Loss sy bachny ka tareeqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sy bachny ka tareeqa
    Forex trading mein nuksan ho jana Koi badi baat nahin hoti Bal ke asal importance is baat ki hai k trader my overall Kitni earning ki hai. isliye hamesha aur value per focus rakhen na ke har single trade ko lekar mazeed nuksan karte jaen. Loss sy bachny ka ab sy acha tareeqa yahi h k apny account capital ko increase krain aur lot size minimum rakhau ta k kbi bi account wash na ho. Jaldi earning k chaker mn ni, bl k long term Trading ko prefer krain k his mn apko profit ki umeed hoti h q k trade jitni bi loss mn jay, humara balance zero bi hota to kuch k baad trade reverse ho kr kuch profit Dy jati h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sy bachny ka tareeqa

    Loss se bachne ka tareeqa ye hai k is me mistakes kam ki jayen. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen. Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Loss sy bachny ka tareeqa

      hamen apne nuksan se mehfooz rehne ka yah kam hota hai ki Ham apne nuksan Ko us waqt dekhe jab tak Mara Koi nuksan Na Ho sake aur ham kam kar saken aur yah sochana chahie ki Ham kaise acche senior ke sath rahata Karen aur aise bhi serial hote Hain Jo hamen kamyab hamen hain aur ham kam kar sakte hain aur agar jitna jyada bhi ismein kam karenge to hamara fayda hoga aur ham aasan kaam karte rahte Hain to hamara kam best ho jata hai aur ismein vah log karenge aur apna Kam achcha karenge aur agar Ham jitna jyada achcha kam karte rahte Hain to Ham utna jyada kamyabi ke sath mein nahin kar sakte hain aur us mein hamara paida ho jata hai lekin yah bhi sochana hota hai ki agar Ham jyada apne aap ko kam yaha banaenge to hamara hi aasan kam hoga aur har waqt to apne aap Ko kamyabi Na sakenge yah bhi ek aasan kam hona chahie
      • #4 Collapse

        Re: Loss sy bachny ka tareeqa

        anaylising aur lalach yeh donu loss c bacha sakti hai market ko analysis kar K trade Lgain Aur Lalach ko side pe rakh Kar work karen Apko loss ya to hoga ni ya Bahut km hoga jitna ho sakay news ko watch kiya karen.
        Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
        • #5 Collapse

          Re: Loss sy bachny ka tareeqa

          dear friend agr ap forex trading mn loss sa bachna chahtay hn to apko chayay k trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movemrnt ko achhi trh read kr k jb apko achhi aur profitable position milay to tb trade lgayn to ap loss sa bach sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Loss sy bachny ka tareeqa

            Forex mien agar ape chahte hain ke ape ko loss na ho tu hume chahie ke hum zyada se zyada mehnat kare aur ache se ache experience aur practice ke sath hi kam kare tu hi hum forex mien kamayab hon ge. Agar hum is mien jald bazi ya lalch kare ge tu hume loss ho ga aur agar hum sooch samjh ker kam kare ge aur analysis ke sath trading kare ge tu hume ache earning hasil ho gi aur hum forex mien kamayab bhi hon jae ge.
            • #7 Collapse

              Re: Loss sy bachny ka tareeqa

              Ager hum loss se bachna chaty hen to humen chaea k hum demo account use kren demo account hmary liye ek behtreen teacher hy ager hum demo account py practice kr k real account main trade kren gy to humen zarur kamyabi mily gi or hmara experience bhi acha hoga or humari mistakes bhi kam hon gi
              • #8 Collapse

                Re: Loss sy bachny ka tareeqa

                Loss sy bachny ka sb sy acha tarika yh ha k hm Lalach na kryn or kam pori mehnt sy kryn or mistakes km sy km kryn dosra yh k loss sy bachny k liye apny capital ko increase karyn or sath sath long term trading ko bhi maintain rakhyn ,jaldbazi na karyn or begair analysis ky tarding na karyn
                • #9 Collapse

                  Re: Loss sy bachny ka tareeqa

                  Ji Mere Pyare brother aap ka Sawal hai kya 9 Se bachne Ka Tarika kya hai Dekhen is lost se bachne ke tarike bahut Sare hi karta hun sabse pahle number per aap karte hain to Aap Ka Hota Hai Uske bad Mein Kabhi Bhi trade open Na Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss sy bachny ka tareeqa

                    Friends jysa khe Ap janty hin koi bhe work ho uss main profit aur loss dono hothy hin ager loss bhe ho jy to ap ko ghabrana nhi chaye balkhe ap ko suber sy kaam lena chaye ager ap suber sy kaam karin gy to he ap kameyab hon gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss sy bachny ka tareeqa

                      Loss se bachy ka sb se asaan trqea hammy choti lot size ki trade lagani chiye tab ham Bach skty hain loss se loss bhut types se huta hai maslan ap ko jb pta huta hai k yh pair sell py jay ga tu ap buy py laga detty or uper se ap lot size bhi bari rakh detty phir apko ziada loss huta hai isliye har pairpar trade hamesha soch smjh kr ji lagaou takky hamesha profit mai ja skko
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss sy bachny ka tareeqa

                        Forex aik bohat acha business hy lekin es mai bhe ap ko kuch waja sy loss ho sakta hy ap es loss sy en batoon prr amal kar k bach sakty hain. Sab sy pehli bat ap k pass proper knowledge na hony ki waja sy ap ko loss hota hy agr ap k pass proper knowledge na ho to ap ko forex mai loss hota hy es leay apny knowledge ko improve krain. Apny mazi ki ghaltiyoon sy seekhain k ap ko kis qisam ki ghaltiyoon ki waja sy loss hua hy. Lejaza ghaltiyan repeat na kren. Es k ilawa ap ka lot size ap k account balnace k mutabik hona chaheay agar ap ka account balnace ziyada nahi hy to ap ko lot size chota rakhna chaheay. Sab sy ehm bat ye hy k ap ko money management ka bohat ziyada khayal rakhna ho ga agr ap money management ka khayal nahi rakhty to ap ko loss ho sakta hy. Ap ko market ko analyse karna seekhna ho ga. Agr ap sahi treeky sy markeet ko analyse nahi kar sakty to ho sakta hy k ap ko liss ho jaye q k market analyse karna trade lgany k leay sab sy eham chezzzz hy. Es k ilawa loss sy bachmy k leay ap ko choty size ki ziyada lot lgani hoon gi es sy ap ko profit acha ho jata hy aur ap ka account bhe wash up nahi hota hy. Ap en hidayat per amal kar k loss say bach sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss sy bachny ka tareeqa

                          Loss se bachny ka sb se acha tareeka stop loss limit set krna hai. q ky iss se hamaray account wash hony se bhi bach jata hai or ham apny hisab sy trading kr skty hein
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss sy bachny ka tareeqa

                            Forex trading ek aisa online business hai jismein hamen main profit ke sath sath loss bhi ho sakta hai hamen loss usi time hota hai jab humse Koi mistake hoti hai yah hamari learning acchi nahin hoti. Hamen use point ko talash karna chahie jiski vajah se hamen main loss hua hai aur use ko recover karna chahie jab Ham apni use mistake ko recover karenge to Ham apna loss acchi tarah II II cover kar sakte hain.agar Ham Bina learning aur Bina kisi knowledge ke frocks mein kam karte Hain to hamen loss hi hoga frax mein kam start karne se pahle jaruri hai ki apne knowledge ko acchi tarah increase Karen.trade open karne se pahle bhi market ko acchi tarah nelson's karna chahie agar Ham Bina nlcs ke trade open karte Hain aur cal mindset trade nahin karte emotional hokar trading karte hain tab bhi hamen loss ho sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss sy bachny ka tareeqa

                              agar humain loss say buchna hai to humaain achay say apna kam kurnaa ho gaa or humain apna best day kaay he aapna kaam jari rukhna ho gaa jub hum es trah say apna kaam kuray gay or loss say humain agar buchna hai to humain apna kam fresh mind kay sath apna kam kurnaa ho ga jub hum es treeqay say apna kam jari rukhay gay to hum kamyab bhi ho jay gaay ti es liye humain aachay say apna kam jari rkhna chahiye jis kaay bad humaain kamyabi bhi asani say hasil ho jay giii

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X