markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..
    dear mairay experience k mutabik agar ham is markeet main kaam kartay hain aur sath is soch k kaam karaty hain k jub tak hamaray pass is main kaam akrnay k liye zada capitals nai hay ham is main say kabhi bhi kuch bhi khaas earn nai kar saktay hain jisk liye agar ham markeet k baray main kam bhi jantay hain to hamain is main kaam karnay k liye us say bhi guzara ho skata hay laikin aisa kuch bhi nai hay jub tak hamaray pass is amrket main kaam akrnay k liye sahi experience nai hay ham is main kabhi bhi kamyaab nai ho saktay hain jisk liye capitals kka hona na hona koi khaas aehmiat nai rkahta hay ham kam say bhi kaam chala saktay hain agar ham amrkeet k baray main sahi informations rakhtay hainto.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

    Kisi bhi buisiness me jitna ziada investment hogi to us ka profits bhi ziada hi melega, hamen forex trading me bhi ziada account rakhna chaheye aur kam aaz kam tak account 1,000 dollars ka hona chaheye. Forex main kaam karne se kamyani or experience milta hai. Forex Trading me kaam karna hamare leye khush qismati hai q k hum is buisiness k bare me jante hn jo abhi bhi bohut sare log is se na waqif hn. Forex Trading aik aisa buisiness hai jo hamen apne maqsad ka takmeel tak bohut jaldi le k ja sakta hai. Bas hamen humen kuch chezon ko lazmi apnana hoga is me. Us me sabar karna, knowledge hasil karna, experience gain karna aur mukhtalif analysis k inductors k bare me janna,. Hamari mumkin koshash honi chaheye k hum in cheeson p3 lazmi amal karen. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn.
    • #3 Collapse

      Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

      Dear Forex trading market mein aap minimum three dollar se training start kar sakte hain lekin koi bhi business ho aap us mein jitni zayada investment Karen gy to aapko profit Bhi zayada Hoga isi tarah for bhi Ek Aisa business hai jis mein aap Agar zayada amount invest Karyn ge to aap use per Bari lot purchase kar sakty hain aur aapko us per profit Bhi zayada Hoga aur ye Kyun k Ek online market hai agar aapka account small Hoga aur aap koi bhi tade lagaenge to market aapke against Agar Jaati Hai To aapko loss Ke Chancr zayada Hon gy aur aap ko account wash hone Ka Dar Hoga isliye zyaada capital Hona account ki safety ke liye bhi zaroori hai aur Jyada profit ke liye Bhi Bary account se fayda Hasil Hota Hai Is liye Jitna aap capital Jyada Rakhenge utna hi aap aap Jyada trades open kar Sakenge aapke pass free marjin Jyada hoga to aap us investment per Jyada trading Karke Jyada fayda Hasil kar Payenge
      • #4 Collapse

        Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

        As salam alikom dear member forex market me kam karny or trade karny kay lye zayada capital ka hona lazmi hy lakin zayada capital ka ye aik faida hy kay ap ka profit bhi zayada hi huga or kam capital say apka profit kam huga.
        • #5 Collapse

          Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

          dear member bat sirf balance ki ha balance ke opr ap trade kr sakty ha jitna zaida balance hoga otna achi trade se hum profit hasil kar skaty hai is liye humko chaiye ke agar zaida capitals lagane ke liye humry pass itna balance nai hota week bad to trade choro ho jati hai is ke liye apko forum pe monthly kam karke phr trade karni chiaye is se paka balance bhi zaida ho jaye gai or ap profit bhi acha nikalty ha or capitals bhi zaida laga sakty ahi
          • #6 Collapse

            Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            dear mairay experience k mutabik agar ham is markeet main kaam kartay hain aur sath is soch k kaam karaty hain k jub tak hamaray pass is main kaam akrnay k liye zada capitals nai hay ham is main say kabhi bhi kuch bhi khaas earn nai kar saktay hain jisk liye agar ham markeet k baray main kam bhi jantay hain to hamain is main kaam karnay k liye us say bhi guzara ho skata hay laikin aisa kuch bhi nai hay jub tak hamaray pass is amrket main kaam akrnay k liye sahi experience nai hay ham is main kabhi bhi kamyaab nai ho saktay hain jisk liye capitals kka hona na hona koi khaas aehmiat nai rkahta hay ham kam say bhi kaam chala saktay hain agar ham amrkeet k baray main sahi informations rakhtay hainto.
            ji han 200 aap Sahi kah rahe Hain ki agar ham market mein trade lagate Hain aur achcha profit uthana chahte Hain to hamara balance phone aur jyada jaruri hai jisse ham profit achcha utha sakte hain hamen chahie ham Forex mein apna banai se maut Karke fhir trade laga hai
            • #7 Collapse

              Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

              Forex mein trading kernay kay lye zayada capital ka hona zaroori nahin hota lakin agar humara account balance zayada hota hai tou humain trading kernay mein aasaani hoti hai aur hum bari trade ker saktay hain lakin agar kam ya thora account balance bhi ho tou hum trade ker saktay hain lakin uss mein humain thora profit hota hai iss lye aap ko chahyea kay aap forum ko zayada time dae ker zayada balance jama kerain aur uss sae trade kerain
              • #8 Collapse

                Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

                Asslam o alikum forex aik international business ha forex ma kaam krny k liay hmary pas zyada knowledge or expereince hona bohat zyada zrori ha jitna zyada hmary pas experience ho ga ham otna acha profit hasil kr skty han jab tak hmary pas zyada capitals nhi ho gy ham forex ma achi earning ni kr skty
                • #9 Collapse

                  Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

                  Forex per ap kam az kam 3 dollars sy bhe earning satrt kar sakty hain es k leay zroori nahi hy k ap k acvount mai bohat ziyada capitls mojood hoon. Han lekin ap ka capital jitna ziyada ho ga ap ko profit rlearn karny ka chance itna hi ziyada milay ga. Lekin pryshan hony ki zrorat nahi hy agr ap k pass investment k leay paisy nahi bhe hain to ap pak forex per invest kr k bhe bomus hasil kar sakty hain jis ko istimaal kar k ap acha khadsa kma sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

                    assalamu alaikum ji dear aapane bahut acchi information share ki hi aisa hi hai kyunki agar aapke pass achcha capital hoga to usko aap invest karke achcha profit Kama sakte hain achcha profit kamane ke liye sabse pahle aapko apne capital ko improve karna hoga aur uski ek Baja hai ki aap apni post ki quality ko improve karne kyunki agar aapki post ki quality acchi hogi to automatically aapka confidence building hoga aur aap acche trade kar sakte hain agar aap apni post ki quality ko achcha rakhenge to aapko achcha bonus milega jiski vajah se aapki post ki quality bhi improve hogi aur aapka capital bhi increase hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

                      Dear Fox member agar aap forex mein kam karne ki kaise rakhte Hain to aapko bahut jyada mehnat karna hogi forex per aap kam se kam 3 dollar se lekar apni trading start kar sakte hain aapke pass jitna jyada capital hoga aap ko liye itna hi fayda hai lekin agar aapke pass capital bahut kam hai to aapko trading ke liye bahut khyal rakhna padega kyunki agar aapka capital kam hai hai to aapka account was ho sakta hai lekin agar aap ka capital achcha khasa hai hai to trading main aapko Koi problems nahin hoga
                      Forex form mein agar aap khud apna capital investment karna chahte hain to yah bhi aap kar sakte hain aur achcha khasa bonus Bhi earn kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet main kaam karnay k liye ziada capitals ka hona lazmi nai..

                        Hamen forex market ko achy tarah say dekh kar as men trading karny chahey kun kay agar hum as men market ko dekh kar trading nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men achy tarah say market ko analysis karna hota hy kun kay agar hum as men market ko achy tarah say analysis nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karn ahota hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X