Analysis krna kuo zarori hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis krna kuo zarori hai??
    Assalamu Alaikum Forex friends analysis Kisi bhi trading Mein karna bahut important hai aapko apni first priority mein analyses ko zaroor Shamil Rakhna chahie Agar Ham without analyses trading may participate Karenge to aapke Jyada the chances blouse ke hote hain Kyunki aap Sahi tarike se market ke mutaliq information Hasil Nahin Karte aur aap by yah Sal Kisi bhi ped per Laga Lete Hain aur Market aapke opposite Chali jaati hai jisse aapko bahut jyada nuksan hota hai aur aap kaun bhi wash ho sakta hai isliye Hamen proper analyses ke sath hi trade may participate karna chahie tabhi Hamen profit Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis krna kuo zarori hai??

    dear friends Jis ko analysis krna a Gaya ussy trade main zaroor kamyabi milti Hy. ... ko samjhe na zarori hain or market ko analiyses karna zarori hain is liy ...analysis Kisi bhi trading Mein karna bahut important hai aapko apni first priority mein analyses ko zaroor Shamil Rakhna chahie Agar Ham without analyses trading may participate Karenge to aapke Jyada the chances blouse ke hote hain Kyunki aap Sahi tarike se market ke mutaliq information Hasil Nahin Karte aur aap by yah Sal Kisi bhi ped per Laga Lete Hain aur Market aapke opposite Chali jaati hai jisse aapko bahut jyada nuksan hota hai aur aap kaun bhi wash ho sakta hai isliye Hamen proper analyses ke sath hi trade may participate karna chahie tabhi Hamen profit Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Analysis krna kuo zarori hai??

      Wa alikum Salam!
      Ji bilkul analysis ka sabse important role hota hai forex ki market mein kyunki without analysis ke Ham market ki future direction ko samajh hi nahin payenge ke ab market kis taraf movement dikhane wali hai to hamen har time per aur har price per market ko analysis karna hoga aur news ke sath attach main bhi rahana Ho Gaya kyunki news ka impact bahut hi jyada padta hai jab Koi deta kisi pair ke bare mein a jata hai to market ekdum se movement fast dikhti hai aur fast movement mein trading karna itna aasan Kam nahin hota agar wrong entry per wrong trade Le lete Hain to hamara account bhi wash ho sakta hai to hamen soch samajh Kar Ke kam karna chahie aur market ki direction aur iske trendline ke mutabik hi trading karni hogi jitna Ham soch samajh Kar Ke aur jitna focus ke sath kam karenge utna hi jyada hamen benefit hoga
      • #4 Collapse

        Re: Analysis krna kuo zarori hai??

        Assalam o Alaikum dear forex members traders ko chahiye forex pr work krty hue pehly market ka achi trha analysis krain achi trha smjh kr best time pe trade lgain tu profit mily ga agr baghair analysis trade lgai jy tu aksar loss hi hota jo traders k liyr thk nhi hy.
        Trade lgany k liye hmesha market ka analysis krain shukriya.
        • #5 Collapse

          Re: Analysis krna kuo zarori hai??

          dear agar app forex main analysis kar kay forex main kam krain gay tohe hum is main kamyab hon gay forex main wohe loog kmayab hoty hain jo market ko analysis karty han or is main mahnat say forex main kam karty hian forex aik best online business hai
          • #6 Collapse

            Re: Analysis krna kuo zarori hai??

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men anaylsis ki bahut ziyada importance hey kiun k iss men bagher anaylsis k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir market ka mukaml anaylsis karen aur phir market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Analysis krna kuo zarori hai??

              Assalamu Alaikum dear friendship ji han bilkul analysis karna bahut hi Jaruri Hota Hai agar Ham analyses Karenge To Hamen acchi se acchi samajh Jayegi ki Forex form ko Kis Tarah kam karna hai Kis Tarah nahin karna hai Kyunki Hamen ismein bahut hi jyada analyses ki jarurat Hoti Hai Iski vajah se Ham Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Analysis krna kuo zarori hai??

