Systematic risk
Forex trading me systematic risk se murad market ki wo risk hai jis se pore market par asarat muratab hoti hai. Ye risk pore forex trading market me volatility par mabni hai. Forex trading market bohut ziada zaraye se asar andaz hoti hai. systematic risk ko is waja se "market risk ya market volatility" bhi kaha jata hai. Market volatility to wese bhi bohut sare anasir se movement karti hai jese aajakl ka Corona epidemic, US-China trade war etc. Is k elawa economical, siasi aur society /social (maashrati) anasir se ye volatility peda karti hai. systematic risk ko aam tawar par bohut mushkil se hi avoid kia ja sakta hai, q k is se pori market mutasir hoti hai. systematic risk se economical aur financial zaraye mutasir hoti hai. Systematic risk ko mazeed five hiso me divide kia jata hai.
(i) Market risk: Market me maojood aam stocks waghera ki qeemat me radu badal ko market risk kehte hen.
(ii) Interest-rate risk: Market me maojood fixt rate pe intrust rate changes ka asar Intrust rate risk kehlata hai.
(iii) Liquidity risk: jab kisi product ko market me achahy qeemat se ferokht na kia jaye to us ko Liquidity risk kihte hen.
(iv) Default risk: jab koi idara bankrupt ho jaye to default risk kehlata hai.
(v) Real estate risk:ye risk aam tawar par market me nahi hota, ye real estate industry me paya jata hai.
Un-systematic risk
Jis tarah se systematic risk pori market pe asar andaz hoti hai to us k bar akas Un-systematic risk sirf market ki aik portion, ya aik khas secter ya assets ko mutasir karti hai. Isi tarh se management k masayel, labor strikes waghera se Un-systematic risk mutasir hota hai. Un-systematic risk ko mazeed do hiso me taqseem kia jata hai. (i) credit risk (ii) sector risk;
(i)Credit risk: credit riak ko aam tawar par company risk kaha jata hai aur ye finacial risk aur buisiness risk pe mushtamil hota hai.
(ii) Sector risk: sector risk ko aam tawar par industry risk kaha jata hai. Secter risk kisi idare ko deye gaye target se us k achhay aur bore result pe mushtamil hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим