Forex trading me "Counterparty risk" kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me "Counterparty risk" kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.
    Counterparty risk
    Forex trading me trading risk k elawa bhi bohut sare aisa risk ya environments hen jis se hamara profit hamen hasil nahi hota. Is me se aik forex trading me Counterparty risk hai. Forex trading me Counterparty risk se murad " jab humen forex trading me prifit to hasil ho jaye lekin hamara broker ya dosra koi bhi counter party hamaen hamara munafa na den aur hamen dhokay me rakhe" is ko counterparty risk kaha jata hai. Ye risk wese to forex trading se bahar hi hai lekin chokeh ye bhi is buisiness k sath munsalik hai is waja se ye bhi forex trading ka hisa ban jata hai.
    Counterparty risk se bachna
    Forex trading me counterparty risk se bachnay k leye hamesha trusted brokers ko tarjeeh den. Aur kabhi bhi aisay brokers ko investment na bejen jis k bare me apko information na ho. Forex trading ki brokers ki jitni bhi list hai us sab ko hum google pe check kar sakte hen. Jo bhi broker ap select karte ho us ka official website open katne k baad us k last pe foreign exchange registration lazmi check karni hai. Agar wo kisi registered idare k sath jo google pe maojood ho k sath registered ho to us k baad hi un k sath investment karen nahi to kabhi bhi unknown brokers pe trust na karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
    Counterparty risk
    Forex trading me trading risk k elawa bhi bohut sare aisa risk ya environments hen jis se hamara profit hamen hasil nahi hota. Is me se aik forex trading me Counterparty risk hai. Forex trading me Counterparty risk se murad " jab humen forex trading me prifit to hasil ho jaye lekin hamara broker ya dosra koi bhi counter party hamaen hamara munafa na den aur hamen dhokay me rakhe" is ko counterparty risk kaha jata hai. Ye risk wese to forex trading se bahar hi hai lekin chokeh ye bhi is buisiness k sath munsalik hai is waja se ye bhi forex trading ka hisa ban jata hai.
    Counterparty risk se bachna
    Forex trading me counterparty risk se bachnay k leye hamesha trusted brokers ko tarjeeh den. Aur kabhi bhi aisay brokers ko investment na bejen jis k bare me apko information na ho. Forex trading ki brokers ki jitni bhi list hai us sab ko hum google pe check kar sakte hen. Jo bhi broker ap select karte ho us ka official website open katne k baad us k last pe foreign exchange registration lazmi check karni hai. Agar wo kisi registered idare k sath jo google pe maojood ho k sath registered ho to us k baad hi un k sath investment karen nahi to kabhi bhi unknown brokers pe trust na karen.

    Counterparty Risk

    Forex trading mein trading risk k elawa bhi bohut sary risk ya environments hain jis se hamray profit hamein hasil nahi hoty. Is mein se aik forex trading me Countreparty Risk se murad " Jab humein forex trading mein profit toh hasil ho jaye lekin hmara broker ya dosra koi bhi counter party hamein munafa na dein or hamein dhokay mein rakhein is ko Counterparty Risk kaha jata hai ye Risk wese to forex trading se bahar hi hain leikin chokeh ye bhi is business k sath munsalik hai is waja se ye bhi forex trading ka hisa ban jata hai.
    Counterparty Risk Se Bachna
    Forex Trading mein counterparty Risk se bachny k liye hamesha trusted brokers ko tarjeeh dein or kabhi bhi aisey brokers ko investment ne bejein kis k bary mein apko information no ho Forex tradinng ki brokers ki jitni bhi list hai us sab ko hum gooogle py check kar saqty hain joh bhi broker ap select krty hain us ka officaial website open karny k baad us k last py foreign exchange registration lazmi check karni hai. Ager wo ksis registered idary ka sath joh goodle py majood ho k us k sath registered ho toh us k bad hi unk sath investment karen nahi toh kabhi bhi unknow brokers py trust na karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

      members risk management ke bare mein jab acchi tarah Se learning start kar dete Hain to is tarah Se members ko idea ho jata hai ki risk ko kis tarah Se manage karna hai members ki Management job bahut acchi tarah Se strong Ho jaati hai to members ko risk manager karne mein koi problem nahin aati aur members apni trading ko acche se kar padhte Hain members ko apne trading mein maximum risk nahin Lena hota aur members ko apni trading bahut acchi tarah Se continue karne ke liye acchi tarah Se adjustment karna hoti hai Koi member jab maximum online hokar apne trading ko bahut acchi tarah Se Kar Raha hota hai tu is tarah Se main usko bahut hi acche ideas mil jaate Hain members ko kabhi bhi apni trading without any planning nahin karni chahie aur koi bhi trade open kar lene se pahle members ko bahut hi acchi planning kar leni hai aur yah important hai jab members trading ke liye bahut acchi tarah Se planning kar lete hain tu is tarah Se members apni trading mein kabhi bhi fail nahin hote aur is tarah Se members apne trading mein successful hote Hain acchi planning karne ke liye yah baat bahut important hai ki members ko trading se related experience bhi bahut achcha hona chahie aur agar experience achcha nahin hoga to planning nahin Ho payegi Koi member jab trading se related apni planning ko bahut strong kar leta hai tu is tarah Se membership ne trading mein maximum acche results le rahe hote Hain members ke liye unki management bahut acchi tarah Se strong honi chahie aur yah bahut important hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

        Ge dear apnay bahot he achi information say aagahi de hay agar ham forex men account open kartay time aos bat ki tasali kar len kay kon sa broker acha hay jo kay hamara sarmaya ko ghaib nai karay ga. Tab he hamen us broker kay pass account open karna chaye. Kyn kay jab ham ek bar investment kar len aor kuch he arsa men loss ho jaye to wo loss na kabil talafi ho ga kyn kay jo conuterparty risk pay account open kia jaye ga wo phir ham azala nai kar payen gay. Esi laye hame hamesha soch samjh kar he trade karna ho gi aor koi bhi account open karnay sa pehlay achi tara say sochna ho ga takay ham counter party risk say mehfooz reh saken.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

          Jab ham forex market main trade kerny ky liay koi broker select kerty hain tou hamain aesa broker select kerna chahiay jo perfect ho ky hamain kisi qisam ka problem na ho forex market main trade kerny ky liay ky jo broker hamain dhoky main rakhty hain tou hamain aesy broker ko segrigate kerna chahiay aur jesy brokers ka other traders ya forum members ky sath discuss kerna chahiay ky aesy brokers ko use na kia jaey kuch brokers jo traders ko dhoka dety hain unhon ny kuch hidden rules set kiay huey hoty hain ky visually tou hamain nazar aa raha hota hai ky yeh broker bahot acha hai hamain is main less spread ki waja sy trading main asani hai jo hamara spread bahot jald recover hony ky bahd hamain acha profit bhi hona shoru ho jata hai lekin jab ham profit per nazar dalty hain tou pata chalta hai ky ham ny jo profit banaya hai us Main Sy kuch tou broker ka commission charge ho gia us to kuch transaction fees ki surat main charge ho gia hai aur hamain remaining profit na hony ky braber hua hai tou hamain aesy broker ko trading ky liay choose hi nehi kerna chahiay ky jo broker bilkul clear ho aur jis ky sath trade kerty huey hamara acha experience ho hamain usi broker ky sath forex market main trading ko continue kerna chahiay ky ham market main successful trade ker sakain hamain trading main kuch broker bahot zyada support kerty hain Jesy ky insta forex trading broker hai jahan hamain market main trade kerny ky liay bonus account ki facility bhi hasil hai tou ham same broker ky sath bonus account sy bhi trade ker sakty hain aur agar ham bari amount forex market main investment ker ky trade kerna chahty hain tou hamain insta forex trading broker ko hi choose kerna chahiay ky is main koi hidden charges ya hidden rules nehi hain jo counter party loss ka sabab banty hon
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

            Je dear forex trading ma aksar hamy profit hasil ho jata hai but ye hamy hasil ni ho pata. Es profit k hasil na hony waly risk ko ham counterparty risk kehty hain. Ye hamari kisi mistake ki waja sy ho sakta hai or ye broker k rude behaviour ki waja sy b ho sakta hai. Es ma kio shak ni hai k broker bonus account ko kahe bar bena kisi mistake k ban kar deta hai hai jis sy trader ko bhot mushkikat hoti hain.

            How to manage counterparty risk. Forex trading ma broker ko select karny sy pehle trader k es k bary ma view janany chahe. Ye ye observe karny ki khosis karni chahe k ye broker ketna trustful hai. Asy bhot sary broker hai jo trading ko allow karty hain but en ma sy ik ad he asa hai jo trustful hai. Forex trading ma trader bhot mushkil sy acha capital jama karny ma kamyab hota ha. Acy capital ki waja sy usko loss kam sy kam or profit maximum hona start ho jata hai. Broker ye note kar rha hota hai k es trader ko etna acha profit mel rha hai. So wo kisi b asi mistake k intazar ma hota hai k trader ka account ban kar deya jae.

            Es mamlay ma kahe bae trader ki b galti hoti hai. Wo account ki verification k lae fake documents ko produce karta hai jis sy broker us ka account ban karny par majboor ho jata hai. Bonus account ma counter party risk ki bhot value hai. Bonus account ma kamyab hony k lae trader ko bhot straight chalna hota hai. Jo trader asa ni karta wo aksar counter party risk ka shikar ho jata hai. Forex trading ma trade ma loss k risk k bad kuch or b asy risk hain jin sy bachna bhot zaruri hai or agr en ay bacha na jae to trader trade karny k kabil ni rehta kiu k uska account ban mar deya jata hai jis sy trader ko hamesa nuksan hota hai kiu ye account phr sy kbi open ni kaye ja sakty.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

              Yes dear aapane bahut hi important information Hamare Sath hi Ki Hai no doubt Jab Ham market Mein different important it tools and practice ko carefully study karte hain apni trading per apply Karte Hain To Aisi situation mein humko counter party risk related bhi apni learning complete Karni chahie. dear jab aap Kisi Prakar ki selection kar rahe hote hain to aapko bahut carefully yah decision-making Karni chahie Kyunki Agar aapke broker ki selection perfect Nahin Hoti to yah aapki bahut jyada kis advantages ho sakte hain aur aapki bahut jyada problems create kar sakte hain Kyunki Agar aapka broker trustful nahin hai aur aap use per reliability nahin kar sakti To Aisi situation Mein aapki bahut jyada problem so sakte hain aur aapko bahut nuksan hone ke chance ho sakte hain.

              Some time Kuchh brokers Aise Karte Hain Ki Jab aap unke Sath Koi trade open karte hain vo aapsi trade different banks ke pass transfer Nahin Sakte aur aapki trade apne pass hi hold Dekhte Hain Jo aapke liye bahut jyada disadvantages Ka Sabak ho sakta hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap different brokers ko select karte hain to use se related apni learning complete kar liya Karen aur Unki reliability se related aapko hundred percent Assurance honi chahie otherwise aapke liye Kuchh problem ho sakti hun aur ismein aapko bahut jyada nuksan hone ki chances ho sakte hain Ek perfect broker hi aapke liye reliability aur trust full ho sakta hai otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain.

              Counterparty risk related Jab aap apni complete karte hain aur is best brokers ki selection Karte Hain To aap ke liye perfect analysis karna aur aap apni trading ko effective karna aapki bahut important role play karta hai isliye aapko Forex trading Mein different types ke risk ko properly calculate karna bahut important ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

                Assalam walekum Pyare bhaiyon Forex trading Mein Aksar Hamen pocket AC Ho Jata Hai Bus yah Hamen Hasil Nahin Hota Pata is perfect ke Hasil na hone wale ko Ham main party risk Kahate Hain yah Hamari Kisi bhi mistake ki vajah se ho sakta hai aur yah broker ke road Deewar ki vajah se bhi ho sakta hai aur is mein kisi shak nahin hai ki broker bonus account ko kabhi bhi bar Banakar Kisi mistake kemin kar deta hai aur jisse trader ko bahut hi Mushkil 8 ka Samna karna padta hai

                Forex trading Mein broker select karne se pahle trader ke Iske bare mein view Jaane chahie yah Jo Babbar Sher karne ki koshish Karni chahie ki yah broker kitna trustful hai aur Aise bahut Sare broker Hai Joker trailer ko alag karte hain aur but in message likhate add hi Aisa Hi kijo trust fall hai aur prapt readymade reader bahut hi Mushkil Se Achcha capital Jama karne mein Kamyab hote hain aur acche capital ki vajah Se Usko loss kam se kam aur profit maximum Hona start ho jata hai aur broker yah note kar raha hota hai ki is trader Ko Itna Achcha profit mil raha hai aur show vah kisi bhi Aisi mistake Ke Intezar Mein Hota Hai Ki Trigger ka account band kar diya Jaaye

                Is mamle Mein Kahin bed reader ki bhi Galti hoti hai aur vah account key verification ke liye fake documents ko product Karta Hai jisse broker uska account band karne par Majboor ho jata hai aur bonus account mein Antar party risk ki bahut hi value hai aur bonus account mein Kamyab hone ke liye trader ko bahut se tarike kar chalane Hote Hain Jo Kate reader Aisa Nahin Karte aur vah Aksar counterparty risk Ka Shikar Ho Jaate Hain Forex trading Mein trader mail Oscar Ishq ke bad Kuchh aur BSA Risk Hai Jin Se Bachana bahut hi jaruri hai aur Agar bacha Na Jaaye to trader trade karne ki kabhi bhi nahin Rahte Kyon Ke uska account bus kar diya Jata Hai jisse trader ko Hamesha nuksan Hota Hai Kyon kiye account fir se bhi open nahin kiya Ja Sakta
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

                  AOA my dear all Forex member Jab Ham market Mein different important it tools and practice ko carefully study karte hain apni trading per apply Karte Hain To Aisi situation mein humko counter party risk related bhi apni learning complete Karni chahie. dear jab aap Kisi Prakar ki selection kar rahe hote hain to aapko bahut carefully yah decision-making Karni chahie Kyunki Agar aapke broker ki selection perfect Nahin Hoti to yah aapki bahut zyada kis advantages ho sakte hain aur aapki bahut zyada problems create kar sakte hain Kyunki Agar aapka broker trustful nahin hai aur aap use per reliability nahin kar sakti To Aisi situation Mein aapki bahut jyada problem so sakte hain aur aapko bahut nuksan hone ke chance ho sakte hain
                  Some time Kuchh brokers Aise Karte Hain Ki Jab aap unke Sath Koi trade open karte hain vo aapsi trade different banks ke pass transfer Nahin Sakte aur aapki trade apne pass hi hold Dekhte Hain Jo aapke liye bahut zyada disadvantages Ka Sabak ho sakta hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap different brokers ko select karte hain to use se related apni learning complete kar liya Karen aur Unki reliability se related aapko hundred percent Assurance honi chahie otherwise aapke liye Kuchh problem ho sakti hun aur ismein aapko bahut jyada nuksan hone ki chances ho sakte hain Ek perfect broker hi aapke liye reliability aur trust full ho sakta hai otherwise aapke liye bahut zyada problem ho sakte hain
                  Counterparty risk related Jab aap apni complete karte hain aur is best brokers ki selection Karte Hain To aap ke liye perfect analysis karna aur aap apni trading ko effective karna aapki bahut important role play karta hai isliye aapko Forex trading Mein different types ke risk ko properly calculate karna bahut important ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

                    Forex mein humain risk sae bachanay kay lye risk management kerna hoti hai aur agar hum risk ko koi aehmiat nahin dain gaye tou humain forex mein bahut zayada loss ho sakta hai kyun kay risk ko control kerna bhi zaroori hota hai risk kae qisam kay hotay hain aur aik risk humain apnay account mein cheating sae kaam kernay sae bhi hota hai ya koi kaam rules kay against kertay hain tou uss sae bhi hota hai jis ki wajah sae humara account bann ho jata hai
                    Agar forex mein aap ka account bann ho jata hai tou kae aisy wajuhaat hoti hain jin ki wajah sae aap ka account tou chal raha hota hai aur aap kaam ker kay khush bhi ho rahay hotay hain lakin problem uss waqt hoti hai jub aap forex mein profit hadil kernay kay baad withdraw lagatay hain tou broker aap ko uss ka withdraw nahin deta aur aap ka account bhi close nahin kerta aur iss ko hi Counter party risk kehtay hain aisa risk jo aap ko kisi aur ki taraf sae lahaq ho aur uss ka aap ko loss bhi ho aur shock bhi lagay iss kay lye zaroori hai kay aap forex mein aisay kaam na kerain jo rules kay against hoon aur unn sae bacha ja sakay ta kay humain koi loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

                      hamy market ko achy sy analyses kar ky trading karne chahey hamy trading karny ky har aik rules ko follow karna chahey agar hum is mai sahe trade lagana chaty hai to hamy pahly demk account mai practice kar lyne chahey or bad mai real account mai trade lagane chahye hamy trade laagny sy pahly is mai stop loss or take profit ko laga lyna chahye stop loss hamy account ko wash hony sy bachta hai hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy take profit ke waja sy profit hota hai hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna ho ga ta ky hum is mai acha result hasil kar saky yai aam job ke nisbat bohat ache job hai hum gar bath kar is mai kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai trade lagane chahye hamy is mai soch samj kar kam karna chahey agar hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is man market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum is mai agy bar saky yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy kam karny par ache earning be dyta hai hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy dollars main bonus dyta hai hum dollars ko apny mulik ke currency mai change karwaty hai or apne needs ko pora kar ky apne life ko bahtar banaty hain yai aik wase karobar hia hum is ko aik din mai nahe samj sakty
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

                        gee han dear ap ne bohat acha review diya hai simple agr hum is mn knowledge hasil kr k kamm krte hein tu bohat hi asani se kameyab be ho sakte hein hum agr is mn koi be risk lete hein tu os mn kameyab hona muskil ho jata ha forex hamre liye eik sab se acha business hai hum is business mn regular kam krein gein tu hume asani ho gi is mn hume account ki money management ko fallow krna lazmi ha forex mn jis risk k bhrey mn ap ne bat ki hai tu mere bhai hume phaly se hi is mn sahi samjdari se kam krna hota ha hume is mn trusted broker ko join krna hota ha jo hume dhoka na deiin is mn hamre liye sab se acha ur best broker instaforex ka ha is mn hum jo kam krte hein hume wo mil jata ha forex mn koi be esa broker ni hai jo hamre paise khata hn forex hamre liye eik sab se acha business ha hume is mn regular kam krna hota ha utni hi asani se kameyab be ho sakte hein daily work krte rehna hota ha tecnical analysis ur fundamental analysis ko be check krna hota ha asia ka sab se zabardast broker instaforex ka ha is mn humekam kr k bohat faida be hota ha hume knowledge be mil jata ha ur hamri zahroriyat be pori hoti rehti hein practice krne k liye hume is mn sab se phaly demo account mn kam krna hota ha demo is business earning point in forex demo is business mn hamra teacher hota ha ur hume apney teacher se sab se zada help leni hoti ha kameyabi hume tab hi milen gi ye hamre liye acha business hai
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me &quot;Counterparty risk&quot; kia hai? , aur is se kesay bacha jaye.

                          Forex trading ki market Ek bahut hi risky market Hai is risky market main aapko bahut hi carefully work karna hota hai aur apne mind ko positive aur fresh aur cool rakhte Hue hi Apna work start karna hota hai Kyunki yah Jis Tarah Se Ek risky business hai Usi Tarah Se is Mein varg karna bhi bahut jyada risky Hota Hai Jab aapke pass market se related Achcha experience aur Market ki Jyada Se Jyada practice Hogi tab bhi aap market Mein is risky work Ne Achcha profit Hasil kar Sakenge Varna without experience ke aap market Mein Kabhi Bhi is work Se Achcha profit Hasil nahin kar Payenge Bal ke aapko ismein loss ka Samna karna padega isliye market mein bahut hi carefully work start karen

                          Market Mein counterparty risk Bhi Ek bahut bada risk Hota Hai Jab aap market me counterparty Mere Ishq lete hain to use Waqt Bhi aapko bahut jyada careful Rahana chahie Taki aap market Mein is counterparty risk Se Accha profit Hasil kar sake aur is ke bare mein acchi information bhi Hasil kar sake Jab aap market Mein counterparty risk lete hain to use Waqt aapko bahut hi best broker ka bhi select karna chahie Kyunki yah brokers hi aapko counterparty ke bare mein acchi information provide kar sakte hain aur aap Iske jhaiyon se market Mein acchi success bhi Hasil kar sakte hain

                          Market Mein counterparty ke jariye Se Jyada profit Hasil karna possible Nahin Hota Kyunki yah traders ko bahut jyada Commission provide Nahin karte Jiski vajah se traders ko Kuchh nuksan ka Samna bhi karna padta hai Kyunki market Mein Jab aap karte hain to use Waqt yah broker ji hote hain jo aapko bahut hi best information provide kar sakte hain isiliye market Mein brokers ko bahut hi Soch Samajh Kar let Karen Kyunki yah brokers aapke work Mein advantage or disadvantage ki vajah Ban sakte hain Agar aapane best broker ka selection Kiya hoga to aap is best broker ke jariye se market mein bahut hi Achcha profit diya kar sakte hain aur Agar aapane is broker ko select karte waqt Koi mistake ki hotgi to use Waqt aap market Mein Kabhi Bhi kam kar party Ke Rishte Ne Achcha transit house nahin kar Payenge ke aapko Las ka Samna karna padega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X