Use of different chart

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use of different chart
    dear yah bat hai k forex main majood risk ko ham just apny learning se reduce kar satky hai per yah nahe k ham is risk ko end kar lain o ham kah sakain k ab ham 100 percent kamyab trading kar skaty hai aisa nahe hota hai . or ham is risk ko kam karny ka lai different techinque and indicator ko use karty hai. ham different chart pattern ko use karty hai. per main jo cheeze yahan per share karna chahta ho k ham wo pattern ya indicator ko use karin jin per ham ko fully toor per girp ho warna hai k o aisy techineque ko use nahe karna ho ga jiss k bary main ham clear nahe ho .
    q k jab ham aisy kis option ko use karty hai to us se ham ko bawajood us policy ka use karny k hamara loss inrease ho jata hia .to ham ko is cheeze k bary main dhyan karny ki zaroorat hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Use of different chart

    اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
    dear yah bat hai k forex main majood risk ko ham just apny learning se reduce kar satky hai per yah nahe k ham is risk ko end kar lain o ham kah sakain k ab ham 100 percent kamyab trading kar skaty hai aisa nahe hota hai . or ham is risk ko kam karny ka lai different techinque and indicator ko use karty hai. ham different chart pattern ko use karty hai. per main jo cheeze yahan per share karna chahta ho k ham wo pattern ya indicator ko use karin jin per ham ko fully toor per girp ho warna hai k o aisy techineque ko use nahe karna ho ga jiss k bary main ham clear nahe ho .
    q k jab ham aisy kis option ko use karty hai to us se ham ko bawajood us policy ka use karny k hamara loss inrease ho jata hia .to ham ko is cheeze k bary main dhyan karny ki zaroorat hai.
    Ji han dosto Forex market me chart ko smjhna hqmri kamiyabi Ka kahin pariya hai Jaise ham kamyab ho sakte hain hamen chahie ki market ki movement ko acchi Tarah Sanjay aur apne trade Ka intekhab Karen
    • #3 Collapse

      Re: Use of different chart

      Ji bilkul forex ke business mein hamen different method ki madad se Hi real market ki direction ko analysis kar payenge aur bahut tarah Ke indicator forex ke business mein paye jaate Hain jaise RSI MACD aur bhi bahut se indicators hai Jin ki madad se trader market ki direction ko analysis kar padhte hain aur hamen different time frame main bhi market ki situation aur condition ko dekhna chahie agar Ham forex per profitable trading karna chahte hain to sabse pahle apni learning ko improve karna hoga aur market mein different startegybanaa karke kam karna hoga kyunki market sirf ek hi direction mein movement nahin dikhti market har time aur har time frame mein alag hi direction main movement dikhti hai to hamen har direction ke bare mein achcha knowledge or experience hona chahie Taki market ko aur behtarin tarike se samajh sake aur profitable trading karke maximum profit forex ke business se gain kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Use of different chart

        dear forex amrkeet main kaam akrtay huway hamain kuch chnad aik habbits k sath kabhi bhi kaam nai akrna chaye aur na he hamain is markeet main kabhi aik he chart k sath kaam karan chaye balk agar ham yeh cahhtay hain k hamain is makret main kam kartay hwuay achi earning k sath sath kuch acha experience bhi milay to hamaray liye yahi sab say ziada behtar bhi hay aur haamray liye yahi sab say ziada faiday mand bhi hay k hm is markeet main entery lainay say pehlay har kisam k chart ko apnay mined main rakh kar kaam akrain aur agar ham aisa nai akrtay hain to haamray liye market main kahin say bhi lose nikal sakta hay jis say haamra expereince bhi adhoora hay aur sath ham khud bhi is markeet main kaam kartay huway kuch khaas earn nai akr saktay hain wo is liye k markeet main hamko yeh nai pata chal sakta hay k markeet kahan say enter huw hay aur khan tak yeh apni retracmnt ko complete kar katay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Use of different chart

          ge han dear hum forex main chart ko read karin gay to he hum is main kamyab hon gay forex main acha kam karin agy to he hum ismain kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main market ke situation ko daikhna ho ga agar to trend main hai market to he app is main trad karin gay to is main profit hasil kar lain gay or agar app market main trend kay against kam karin gy to app is main loss kar lain gay hamain forex main sabr say or mahnat say he hum is main kam kairn gy to he hum ismain kamyab hon gay
          • #6 Collapse

            Re: Use of different chart

            Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex ma trading krty howy ham different charts use krty han in charts ko use kr k ham market ko achi trah analysis kr skty han forex trading ma charts bohat importent role play krty han jis ki wja sy ham success trading kr paty han
            • #7 Collapse

              Re: Use of different chart

              MT4 trading terminal ya meta trader 4 trading terminal pay charts ka use bohat important hai. Demo trading account mai jab practice shuru ki jaati hai to uss kay kuch aisay points hotay hain jinn ko puri tarah samajhnay mai he traders ko asal faida hota hai. Jaisa kay terminal pay mojud tools unn mai say sub say important hotay hain. Ab Agar tools mai say sub say ziada zaruri tool ko daikha jaey to woh chart pattern he hota hai kiyu baaqi sub tools asal mai chart pay he use hotay hain. Forex mai terminal pay sub say best chart pattern Candlestick chart pattern he hai. Candlestick chart pattern ko samajh lainay waley traders he kaamyab traders bhi bann jatey hain
              • #8 Collapse

                Re: Use of different chart

                chart ki mukhtilf aksaam han ye ye har kisi ki apni passand hoti ha ka woh konsa chart use karta ha saf zahir ha jis ko jo chart asssani sa samjh ata ha woh wohi use karta ha zeyada tar log candle wala chart use karty han or isi par market ko analysis karty han lakin kuch log line chart bhe use karty han ye har kisi ki apni samjh ka mutabik hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Use of different chart

                  G hammy trade krty hui different different chart par ja kr trade lagani chiye takky har aik trade PR se hammy profit mil skky or ham apna profit level ziada kr skky yh bhut achi bast hai agr ham hr pair ko azmaty hain un pr trade krty rehty hain tu yh bhut achi baat hai isliye hammy daily har pair pr kaam krna chiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Use of different chart

                    Ham is business Mein kam karte hue different chart pattern ko understand Karte Hain Jab Ham in different chat ko acche tarike se samajhte hain aur in ka istemal karte hain apni trade Mein To Ham apni trade Se Achcha munafa Hasil kar sakte hain Hamen Hamesha Achcha munafa Hasil karne ki koshish Karni chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Use of different chart

                      Assalamu Alaikum ji Hamra Dhara Ki Baat bilkul theek hai aapko Forex medifriend chat use karna chahie Kyon kya kar aap Forex main different charts analyse Karenge to aapko acchi kamyabi Hasil Hogi aur aap Forex mein apni life ko ISI Bana Sakenge main aapko yah bhi batana Chahta Hun Ki Ham Sabko Forex Mein Achcha kam karna hoga Kyunki Achcha kam karne se aap X machi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Forex mein apni life ko change kar sakte hain Ham Sabko Forex Mein Achcha kam karna hoga Kyunki Agaram forest Mein Achcha aur bust kam Karenge To Hamen acchi aur best kamyabi Hasil Hogi Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Use of different chart

                        Asslam u Alaikum dear Forex member ummid karta hun keh ap sab kheyriyat se honge ager ap forex main kam karte hue trading mein achi trading karna chate hai or planing ke sath kam karna chate hai or chart ko use kare market ko analysis kare or sl or tp use kare ap lazmi kamyab honge kyunki hamari firex main mahant hi kamyabi deti hai isliye forex ko samje or kam kare to ap lazmi aggy barhe gy jo firex ko wqt deta hai or is main achi learning karta hai wahi kamyab hai ap mahant kare or analiyses kare daily basic per market ko wqt dy lazmi kamyab honge
                        • #13 Collapse

                          Re: Use of different chart

                          Is baat mein koi shak nhai ha ap ko trading mein full control hota ha ap ko buhat si facilities mil jatti hain phir ap ko us kay according hi kam karna chahiya .Ap kp different chart mil jaaty hain jin ko ap use kar sakty hain different chart ko use karna hi sahi ha.Isi liya kaha jata ha demo account per sahi tarah se practice karni chahiya us mein app koi bhi select kar sakty hain aur ap ko real trading mein usi chart ko use karna ha jis se ap ko profit aye aur jis ko ap asan samjhein aur axhy tariky se market ko analyze kar skaein .Ap ka sab se important task market ko sahi analyze karna ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Use of different chart

                            Forex Mein work karna very very easily Hota Hai isliye Ham Jab Bhi Online work Karenge To Hamen difficult bilkul Nahin lagega isliye Hamen Apne kam mein bilkul acche confidence ko add karna hoga acchi learn Hamesha confidence ko maintain karte ho milati hai isliye Jab Bhi kam Karen market ke mutabik Karen market Mein kamyabi Lena Hamare liye Bahut Khoob Hai Achcha knology ke sath pahunch wale kamyabi ke liye focus Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Use of different chart

                              Assalam o Alaikum dosto umeed ha ap khariat se honge g han bilkul hamen mukhtalif chart ka istimal karna chahye hamen mukhtalif chart ko check karna chahye or phir hamen tread lagani chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X