Dear yah bat such hai k forex aik risk kam hota hai or ham ko is risk ko mentain kar k he kam karna hota hai or apna profit earn karna hota hai. ot ham is risk ko us time kam kar skaty hai jab hamary achi learning ho gy to warna ham ko forex main loss honey ka chance boaht zyda hai. ham just apny learning se he is k risk ka effect ko reduce kar skaty hai. mazeed bat yah hai k hamray learning kaisy ho to us main hamara experience bohat important hai. q k jab ham kam karty hai to us se ham ko jo loss hota hai ham ko us ki ground reality ko samjhna zarooray hota hia
or jab ham ko samjh a jay k ham na kahan per mistake ki hai to lazmi hai k ham us mistake ko cover krian or next us se baz rahey to ham achi tradin kar sakty hai.
or jab ham ko samjh a jay k ham na kahan per mistake ki hai to lazmi hai k ham us mistake ko cover krian or next us se baz rahey to ham achi tradin kar sakty hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим