistakes zdaa na kia kary
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mistakes zdaa na kia kary

    اصل پيغام ارسال کردہ از: RimshaSheikh پيغام ديکھيے
    members myb ap ko ya sb btana chahati ho k hm ko mistakes ni karnin chahaiy na hi hm ko posting my mistakes karni chahaiy na hi hm ko tread my hm ko phyly achi tra learning karni chhaiy r us k bd hm ko kam start karna cahhaiy hm ko soch samj k kam karna cahhaiay galtio sy hm ko sikhna cahahiay
    Ji han member aapane Sahi kaha ke mix Mein mistake ko Jyada na Kiya Kare Kyunki Agar aapke Chada post Mein mistake hogi to aapke thread aur bahut ko koi member Id nahin kar sakega aur aap ko shreshth ka koi fayda nahin Hoga aur aapka bahut hi delete ho jaega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mistakes zdaa na kia kary

      mistakes are the part of life jnab insan khata ka putla hae ghlti insan sa hi hoti hae insan un ghlteyon sa sektha hae or aagy bartha hae is lyay khob mehbat krain or koshish krain k dakh bhal kr kam krain shukreya
      • #18 Collapse

        Re: mistakes zdaa na kia kary

        Ji han bilkul theek baat ki hai aapane ke Hamen mistakes Jyada Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham mistake Karte Hain To usse Hamara kam Achcha Nahin Hota aur Hamen post main Mein mistake Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham post mein jyada mistake Karte Hain To Hamari post market Mein successful Nahin Hoti aur vah Market mein delete Ho Jaati Hai Is per Hamari market Mein Koi value Nahin Hoti aur Hamen Achcha bonus Bhi Nahin Milta hai isliye Hamen chahie ki Ham apni mistake ko ignore na Karen badhate apni mistake ofori Taur per dost Karen jisse Hamen Achcha profit bhi mil sakta hai aur ham jald Forex mein kamyabi ho
        Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
        • #19 Collapse

          Re: mistakes zdaa na kia kary

          ji han bhai jaan agar Forex form se achcha weekly bonus hasil karna hai aur forex for mein kamyabi hasil karne hai to apni post ki quality per jyada se jyada focus den jitni zyada aapki posting ki quality yari aur standard hogi utani hi jyada aapko achcha weekly bonus milega isliye agar aap Forex form per kamyabi hasil karna chahte hain to daily basis per apni posting ki limit ko complete Karen Ham Forex form per daily basis per 50 post kar sakte hain aur apni posting ki limit ko complete karne ke sath sath apni posting ki quality per bhi focus Karen aur acchi quality wali post vah hoti hai jismein spelling mistakes kam se kam hoti hain aur aap aap Forex ke mutaliq Koi knowledge able baat share karte Hain is tarah aapki post quality wali post kahlati hai aur acchi quality wali post share karne per aapko Forex administrator ki taraf se achcha weekly bonus Diya jata hai jiski buniyad per aap acchi trading kar sakte hain aur financially stable ho sakte hain.
          • #20 Collapse

            Re: mistakes zdaa na kia kary

            yes dear right kaha again and again mistake say life main big loss hoga earning kabi b nhe ho skti hain is liey har peron ko kaam karna hain tu soach samjh k kaam karna hoga knowledge ko incress karna hoga mistake bar bar kar k account wash ho jata hain par earning kabi b nhe ho skti hian forex trading ko smajhna b must hota hain agar forex trading main sstrong learning k sath work hoga tu benefit b milta rahy ga forex trading main mistake ko kaam kare agar big mistaek hain tu big loss b ho skta hain
            • #21 Collapse

              Re: mistakes zdaa na kia kary

              ji bilkul hamen koshish karne chahie ke forex per mistake na Karen Kyunki forex Ek bahut hi risky business Hai ismein Zara si bhi mistake bahut heavy loss ka sabab ban sakti hai isliye koshish karen ke bilkul bhi mistake na Karen balke mistake ko remove karne ki koshish karen hamen khas tour pr spelling mistake se avoid karna chahie Kyunki spelling mistake ki vajah se post ki quality acchi Nahin Banti jiski vajah se bonus per effect padta hai agar Hamari post Mein spelling mistake Nahin hogi to post acchi quality ki post banegi Jaise hamara weekly bonus bhi bahut achcha aaega is se hamen acchi kamyabi milegi
              • #22 Collapse

                Re: mistakes zdaa na kia kary

                aapki baat bilkul theek hai ki hamen mistakes nahin karna chahie agar hamen ek bar mistake karte Hain to hamen apne mistake ko bar bar repeat nahin karna chahie kyunki har boardreader Jo apna mistake bar bar repeat karta hai vah apna hi nuksan karta hai isliye hamen koshish karna chahie aur kabhi bhi apne mistakes ko nahin Dora na chahie
                • #23 Collapse

                  Re: mistakes zdaa na kia kary

                  agar bar bar mistkae hoti hain tu big loss ho jata hian is liye bar bar kisi b trders ko mistake nhe karni hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                  • #24 Collapse

                    Re: mistakes zdaa na kia kary

                    agar aap forex trading mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko apni mistakes ko avoid karna hoga agar aap forex trading mein apne mistake se nahin sikhenge aur apne mistakes ko baat bar repeat karenge to aap kabhi bhi kamyab nahi ho sakte Sanciable trader hota hai jo apni mistakes ko kabhi bhi repeat nahin karta isiliye koshish karen forex trading mein kabhi bhi apne mistakes ko repeat na Karen balki apni mistake se sikhe aur usko se Kar Hi trade Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sake jab tak aap apni mistake se nahin sikhenge aur unko Paar Paar repeat karenge to aap forex trading mein kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte
                    • #25 Collapse

                      Re: mistakes zdaa na kia kary

                      Dear members forex tradings may haumay hamesha apni mistakes ko identify kartay hoye trading karni chaiye aur trading say pehlay market ki movement ko daikh kay aur analysis karney kay baad hi apna order place karna chahiye jab haumay market ki movement aur trends ko watch kartay hoye trading kartay hain tou haumay ziada kaamyabi hasal hoti hay Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur uss kay baad he unhain kaamyabi milti hai Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur uss kay baad he unhain kaamyabi milti hai aur hamesha apni observations ko strong kartay hoye trading karni chaiye aur trading aur hamesha apni mistakes ko cover kartay hoye trading karni chaiye tou hi profits hasal hota hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: mistakes zdaa na kia kary

                        Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex ma haman galtiyan nahin karni chahiya balka koshish karni chahiya ka acha quality work karan or Forex ma apna kam ko bahatar sa bahatar bana ki koshish karan kunka isa ap Forex ma zyada acha bonus hasil kar sakta han or kamiyabi hasil kar sakta han Forex ma mistakes ki hoi posts ko delete kar diya jata ha jisa hamara bonus par bohot bura asar parta ha so koshish karan ka kabhi bhi mistakes na karan or har post or thread karna sa pahla usa ak bar acha sa parh kar sari mistakes ko sahi kar lan
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: mistakes zdaa na kia kary

                          Ji haan bilkul mistakes kren gy toh hmara bonus hmare average k lihaz se bht kam ho jay ga,hm acha earn ni kr saken gy phr market me trading krny k kabil bhe ni hngy.Agar mistakes se bachna chaty hain toh is forum pay zyada se zyada practice kren koshish kren k demo account pay practice kren.Practice makes a man perfect,aur aisy hi is business me bhe ha jitna zyada hm practice kren gy utny hi mistakes k chance kam hoty chaly jayen gy,agar hm apni mistakes ko aisy hi repeat krty rhain gy toh kbhi kamyab ni ho sakty ise liye posts krty hye spellings ka khas khayal rakhain aur mistakes ko avoid krny ki bhe koshish kren.
                          • #28 Collapse

                            Re: mistakes zdaa na kia kary

                            G ap ny sahi kaha hy k ap ko ghaltiyoon sy bachna chaeay ap sab janty hain k firex aik business hy aur business mai agr ap ziyada ghaltiyan karty hain to ap market mai ziyada dair tak nahi reh sakty lehaza zroori hay k ap apni ghaltiyoon ko qaboo krain aurvaoni ghaltiyoon sy seekhain aur en ko apni skills improve karny k leay istimal krain es sy aony ap ko behtr bnayen aur dekhain k es ghalti sy mujhy kia seekny ko mila lehaza zroori hy k ghaltiyan kam sy kam hoon. Es sy ap mai improvement aye gi aur ap avha profit kar skain gy
                            • #29 Collapse

                              Re: mistakes zdaa na kia kary

                              G bhai humy zada mistakes nahi karni chhaye is s hamara account safe nahi rehta humy chahye k zada mistakes hony s bachy jo log zada mistakes karty hain wo zada profit hasil nahi karty aam mistake ghalat trad karna or dosri hum achi posting nahi karty jo log in mistakes ko door karty hain woi log kamyabi hasil karty hain himy forex par zada sy zada hardwork karna chahye ta k acha profit hasil kar saky or kamyabi hasil kar saky jo log mehnat karty hain woi kamyab hoty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: mistakes zdaa na kia kary

                                welk dear g ye business bohat riski hai isme success hasil karme keh liye hame risk laina parega so log kyun money loss karwaty oski simply reason hai keh profit bananye keh chakr mey log apna money loss karwaty hain jnab g jo log mehnat karty hai wohi profit bana sakty hain jnab g

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X