Crypto currency digital currency ka name hay jiski koi physical availability nahi hoti hai ye stock kay against use ki jati hay laikin iski value ko control karny ka koi thoss saboot nahi hota hai jab ke Traditional currencies wo currencies hain jo kisi bhi mumalik main lain dain kay liye use hoti hain aur iska sath forex per bhi inki trading ki jati hai
Crypto-currency
Crypto currency main bitcoin shamil hai is per pakistan main bhi business kia jata raha laikin 2017 main bahut logon ko is main loss hua aur unhun nay is per claim bhi kia laikin shawahid na hony ki waja say unko kuch nai mila Resultantly State bank of Pakistan nay pakistan main bitcoin kay har kisam kay use ko mukamal illegal qarar dia ta ke log mazeed loss aur fraud say bach sakain is ki value kisi bhi waqt increasing point say decrease kar ji jati hay jis say logon ko loss ka samna karna parta ha iskay ilawah is main kisi kisam kay fundamental analysis ka itna amal dakhal nai hota jab ke hamain is main sirf technical analysis ki base per he trading karna parti hai jis ki koi thooss value nahi hoti
Traditional currency
is sy murad har mulk ki official currency hai kyon ke kisi bhi mulk ki currency iski economy ko indicate karti ha Jis mulk ki economy stable hogi uski currency bhi valuable hogi aur us per ziada say ziada forex per trading ki jaye gi jab ke in currencies per trading karna profitable hota hai laikin is main mehnat aur experience zaroori ha Q ke fundamental and technical analysis ka sath news aur economic indicators ka bhi in per impact hota hai jis se price level up aur down hota rehta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим