Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe
    Analysis acche karna matlab aap market ko samajh lete hain market ko samajhne ke bad Bari aati hai ki aapki strategi kya hai kya aap use Waqt trade open kar rahe Hote Hain Jo aapke analyses ke mutabik hai agar aap analyses Kuchh karte hain aur strategies aapki Kuchh aur Hoti Hai To fir aapko Kuchh Bhi fayda Nahin Hoga Apne analyses aur strategies donon ko strong banaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

    G han dear ap ny sai kha hy agar ham is me acha kam karna chary hy to ham ko cgaiye ky gam amrket ko acgi thrha sy aynalws kary agar gam acgi thrha sy aynales nhi kar skaty hy to ham achi treading nhi kar skaty hy ham ko soch amjh kar is mw aynales karna chaite
    • #3 Collapse

      Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

      forex trading mai kamayb ho any aky lea ap ko achy analysis or achi strength ki zarorat hoti hai agr ap kay pass achi analysis or achi strength na ho ge tu ap kabhi bhi kamayb trader nhi ban sahk aty or na hia pni trade say achi earning ko gain kar sahk tay ahi is lea agra p ko achi earning chahe tu experience ko bhi gain kary or sath sath ap ko is kay analysis ko bhi strong banna chahae or koi achi strength nhi bany taky ap kamay ho sahk aky
      • #4 Collapse

        Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

        G bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me mai analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Forex me trading strategy ki bohut zyada ahmeyat hasil hai. Is k bagher forex ka karobar complete hi nahi hota. Agar ap ko apni strategy ka ilam nahi hai to pehle isko seekhne ki koshash karen us k baad hi trading kare ta keh apko khasare na uthana pare.
        • #5 Collapse

          Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

          Jee bilkul achi or profitable trading k loay achi planning or strategy ka hona bht zaruri hain. Is liay behter hain k apni planning direct real account par apply ni kary phly apni strategy demo account par banaye phr us k effect or result check kary har tariky sy har pair metal wagera par us k bad agr wo effective hain resulted hain to hee real par apply kary. Yad rahky real account par bina planning or strategy k trading ni kary
          • #6 Collapse

            Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

            dear friend agr ap forex trading mn achhi trading kr k achha profit hasil krna chahtay hn to trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren sur market ki movement k mutabik achhi planing k sath trade lgsyn ta k achhi trading kr k achha profit hasil kr sken
            • #7 Collapse

              Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

              Assalamu Alaikum Forex friends ji han dost Agar aapke analyses Sahi Nahin Honge to aur aap ki strategy bhi aap Sahi tarike se nahin lagaenge to aapko fayda Nahin Hoga ulta aapko nuksan Hoga isliye trading mein agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko analyses use Pata ji ki Sahi Lagane Ki bahut jyada jarurat hai tabhi aap Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

                Hello, dear forex members umeed hai k aap sab theek hon gy. G bilkul aap by sahi kaha hai k"Analysis aur strategy k Bina kuch fyada nahi". Agar aap aik achi trade aur aik acha profit hasil karna chatey Hain toh aap ko trading k liye aik achi startegy banani pray ghi.
                Trading kartey waqat aap ko market k points ko analysis karna chaiye. Aap ko chaiye k aap yeh analysis karay k Market k point upar ja rahy Hain yha neechay aa rahy Hain. Phir plan banaya jaya k kitna invest Kiya. Sell profit aur loss ki Kya limit rahkni Jaye.
                Jab aap yeh dono kaam Kar ly, toh trade karay. Bina analysis k aur startegy k trade na karay warna aap ka loss ho Jaye gha. Sukriyaa.
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

                  Assalam o Alaikum dear forex members agr ap forum pr trade krny k liye pehly thk trha se analysis nhi krty aur apni strategy nhi bnaty hm ne km kaisy krna hy jb proper ap k pass koi strategy nhi hogi tu apko us trade me koi faida nhi hona aksar aukat loss me chali jati hy trading.
                  Koi bhi km krny se pehly strategy bnana zrori hy shukriya.
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

                    Dear pyary forexer apnay khubsuraat baat ki hai aj bilkul ASA hi Hota hai ham market Ka tankiyati jaiza jab lety hai to hamy pata Hota hai ke ab Han es point per market mein entry leni hai apni es hikmat e amli ko dekhty huay ham trade laga dety hai lekin ager hamry analysis hamari Sahi hikmat e Mali ko bayan Nahi kartay hai to hamy trading ma Kabhi be faida Nahi Hoga ye bas sirf ham luck per hi depend kareygy es trah ki trade analysis or strategies ke uper esi liye koshish karey hamri 2no cheezein same ho ta ke hamy aik Achi strategy ko bananay Mai madad mily or ham trading ma apni Achi hikmat e amli ko kmayabi ma tabdeel Ker sken.
                    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

                      Agar aapko market analyse karna nahin aata aur uske bare mein aapke pass koi information nahin hai aur market ko analyse nahin kar sakte to aap kabhi bhi Forex trading Mein success hasil nahin karte isase aapko bahut zyada loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai zyada Se zyada learning increase Karen aur apna experience Hasil karen to aap forest trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Forex trading Ek aisa platform hai jis per aap hard work Karen ke hi success Hasil kar sakte hain iske liye zaruri hai kya aapke pass trading ka pura knowledge ho aur aap market ko analyse karna aata Ho tabhi aap Forex Mein Kamyab ho sakte hain jitni learning aapki acchi hogi aur aapko market ke up and down Ka pata hoga aur market ko analyse karna aata hoga to aap ismein Kamyab honge Forex trading Ek aisa platform hai jis per hard work karke aap ek acche trader Ban sakte hain aur ek professional trader banne ke liye jaruri hai ki aapko market ke bare mein Puri information ho isase aap ko loss se Bach sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

                        j bilkul aapke baat sahi hai lekin Agar Hamare strategy Sahi Nahin Hogi Sahi tarike se Ham trade Nahin Laga Sakenge Waqt per Hamari trade open Nahin Hogi to hamare analyses Hamare Kisi Kaam Ki Nahin rahenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

                          ji han bilkul agar hamare analyses frock nahin honge to Ham kamyabi kaise hasil kar sakenge hamen chahie ki forex trading ke liye jaruri hai analysis aur satati Joyce ko strong Karen pata nahin tha ki hamen achcha profit hasil ho jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

                            acche analysis se achcha kam hota hai aur hamen bhi achcha hi faad ho jata hai lekin hamen apne analysis ko jo bhi pyar karna hai to Ham acche se hi kiya Karen aur bad mein hamara fayda hoga aur hamesha song kam kar sakenge aur agar hamen ismein jo bhi aasan kam karne ke liye aate rahte Hain to hamen aisa nahin milati hai aur ham apne aap ko kamyab samajh sake hain aur agar Ham jyada hi apne aap ko kamyab banate hain to hamara kam achcha ho jata hai ki Ham apni soch ko acche lagte Hain to bad mein hamen Paisa nahi milti hai aur yah bhi ek aisa kaam hota hai kaise mein Jo member kam karne ke liye aate rahte Hain to unko hi paida ho jata hai ki vah apne aap ko kami aur se milane ke liye Jo bhi main karenge to unke chahie main to Ho Gai aur vah har waqt apni soch kabhi Na Kam nahin samajhte agar mein kamyab hona hai to hamesha apni soch rakhna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis achy or strategy sahe nahe to phr koi faida nahe

                              han g tk kaha ha ap ny my ap ki baat sy agre ho hm ko analases soch samj k st karna chahaiy agar hmara analases noliog kam ka ni ha to hmare tread lagany ka oi faida ni ha hm ko de,mo acount my chart ka nolig analases expirence samjna chahaiy jis sy hm ko faida ho ga kisi r ko faida ni ho ga hm ko good profit hasal ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X