Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen
    Dear brothers forex trading men sub se mushkil kam apnay loss ko recover karna hota hey lekin mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey aur forex trading men loss ko jaldi men recover karnay ki koshish nah karen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu loss jitna bhi ho recover ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

    Ji bilkul agar loss recover karna hai to mehnat karni padegi kyunki forex mein loss recover karna bahut hi mushkil kam hota hai kyon ki itna jyada hamen leverage nahin diya jata bonus account mein aur ham big lot size bhi nahin rakh sakte agar ek bar achcha khasa loss ho jata hai to use recover karna bahut hi mushkil kam hota hai to hamen soch samajh Kar Ke kam karna hoga aur Dil laga Kar Ke mehnat karni hogi aur har EK trade hamen soch samajh Kar Ke hi leni hogi complete market analysis aur complete direction ke bad hi hamen next step uthana hoga agar Ham soch samajh Kar Ke Kam nahin karenge aur hardwork per yakin nahin rakhenge to kabhi bhi forex ke business mein success nahin Ho payenge Ham success tabhi honge jab soch samajh Kar Ke market ke direction ke mutabik trading karenge tab jakar ke Ham loss ke ratio ko kam kar payenge aur jyada se jyada profit bhi forex ke business se earn kr payenge market mein success tabhi milta hai jab focus ke sath Koi trader kam karta hai aur focus sabse best point hai agar Ham focus ke sath work nahin karenge aur blindly trading karenge to sirf nuksan hi hoga aur woh loss recover karna bahut hi mushkil kam Ban jata hai to hamen koshish yahi karni chahie ke sabse pahle market ki direction ko analysis karna chahie aur apni trade ko loss mein jaane se bachana chahie aur soch samajh Kar Ke trade lagani chahie tab jakar ke Ham apne account ko secure payenge aur maximum profit bhi forex ke business gain kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

      ap na bilkul theak kaha ha k loss ko recover krnay k liay hmesha small lot size use krna chayay aur loss ko recover krnay k liay big lot size kbi bhi use na kren keun k jo log loss ko jaldi recover krnay k chakr mn big lot size use krtay hn to jb trade loss mn jati ha to jald he account bhi wash ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

        Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Forex form Ek Achcha online trading business hai jis mein aap bahut hi kam waqt hai bahut hi jyada onion Hasil kar sakte hain ji han aapane bilkul sahi kaha hai ki loos KO recover Karnay Kay Maya jiyada say jiyada mahnat Karna air Samal lot use Karna idea ham aapnay loss ko recover Kat saktay Han air apny life mean kamyab ho saktay Han Hi thank you
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

          Assalam o Alaikum dear forex members ap sb logon ko pta hy forex online business ka boht bara forum hy agr jis pr ap posts aur trade k sath km kr skty hn agr kisi trade pr loss ho jy tu apny loss ko recover krny k liye km lot size pr trade lgain jis pr slow slow ap apny loss ko recover kr skty hn jis se account wash nhi hota shukriya.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

            Assalamu Alaikum dear friend jaisa ap sub ko forex ail acha online jo har bhand gar beatha kar aik acha kam shore kar sakta agr wo hamint karta hain os ko kabi losse nahi ho sakta agr wo dill sey or laghan sey kam kary umeed osko loss nahi ho sakta loss tab hota jab hum dill sey or laghan sey kam pay tawaja nahi daty is liya jo bi kam karo di sey or laghan or mandari sey kaeo inshallah har ihsan kamyab ho ga thauku

            • #7 Collapse

              Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

              Ji bilkul agar apne loss ko recover karna chahte hain to aapko hamesha lot size kam se kam rakhni chahie jitni kam se kam lot size aap rakhte Hain nahin aapko achcha fayda milta hai kabhi bhi aapko overconfidence nahin hona chahie hamesha confidence ke sath kam Karen aur jab bhi aapko State open karte Hain to usmein lot size apne account volume ke mutabik kam se kam rakha Karen agar aap kam se kam lot size use karte hain to usse aapko ya fayda hota hai ki aapka account awaaz nahin hota aur aapko bahut jyada last bhi nahin hota aur agar aapko profit hota hai to aap isliye scalping karte hue apne liye achcha profit gain kar sakte ho apne liye ek acchi achievement kar sakte hain hamesha apne kam ko planning ke sath form Karen aur apni trading strategy ko acche se perform Kiya Karen market analysis lene ke bad apni trade ko open Kiya Karen aur jab bhi aapki trade open karne ke bare mein planning karte hain to aapko lot size apne account volume ke mutabik kam se kam rakhni chahie jitni kam se kam lot size of use karenge trading mein itna hi aapko kam se kam last hoga aur aapka account bhi save rahega aur aap apni trading se achcha profit gain karne ke bad apne liye ek acchi achievement kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

                Dost ne bilkul sahi kaha hai last recover karne ke liye hamen small lot size use karna chahie
                Kyon kahe agar aap big lot size use karte hain to aapko mazeed last hone ka khatra hota hai
                Aur kahin last double Na Ho jaaye big loss ko avoid kr k small lot size use krna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

                  G blkl ap ny teek bat ki loss recover krny k liay hmesha lot size km rkhna chahiay zyada profit k chkr me ya loss recover krny k liay jldbazi me zyada lot size lga dety hn or nuqsan uthana prta hy jtna zyada lot size km hoga utna e faida acha hoga lot size km hoga to ahista ahista loss ko recover KR sken gy or dill lga kr mehnat krni chahiay mehnat ek na ek din zrur rung Lay gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

                    jee haan dear ap ne bohat he achi or kwnldge able baat ki hai forex main hmen chaie k humismian jab bhi work karen to hmen chahieh k hum issmain ziyaada issmian hum pehlay issmian achi practice karen uss k bad issm in kaam karen or iss mian kbhi hmen loss ho bhi jay to hmen preshaan nai hona chahieh bal apko chahieh k ap issmian apna kwnldge or apna expeirnce ho or bhi ziyaada issmian gian karen is maain ap jitna ziyada ap issmian apna knwldge incresse karengy ap iss main utna he izyada issmian profit main ayen gy issmian hmen apnay loss ko cover karny k liye kam se kam lot size use karna chaiehye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

                      jee haan dear ap ne bohat he achi or kwnldge able baat ki hai forex main hmen chaie k humismian jab bhi work karen to hmen chahieh k hum issmain ziyaada issmian hum pehlay issmian achi practice karen uss k bad issm in kaam karen or iss mian kbhi hmen loss ho bhi jay to hmen preshaan nai hona chahieh bal apko chahieh k ap issmian apna kwnldge or apna expeirnce ho or bhi ziyaada issmian gian karen is maain ap jitna ziyada ap issmian apna knwldge incresse karengy ap iss main utna he izyada issmian profit main ayen gy issmian hmen apnay loss ko cover karny k liye kam se kam lot size use karna chaiehye taa k hum mazeed loss se bach seken or issmian ziyaada profit gain kar paen
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

                        loss recover karne ke liye hamen is main lalch nhe karne cahiye balke hamen cahiye ke hum small lot size ke sath he is main trading kiya karen take hum is main sahe tarah se trading bhe kar saken or is main hum kamyab bhe ho he saken hum jitna zayada is main ache tarah se kam karte rehte hain to hum is main successful ho he lete hain hamen bas is main himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main mehnat karte howe he kam kiy karen jitna zayada hum is main success hasil kar he jate hain to hum is main kamyab ho he lete hain bas hamen is main apne kam ko time dena ho ga q ke loss recover itna asani se nhe ho jaya karta hae
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

                          Ji han bilkul Hamen love story cover karne ke liye Apne lot size Saman karna chahie tha ki Ham lot size se nuksan nahin hota hai isase Hamen Achcha prapt Milta hai aur ham Kamyab Hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

                            Walaikum Asalam.
                            Lot size ka istemal bhi matter karta hain loss recover karny k liay laken zayda important hai loss ko easily or profit k sath recover karny k liay money management banaye or usy follow kary
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko recover karnay k liay hamesha small lot size ko use karen

                              Ji han bilkul Hamen loss recover karne ke liye kam lot size se Lagani chahie Samay Paida Hoga aur isase Jyada Achcha prapt Hasil Karke Apna loss recover kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X