Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai
    Dear Traders, forex trading mai trend ko follow krna boht common aur profitable hai koi bata skta hai kay forex mai trend ko find krnay kay liye konsa se indicator best hai.:1f640:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

    Best indicator H4 time frame hai jis me ap apna market trend adjust ker saktey hain. Agar aap forex trading mein success hasil karna chahte hain to aap ko chahie k aap apni tawajo learning pe markoz karen kyunki jitna ziada ap is forum ko sekhne ki koshish karenge utna ziada aapko is forum main faida hoga Nahin karne mein maja aaega aur aap acchi earning ker sakoge. Lehaza learning bahut zaruri hai is forum mein acchi earning karne ke liye.
    • #3 Collapse

      Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

      Market analysis and h4 time frame will give you best trading in the experience forex trading so try to develop a sense of good trading in your habit and also good market analysis use of indicator is not good in the real life as it's not a good experience in your habit
      • #4 Collapse

        Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

        Dear Forex trading Mein market ka trend Maloom karne ke liye aapke paas knowledge Ka Hona bahut jaruri hai hai aur aapke technical analysis strong hone chahie aur aapke pass candlestick ka Achcha knowledge Hona chahie aur aapko apni trading strategy k accordingly analysis karne chahie aur Agar market ka trend find out karna ho to aapko Bary time frame per analysis karne chahie for example h 4 aur D1 per aap Agar analysis karen to aapko market ka trend easily pata chal sakta hai aur aap Agar moving average indicator Apne Technical Chart per use karen to aapko aasani se market ki next moment ka idea pata chal jata hai aur Market ka train bhi aap easily find out kar sakte hain aur uske accordingly aap trading Karke Achcha profit Kama sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

          yaar mere khyal mein mujhe is baat ka bilkul bhi pata nahin hai agar Kisi baat ka kisi ko bhi pata hota hai to hamen please bata Diya kahin because hamen Nahin pata hota kyon Nahin kaun si post kab Karni Hoti hai to hamen aap logon ka farz banta hai ki aap log hamari help Karen hamen bataen ki humne kaun sa kam kaise karna hai because jab ham kaun sa kam kaise karte hain to hamen yah batao hota hai ki ham jab yah kam karenge to hamen ismein dalon Hoga to ham ko yah pata Hona chahie
          • #6 Collapse

            Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

            trend find krny k liye acha indicator H4 hai .. is sy ap easily trends bnty dekh skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

              dear trader ap ne boht hi acha thread kia hay read kar kay boht hi acha ap ne likha hay kay trend find karny kay leiy best indicator konsa hona
              chaihey, dear biggners is mein ap sab kay leiy boht hi achi point hay seekhny kay leiy ap ko chaheiy kay r.s.i best indicator hi agr ap chart tabel
              per nazar karengy to boht sary indecator hen or H4 indicator bhi boht hi best hay ap ne dekha hoga kay senior trader ap trade market mein
              open karny se pehly har trend ko dekhty hen samjhty hen or phr achay se trade lagaty hen taky ziyada loss na ho to ap ko bhi chaheiy kay ap
              apny seniors traders se learning karen un ko ziyada se time den apni trade ko samjhen or phr ap market movement ko dekhen kay up ja rahi hay
              hay ya down hay us kay bad hi apni trade lagaen to ziyada best rahega
              • #8 Collapse

                Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

                apni indicator ko use karke Ham sab bahut zyada fayda utha sakte hain jab Ham trend ke indicator ko samajhne ki koshish karte Hain to is se Ham sab ka bahut fayda hota hai yahan per kamyabi hasil karni hai to indicator ka use karna hoga kyunki apna profit lene ke liye indicator ka use karne ki wajah se hi aap sabko kamyabi milati hai learning karke experience hasil karne ki wajah se Ham sab zyada fayde Mera sakte hain aur kamyabi hasil karne ke liye mehnat karne ki koshish karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

                  trend line ke liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat bhe cahiye ke hum is main success gain kar jane ke liye hamen bhe is main kam kar he lena ho ga take hum is main kamyab ho saken to bas is liye hamen is main dil se ache tarah se kam kar lena ho ga take hum is main success hasil ho he saken ge is main hamen ache tarah se trend line ko bahut he zayada hamen focus main rakh kar he kam karna hota hae take hum tab he to is main kamyab ho saken hum is main jitna zayada ache tarah se kam kar he jate hain to hum is main success hasil kar he jaya karte hain lakin esa business koi nhe hae jis main apko mehnat karne ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

                    Agar to ap ko market ka trend ka pata ha to ap ka lye trading or market ko analysis karna assan ho jaye kun ka ap na ye to suna ho ga ka trend is u friend agar ap log trend ka khelaf jaen ga to ap ko nuksan ho ga ab bat karty han ka trend ko find karny ka konsa tool use karen is ko find karny ka lye simple ap logo ko ema yani moving avrage 200 pa apply karna ho ga us sa ap ko trend ka pata chal jaye ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

                      Meri nzar main koi bhi aisa indecator nahi hay aap ko kaam main analysis ka tareeq maloom hona chahay aap ko is baat ka khayal rakhna zarori hota hay k aap kon say tareeqy par kaam karty ho jaisy vsa aur price action aur aap nay in cheezon main mahrat hasil kar li to aap samjh jao k aap market ko samjhny main kamyab ho jao gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

                        Dear number market trend ko find karna Aasan Nahin Hai iske liye bahut se indicators use karna party hain Kyunki Ek indicator dusre indicator ko galat sabit kar deta hai indicator ko acchi Tarah use karna aur analysis karne ke bad hi Hamen market ka trend find hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

                          Friend ko Maloom karne ke liye bahut acchi Si chijon se is lafada Hasil Kiya Ja sakta hai Sabse pahle a ab candlestick pattern Dekhen aur aap moving averages aur uske bad support and resistance ko follow Karen yah sari chijen aapko market ka ka friend bataenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

                            Deccan train find karne ke liye ham log bahut Sare indicator istemal Karte Hain Jo ki hamare pass chat par available hote hain unko use Karke apne friend ko paint karna hota hai lekin agar aapane friend ko point karna hai to uske liye sabse best moving average hai aap 200mb use Karen isase easily aap 10th find kar lenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trend Find Krnay Kay Liye Best Indicator Konsa Hai

                              Bhai trend find karny k liyea bolinger band or moving average indicator best Hain but candle stick pattern chart ko analyse kar k bhi market k trend ko malom Kiya ja sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X