forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.
    Dear yah bat hai k forex mian risk hai per ham yah risk kam zaroor kar skaty hai. no dobut is mian ham ko loss b hota hai per ham ko worry honey ki zaroorat nahe hai. q k forex mian ham ko achi learning or continous mahnat ki zaroorat hoty hai. or aik bat yah k jab b ham trade lagaty hai to ham ko lazmi nahe k profit ayin ham ko loss b a sakta hia per ham ko her trade se kuch na kuch seekhny k lai milta hai. to ham ko us learnig ko gain karna ho ga .or agr ham ko zyda loss a raha hai to ham ko forex ko chore dainy ki zaroorat nahe hai balky achi learing ki zaroorat hia. to lamzi hai k ham ach tutor lain taky ham is achi earnig opporuty ko waist na kairn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

    Salam dear member
    g ap ny bilkul saiii kaha ha ky hamy continu mahnat or sabar ki zarorat ha q ky jab hum kam karty hn dil laga ky roz ki roz post karty hn thread lagaty hn agr hamy utna profit na mily tu hum tenstion ma ajaty hn tenstion ki koe bat nh hamy sabar ki zarorat ga agr is dafa humy profit acha nh mila tu kia hova hum apni mehnat lagan sy kam kar ky agli dafa profit hasal kar lyn gy
    • #3 Collapse

      Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

      Bilkul sahe musalsal mahmat or sabar he aap ko kamyabion ke bulandion par lay kar jate hain
      • #4 Collapse

        Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
        Dear yah bat hai k forex mian risk hai per ham yah risk kam zaroor kar skaty hai. no dobut is mian ham ko loss b hota hai per ham ko worry honey ki zaroorat nahe hai. q k forex mian ham ko achi learning or continous mahnat ki zaroorat hoty hai. or aik bat yah k jab b ham trade lagaty hai to ham ko lazmi nahe k profit ayin ham ko loss b a sakta hia per ham ko her trade se kuch na kuch seekhny k lai milta hai. to ham ko us learnig ko gain karna ho ga .or agr ham ko zyda loss a raha hai to ham ko forex ko chore dainy ki zaroorat nahe hai balky achi learing ki zaroorat hia. to lamzi hai k ham ach tutor lain taky ham is achi earnig opporuty ko waist na kairn.
        Ji han dosto ap Sahi krhbrehy Hain agr ham Forex trading me mehnat aur lagan se kam krengy Tu ham yaqeenan kamiyab hongy
        • #5 Collapse

          Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

          g han brother bilkul sahi kaha trading mein sabar or mehnat ki bht zaroorat hoti hai.
          sabar ki zaroorat iss tarah hoti ky agr hamari aik trade loss mein chali jaye tou hamein jld bazi mein zyada trades ni lagani chahiye bina sochy smjhy, agr ham esa krein gy tou loss bht hoskta hai or account wash honay ka khatra hai
          • #6 Collapse

            Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

            ji bilkul aapane sahi kaha jaruri nahin ke har trade per trader ko profit ho aur har trade profit nahin deti kabhi Kabhar loss ko bhi accept karna padta hai kyunki loss or profit donon hi forex ka hissa hai agar Ham sirf profit ko dekh kar ke trading karenge to kabhi bhi forex ke business mein sabse se nahin Ho payenge han Ham loss ke ratio ko kam kar sakte hain apne knowledge or experience ki badaulat hamen mehnat karni hogi aur learning per jyada se jyada focus Dena hoga kyunki learning 1 important factor hai forex ke business mein agar learning par focus nahin denge to kabhi bhi forex mein earning nahin kar payenge to earning chahie to pahle learning karni hogi aur forex ke related har information aur har knowledge or experience aur market ki direction ko analysis bhi karna sikhana hoga har EK points per apne grip strong banane hogi jitna jyada Ham focus ke sath learning karenge aur jitna jyada time Ham forex ko denge aur practice karenge future mein hamen utha nahin jyada benefit hoga agar Ham is tarah ka Kam nahin karenge to kabhi bhi forex ke business mein success nahin Ho payenge
            • #7 Collapse

              Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

              ge han dear app nain thek kahaa hai hamain forex main continue mahnat karin gy to he hum is main kamyab hon gay forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main lagatar mahnat ko jare rakhty hain forex aik best online business hai hamain forex main market ko analysis kar kay he hum is main kam karin gy to he hum is main kamyab hon gay
              • #8 Collapse

                Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
                Dear yah bat hai k forex mian risk hai per ham yah risk kam zaroor kar skaty hai. no dobut is mian ham ko loss b hota hai per ham ko worry honey ki zaroorat nahe hai. q k forex mian ham ko achi learning or continous mahnat ki zaroorat hoty hai. or aik bat yah k jab b ham trade lagaty hai to ham ko lazmi nahe k profit ayin ham ko loss b a sakta hia per ham ko her trade se kuch na kuch seekhny k lai milta hai. to ham ko us learnig ko gain karna ho ga .or agr ham ko zyda loss a raha hai to ham ko forex ko chore dainy ki zaroorat nahe hai balky achi learing ki zaroorat hia. to lamzi hai k ham ach tutor lain taky ham is achi earnig opporuty ko waist na kairn.
                Ge ha friend forex market me earning ke lya zayada risk nahi lene chaya aur jab hume marker me loss ho jao to hime zayada worry nahi honi chaya ager hume mehnet kare ge to hume loss se bach sake ge aur acha earning be kar sake ge
                • #9 Collapse

                  Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

                  g han ap nay shi kha hai humain continue menat kay sath apna kam kurna chahiye or humaain achay say mehnat kaay sath sath apnaa kam kur kay kamybi hasil kurni chaahiye agar hum apna kam mehnat kay sath kuray gay to he hum success gain kur lay gay to humain acha kam kurnaa chahiye or humain es kay sath sath apna kam sabar kay sath kurna chahiye jub hum apna kam mehnat kay sath kuray gaay or sabar kay sath kuray gay to hum kamyab ho jay gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main continus mahnat and sabar ki zaroorat hai.

                    Forex men hamen mahnat karna hoty hy kun kay agar hum as men mahnat kay sath kam nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe acha profit hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hota hy kun kay agar hum as men achy tarah say mahnat nahin karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen as men bahut saber kay sath acha kam karn ahota hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karty hain tu hamen as men utna hi faida hasil hota hy tu hamen as men jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahye takeh hum as men acha profit hasil kar saken

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X