                Deara forex membet ap ke bata sahi hy ka ahumy soacah samaj kar proper triky sy ka karana chiaya jao loog bi mehnt sy kam karatay hayan who loog kabai bi kamyabao hasaial ni kara sakatay hayan is liaya humisha meahant sy hi kam karay rahayn jo loog hi mehntss kam akratay hayan who loog zatoor aka na ak din kamyaba jo jayn gy or jo loog proper triky sy kam ni karaty un ko aksara bohata hi zayfa mushikalta ka saman karana paer ja sakata hay.is liaya koshis kia karayn ka soacah samaj kara kam karayan jo loog bi mehnt sy kam karaty hayna who llog ak na ak din zaroor kamyab ho jaty hayan or jo loog proper triky sy kam ni karaty un ka liay akayabai hasaial karan bohata ji zayda mushkil ho jata hy is liay soacah samaj kara kam karayan ta kaha hum is sy kamyabai hasail kar sakayn jo loog bi kamyabo hasail karana chaty hayan who loogvuaroor kamyab hobjayan gy is liaya humishs meahant sy kam karayan ta kaha hum is sy kamayabibhasail kara sakayn is ka bagair hum kabai bi kamyab ni ho sakatay hayan is laiaya humishs meahant sy kam karayan ta kaha hum kamayab jo skayn.
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis krna kuo zarori hai??

                  Dear forex market mein jab bhi ap trading karyn tu koi bhi trade open karny se pehly analysis bahut zaroori hain agar ap k analysis achy hon gy tu apko acha profit hoga
                  ANALYSIS basically kisi cheez k jankari karny ko us k bary maloomat akathi karny ko kehty hain aur forex market mein ap kisi bhi pair par trade open karny se pehly us k technical aur fundamental analysis zaroor karyn aur apni trading strategy k according time frame lagayn aur analysis karyn is ka ye faida hota hai k apkp market ki next movement ka idea ho jata hai aur ap jo bhi trade achy analysis kar k lagaty hain us mein apko profit hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis krna kuo zarori hai??

                    assalamu Alaikum dear all member Forex trading man like karna bahut zada jaruri hai agar aap market ko acche se analyse karenge aur usko study karenge to aap bahut achcha bonus Hasil kar sakte hain Agar aapke pass itni jyada knowledge nahin hai to aapko kabhi bhi trading mein nahin aana chahie iske liye zaruri hai ki aap sabse pahle market ko analyse Karen aur usko study Karen aur market ki movement ko study karke avtrade karenge to aap bahut achcha benefit Hasil kar sakte hain Forex trading sab ke liye hai aur yah bahut achcha profit deti hai yah aapke hardwork per depend karta hai ki aap kitna zyada hard work karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis krna kuo zarori hai??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Samia_Hussain پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum Forex friends analysis Kisi bhi trading Mein karna bahut important hai aapko apni first priority mein analyses ko zaroor Shamil Rakhna chahie Agar Ham without analyses trading may participate Karenge to aapke Jyada the chances blouse ke hote hain Kyunki aap Sahi tarike se market ke mutaliq information Hasil Nahin Karte aur aap by yah Sal Kisi bhi ped per Laga Lete Hain aur Market aapke opposite Chali jaati hai jisse aapko bahut jyada nuksan hota hai aur aap kaun bhi wash ho sakta hai isliye Hamen proper analyses ke sath hi trade may participate karna chahie tabhi Hamen profit Hota Hai
                      dear friends forex market me analyse khanna hamare liye do fayde Hain number 1 pehla fanda hamara experience badhta hai aur 200 fayda hamen profit mein ijaafa hota hai aur junior members ko bhi hamari taraf se help milati hai Jaise vah Apne trade laga sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis krna kuo zarori hai??

                        assalamu alaikum my dear forex members mein ummid karti ho aap sab khairiyat se honge ji han bilkul agar aap trading mein kamyab hona chahte Hain to apne analysis course kam Karen analysis karne ke bad jawab trade lagaenge to definitely would trade aapki kamyab hogi aur usmein aap ko achcha profit hasil ho jaega
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis krna kuo zarori hai??

                          Asslam o alikum forex ma trading sy pahly hmary pas acha knowledge or expereince hona chhaiy q k agr hmary pas acah knowledge or expereince ni ho ga to ham achy sy trading kr skty han q k jab hmary pas knowledge ho ag ham tabhi market ko achi trah analysis kr skty han or acha profit hasil kr skty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis krna kuo zarori hai??

                            forex trading mein market analysis krna lazmi hai q ky agr ham analysis krein gy or phr trade lagaien gy tou iss mei ham bht profit earn kr skty hein or iss mein kamiyab hoskty hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis krna kuo zarori hai??

                              dear member jab hum market ko analysis karty ha phr humko uska experience or information milti hai jab tak ap market ko analysis nai kare gye to apko trading karne bhot muskil ho sakti hai apko ye zarori ha ke hum trading demo account pair in par analysis karna bhot zarori hai phr ap trading mein participate kar sakty hai jis se ap trade se acha profit hasil kar skaty hai is liye analysis zarori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X